At karan side
Karan Fazi ko sab kuch bata raha tha aur bala apni kismat par ro raha tha aur soch raha tha ki ab kya kare
Aur karan aur Fazi baat karna ka baad jeep mai baith jate hai
Karan - chal baith
Aur bala chup chap jakar jeep mai baith jata hai kyunki usa pata hai ab wo kuch nahi kar sakta
Aur wo log cadet sa milna ka liya nikal jate hai
At cadets side
Sare cadets line mai khara tha
Koel ko apna bag ka wajan ka karan usa apna chanda par rakha rahena mai bohut dard kar raha tha aur monami ya chiz dekh leti hai
Monami - *koel ka bag par hath raktha hua* mai help kardu
Koel - *uska hath ko Dhaka marta hua* maina help mangi tumsa
Monami na mai sar hilata hua apna hath picha la leti hai
Suman ji Monami ka peeth par thap tha pata ta hua
Aur monami picha mudkar suman ji ko dekhna lagti haiSuman ji apna hath usapa dhyan na dena ka ishara karta hua
Monami - *smile* dr monami mahajan
Suman ji - myself suman rajesh tiwari
House wifeAur fir monami wapas mud kar aga dekhna lagti hai
Ustad ji - attention
Sab ek sath bolanga
Kartavya sahas wa balidanCadets - kartavya sahas wa balidan
Desh ka khatir desh ka naam
Cadets - desh ka khatir desh ka naam
Desh ki mitti sar ankho par
Cadets - desh ki mitti sar ankho par
Desh sa hai apni pachan
Cadets - desh sa hai apni pachan
Bolo , jai hind
Cadets - Jai Hind
Aur fir sab wapas sa gadi mai baith jate hai
Aur fir der der baad sab ek jagha utarta hai
Jaha phele sa hi karan intajar kar raha thaUstad ji - picnic pa aaye ho kya utro sare
Traning suru
Utro sare jaldiAur fir sab utarna lagta hai
Ustad ji - sab jaldi chalanga 1 2 1 1 21
Jaldi sa char line banayenge sabAur sare cadets line banana ka liya idher udher bhagna lagta hai
Ustad ji - picha ho jayega aap
Jaldi kariya
Aap sidha ho jayeyaAur fir sare cadets line bana leta hai
Ustad ji - sirji sab aa gaye
Ya hai humare sar ji
spl agent Karan ShergillAur karan gadi ka picha sa cadets ka samna chalta hua aur usa dekh kar monami ki heart beat badh jati hai aur wo bohut jayeda dar jati hai
Aur monami sab kuch yaad karna lagti hai aur wo aur jayeda dar jati hai
Ustad ji - unha biryani bohut pasand hai
Ya aap logo ka head instructor hai
Abhi bhi moka hai bhagna hai bhag jau warna bohut jald tumhara naam ki biryani batagi puri academy maiMonami - *in mind* ab pata nahi kya karega ya mera sath mujhe bhi puri duniya mai yahi mila tha ladna ko pata nahi kiya hoga ab mera is dekh liya to jaan hi lelega meri
Aur koel ka picha chipka ki koshish karne lagti hai
Ustad ji - isi ka sath aap ka talk time khatam aur inka shuru
Fazi bhi aakar Karan ka picha khara ho jata hai
Karan - date or time note kar lijiye
Aap sab ka bura wakt shuru hota hai abYa sun kar monami aur dar jati hai or wo koel ka bag ko aur jor sa pakad leti hai chupna ka liya aur fir koel monami ko dhakka da deti hai or monami jameen pa gir jati hai
Aur sab log us taraf dekhna lagta hai jaha sa awaz aai thi
Karan - kya circus chal raha hai waha
Aur karan monami ka pass ja kahara ho jat hai usa monami ka face isliye nahi dikh raha tha kyunki wo jammen ki taraf dekh rahi aur uska bal sa Dhaka hua tha aur wo dusri taraf dekh rahi thi
Karan - *apna hath monami ko uthna ka liya dete hua* aayea
UpMonami bhi karan ka hath par apna hath rakh deti hai but uthti nahi hai
Karan - up
Monami -( in mind) ab kya karu Ager uthi to ya mujhe dekh lega aur nahi uthi to mujhe choraga nahi aur akhir kab tak bachungi
Karan ko gussa aa jata hai aur wo monami ko apni taraf jor sa kich leta hai
Aur ab karan na monami ko dekh liya
Aur karan usa ghoor na lagta hai aur monami ka hath jo uska hath mai tha usa bohut jor sa dabana lagta hai
Monami ko dard jo raha tha but dar ka mare wo karan ko kuch nahi bolti aur chup chap khari rathi hai
Aur jis tarah se karan usa ghoor raha tha usa aur Jayda dar lagna lagta haiKuch der mai karan uska hath chor deta hai
Monami - I'm sorry sir
Karan - sab thik
Monami - pata nahi
Karan - bohut jald pata chal jayega
Ayeyea
Aur wo aga chala jata hai or monami uska picha picha chal rahi hoti hai--------------------------------------------------------------
Baki next part mai ☺️
Suggestions please ☺️
![](https://img.wattpad.com/cover/358233976-288-k710691.jpg)
YOU ARE READING
Dil Ki Dastan
FanfictionKya Moran ki arrange marriage la payegi inko Dil sa ek dusre ka kareeb ya rahenga ek dusra sa bankar ajnabee