part -21

715 49 17
                                        

Kuch dur chalna ka baad ek pahad jaisa rasta hota hai upar sa pani gir raha tha aur sab uspar chad kar ja rahe bohut logo ka balance bigadna ki wajha sa wo log girna wala hota hai but ek dusre ka sath dete hua sab log us raste ko paar kar leta aur koi bhi nahi girta

Thori der baad sab ek naya track par rukta hai

Sanju - ya to ankh band kar ka paar ho jano chaiya
Kon aa raho hai phele

Chitra - # impossible

Suman ji - suman ji ko bhi lagta hai ki suman ji ya nahi kar payegi

Prem ji - wo bina kuch bola aga sa picha ja kar logo ka bich chip jate hai

Karan side

Karan - maa ka pait sa sab civilian hi paida hota hai soldier wo banta hai jisma kabiliyat ho kuch karna ki jo har mushkil sa ladna ka liya tayar ho
Aur namuna ki sakal dekh sakal pa 12 baje itni choti muskil samna dekh
Kuch nahi kar sakte hai kyunki ya kuch karna hi nahi chata

Recruit side

Koi sabka picha sa apna hath upar karta hai ki sabsa phele wo try karna chata hai

Wo aur koi nahi monami hi thi aur sab usko aaga aana ka rasta deta hai

Karan side

Fazi - hahaha * hasta hua *

Aur karan fridge sa pani la raha tha Fazi ki hasi sun Fazi ki taraf dekhta hai or dekhta hai ki Fazi cctv footage dekhar hasta hai or dekta hi uska chehra pa 12 naj jata hai

Recruit side

Monami aaga aa kar track par kana ka liya apna phele pair rakhti hai or bagal mai jo bas tha usa pakad ka chalna lagti or chalta chalta bas ek hi line baar baar bol rahi thi laheron sa dar ka noka par nahi hoti koshish karna walo ki kabhi haar nahi hoti aur ya bolta bolta wo chal rahi thi but achanak sa uska pair ladkhada * disbalance* gayi  lekin usa dekh kar sab dar gaye but unsa khud ko sambhal liya aur aaga badhna lagi aur fir sab sant ho gaye or aisa hi usna track paar kar liya
Aur sanju ki bagal mai aakar uska barabar mai khadi ho gayi aur sanju aur monami dono ek dusre ko dekhna laga

Karan side

Monami jaisa jaisa track pura karna ka liya apna kadam badha rahi thi karan ka experission change hota ja ja rahe tha aur bikul nahi chata tha ki Monami pura
track crossed kar accademy pahucha kyunki wo monami ko nahi dekhna chata tha aur wo usa bohut gussa tha isliye jab monami na pura track crossed kar liya to wo shock tha ki usna kaisa kar liya

Fazi - * khada hota hua * sart ka paisa jitna ka maza hi kuch or hai

Or karan usa dekna lagta fir cctv photage ki taraf

Karan - abhi sart aur track dono baki hai special agent fazuddiin Shiddiki

Fazi - kuch nahi bolta bas ishara karta hai dekha jaiyaga

Karan - ya tuka hai or is ladki ka paas tuka ka alawa kuch hai nahi or tuka baar baar lagta hai nahi
Kya haina kabhi kisi chiz ki jarurat padi nahi baap ka paiso na kabhi kisi chiz ki jarurat padna nahi di
Laga hoga change karna ka liya SAF join kar liya jaye

Fazi - hehehe *hasta hua* ya baat to 2000 sa kai jayeda ki lag rahi hai karan
Huma koi hak nahi hai kisi ka barema aisa bolna ki jabki hum to usa janta bhi nahi aur abhi hi to humna usa dekha hai aur tum usa judge kar rahe ho sabki apni apni pareshani hoti hai jaruri nahi ki wo tumhare bolna ka hisa sa bigdi hui ho acchi bhi ho sakti hai

Karan - (*in mind* isa to pata hi nahi ki mai isa aaj nahi mil raha mai isa phele bhi mil chuka hoon aur unfortunately ab ya meri wife hai lekin ya baat isa nahi bata sakta )
mai usa abhi mila hoon to tu bhi usa abhi hi mila hai to tu kaisa bol sakta hai ki wo ladki acchi hai aur uski life mai problem hogi aisa bhi ho sakta hai uska life mai koi problem na ho aur wo bhi bigdi hui ho

Fazi - aisa mai isliye kha raha hoon janab ki wo ager buri hoti to usdin us ladka ki madad ka liya nahi aati mai manta hoon ki usa galat samjha but uski niyat to gat nahi na thi usna aap ko chor samjha but wo us ladki madad liya ayi ya alag baat hai wo chor tha aur aap sarif but wo acchi hai ager chati to ya sab sa dur rahena ka liya waha nahi aati

Karan - galat hota hi hai ya Amer baap ki bigdi hui aulad samajha kuch hota hai samjh kuch late hai galat aur sahi mai fark karna nahi aata hai inha

Fazi - tuje samjhana ka koi fayeda nahi hai karan kyunki tu samjhana nahi chata  ki sab log ek jaisa nahi hota bas jab tak tu samjha tab tak der nahi jaye

Ya bol kar Fazi waha sa chala jata hai

Karan - *khud sa hi *nahi Fazi sab amer log ek jaisa hota

Recruit side

Ab sab ya soch rahe tha ki Monami na to kar liya ab kon Karega

Fir himmat kar kr suman ji aaga aati hi or apna pair sa juta nikalna lagti hai

Monami - suman ji ya juta kyu nikal rahe ho

Suman ji - are Suman ji pani mai gir gayi to juta ganda ho jayengana

Sab recruit alag alag muh banana lagta hai

Suman ji - ya juta Suman ji ka husband rajhesh ji na birthday par gift kiya tha suman ji ko

Sanju  - chalo chalo  jaldi karo baat baad mai kta rahena phele ya karo time yaad haina sabko time pa pahuchno haj warna entry na milogo

Aur sab ghabra jate hai

Aur sumanji track pura kar leti hai

Aur aisa hi ek ek kar ka sare recruits track pura late hai

--------------------------------------------------------------
Baki next part mai ☺️☺️

Aap ki baat manta hua ya raha aap ka long part☺️☺️❤️❤️

Bye bye

Dil Ki DastanWhere stories live. Discover now