Mahajan house
Monami - hello dr metha
Dr metha - hello ma'am
Ek bohut hi critical aur complicated case hai huma aap ki madad chahiye ma'am pleaseMonami - Okay
Kab aur kaha aana haiDr metha - kal Deolali
Monami - mai kal aa jayungi 3:00 PM okay
Dr metha - thanks you so much ma'am
Monami - welcome
Next day
At Deolali
Karan - jai hind sir
Fazi - jai hind sir
Sanjana - jai hind sir
Sir - Jai hind agents
Karan - sir apna bulaya
Sir - Shergill ek mission hai
Karan - sir hum ready hai
Sir - Shergill phele mission to sun lo
Karan - sir
Sir - mission # ghar ghar mai soldiers
Isma tumha civilian ko trained karna hai taki wo jarurat aana par desh ka kaam aa saka aur apna aas pass ka logo ki madad kar sakaKaran - sir hum ya nahi kar sakte
Sir -To tum ya mission ka liya mana kar raha ho
Karan - sorry sir civilian ko train karna mission nahi hai
Punishment posting haiSir - tum dono ko bhi aisa lagta hai
Fazi & sanju - yes sir
Sanju - lagni wali koi baat hi na hai sirji
Jisa ho waisa hi to lagogo sirjiFazi - sir bordar par hum apni jaan bhi da sakta hai but ya
Karan - with all the respect sir civilian aur solider mai ek farak hota hai sir
Sir - ma ka peet sa sab ek civilian hi paida hota hai soldier wo baad mai banta hai training ka baad
Karan aam janta ko kabhi understimate nahi karna chahiye
Is desh ka logo mai bohut jazba haiKaran - sirf jazba kafi nahi hai sir ek ka liya jaruri hai atam vishwas self confidence
At hospital
Monami kadamba khari intezar kar rahi hai lift open hona ka
Thora der baad lift open hoti hai sab nikal raha tha aur lift ka andar ja raha tha monami bas ek minute ek minute sorry mai bhi yahi bolti rahgai aur lift mai nahi ja payi aur lift close hogayiKaran side
Karan - kaha sa milanga huma aisa civilian
Fazi - fauji wo hota hai jispa hum ankh band kar ka bharosa kar saka
Jispa sakh ki koi kunjaish na hoKoyel side Goa
Koyel academy ka form fil karta wakt hath sa anguthi nikal kar
Koyal - sach aur jooth sa jayda important hota hai right ya wrong
Kabhi kabhi right karna ka liya sach ko apna bag pack mai chupana better haiDeolali
Sanju - ek fauji ka liya sabsa jaruri baat hoto hai anusashan
Uska bina admi katai nikhatu hoto hai sirji
Sidharth side
Sid ek club mai drunk tha
Sid - bro tujhe pata hai ya kya hai
Titanic hai bro Titanic pani mai chalagaSid friend - nahi bro nahi ya plain hai plain hawa mai udaga
Ya sab ya dono ek car ko dekh kar bol raha tha
Sid - sart lagi
Sid friend - lagi
Lakin decide kaisa karanga broSid - simple hai mai kick mar ka start karta hoon
Ager ud gaya to plain hai aur Ager pani mai tair gaya to Titanic haiAur fir side car ki door khol kar car star karta hai
Aur subha Sid pani mai aur car Sid ka sar par latki hui milti hai
Sid - tu sahi bol raha tha bro ya to plain hai
Deolali
Karan - mai civilian ko protect kar sakta hoon sir
But unha handle nahi kar saktaSir - karan tumha unha apna liya handle nahi karna hai
Unha training deni hai taki wo desh ka kaam aa saka
The mission is on
Tumlog is mission ka hissa ho ya nahi bata dena
DismissKaran & Fazi & sanju - sir
Aur chala jata haiSanju - sirji ya sunana bulaya aap na huma humara gaav sa
Fazi - chacha retair ho gaya unha bolo ghar par Aram karna ka liya faltu faltu mission bana raha
Kara - mujhe bhi nahi pata tha ki batra sir ka dimag mai ya sab chal raha
Fazi. - to bolta hai batr sir ko mana kar deta hai ki hum is mission ka liya ready nahi hai
Vapas aata wakt
Fazi - aisa kya dekh raha ho aato tum bhi gaya na
Karan - ha to mai kaha kuch kha raha hoon
Sanju - aap kuch bolo na bolo humara to pita saman hai na col. Batra
Ab unka anadar to na kar sakta naFazi - bhai hum to phele hi bata raha adar anadar gaya tel lena
Hum to 15 din dekhenga
maza aya aya nahi aya hum to cut langaBatra sir - welcome
Welcome to parakram SAF
Main janta tha you three is never let me downThrio - sir
--------------------------------------------------------------Baki next part mai☺️

YOU ARE READING
Dil Ki Dastan
FanfictionKya Moran ki arrange marriage la payegi inko Dil sa ek dusre ka kareeb ya rahenga ek dusra sa bankar ajnabee