🤍CHAPTER-7🤍

34 4 0
                                    

After a few days, Gayatri, Sumitra, Kavita, and Nani ki were seated in a cozy restaurant, laughing and discussing wedding plans.

Gayatri: (excitedly) Mujhe lagta hai, Priya aur Vihaan ki jodi ekdum perfect hogi!

Sumitra: Haan, bilkul! Aur main toh bas un dono ko khush dekhna chahti hoon. Dono ek saath itne Sundar lagte Hain hayyyeeee...

Kavita: (a bit quietly) Par mujhe thoda sa dar lag raha hai, Gayatri ji. JAIPUR ki trip ke liye Vihaan aur Priya ko bhejna thik hoga na? Matlab...shadi se pehle....aap samajh Rahi haina?

Nani: (noticing Kavita's concern) Kavita beta, tum chinta mat karo. Hum Priya ke saath tabhi toh bhej rahe hain Vihaan ko , unka khayal rakhne ke liye. Waise bhi baki bachche bhi hain...sabki suraksha isi mein hain....tum hamare Vihaan ko He-Man se kam mat samajhna.

She laughs softly to ease the tension making Kavita also smile.

Gayatri: Haan, Kavita bhabhi, aur waise bhi Priya ek acchi teacher hai. Aur yeh toh unka kaam hai, na? Toh woh apni duty Bina tension ke kar sakti hai kyuki Vihaan hain wahan uska khayal rakhne ke liye jab woh baki bachon ka khayal rakhne mein busy hogi.

Sumitra: (nodding) Haan, bilkul. Aur waise bhi, unke saath toh humara Aditya bhi hoga. Sab kuchh theek ho jayega, tension mat lo. Woh dono sab bachon ka or khaskar ke Priya ka special dhyaan rakhenge....aap tension mat lijiye....

Nani ji held Kavita's hand, comforting her.

Nani: Kavita beta, tum fikar mat karo. Hum Priya ke saath Vihaan ko bhej rahe hain unke suraksha ke liye. Tum bilkul chinta mat karo. Aur waise bhi, engagement se pehle ek doosre ko thoda jaan lenge toh harz hi kya hai....aur sach kahu toh mujhe hamari Priya aur Vihaan pe poora bharosa hai ki woh kabhi bhi kuch marayada ke baahar nhi karenge....

Kavita felt reassured by their words, and her concerns eased.

Kavita: (with a smile) Aap log sahi keh rahe hain. Main bhi ab achha mehsoos kar rahi hoon. Hum Priya ko bhej sakte hain Vihaan ke saath, bilkul araam se. Aur waise bhi ek - do din ki toh baat hai. Mujhe poora bharosa hai Vihaan aur Aditya par....

The four women continued their hearty conversation, their bond growing stronger as they discussed the upcoming wedding and ensured each other's peace of mind.

Next morning,

Priya was done with getting her stuff packed. Her father and Vihaan's family decided to keep the engagement after she comes back from Jaipur,that way she and Vihaan will have some time to know each other more and can finally tell their family if they actually want to get married to each other.

Although in their hearts they've accepted each other as their significant others. And about Priya and Vihaan going on a trip along with the students, well, their families trust them enough that they won't do anything before marriage.

You know. Typical. But that's how the society is. And moreover it's about choice. Even Priya and Vihaan like this ideology. Right now Priya is waiting for Vihaan because he'll be picking her up from her house and meet the students at the bus stop from where they'll leave for Jaipur.

Priya, ready in her black kurti and salwar with a dupatta around her shoulders, oxidised jhumkis and her watch, kajal and winged eyeliner adorning her brown almont eyes and nude brown lipstick embracing her plump thick lips.

She was sitting on the couch and watching TV when she heard a knock on the door. She got up and opened it to see Vihaan standing there with a smile. He looked so handsome in a casual blue shirt and black pants, his hair styled perfectly with jel,his silver wrist watch.

You're My Mirror (PRIYA SHARMA X VIHAAN MEHRA)(OC CHARACTERS)Where stories live. Discover now