jhoot

8 0 0
                                    

Us ne us waqt tak yaah bhi nhi soch ha ki wo uski Amma hai wo jo puri duniya mai apni Amma se sab se sada mohabbat karti usne pir bhi khaha nhi kisi ne dal diya hai agla din uski Amma ne pir puch ha ki hayaat abhi  waqt bata do usne  khaha hayaat ne Amma khata ho ha uski ankho se ansu Ane laga wo ghabrati ho usne khaha Amma mai app ko sach bata ti ho hayaat ne nazar nichi ki aur rota ho hai usne khaha Amma wo ladke ka naam ozan hai wo meri class mai hai ham dono baat bhi karte hai lakin yaah jo app ne kal apna  haath mai wo pyar ka Letter pakda wo bhi uska hi hai par us mai jo likha lafzz mera nhi hai jo us letter mai ha ki baat ho hi hai wo mai ne nhi likhi Sayed  uske dost  to ne likha hai Amma mai  ne sahi mai kuch bhi nhi kiya hai mai bass usse baat karti thi pata nhi yaha uske dost to ne Sayed kiya kyu ki wo sab mujhe se bhut nafrat karte hai aur bhi ladkiya bhi karti hai theek hai hayaat mujhe lagta hai ki tum sach bol rahi ho hayaat ek baat yaad rakna kabhi bhi jo insaan apne maa baap ko dhoka deta hai wo kabhi bhi kush nhi rahta hai uske dil mai hamesha chor hota hai aur ek baat Allah bhi usse khafa hota hai Amma app ko Muj par yakin nhi asa nhi ha hayaat bas mujhe yaha yakin hai ki mera beti mujhe kabhi doka nhi de gi hayaat ne Maan mai hi soch Amma mujhe maaf karde mai wo beti nhi ban pahi jo app chahti thi  uske dil mai Amma se jhoot bolna ka dukh tha par usne nhi kaha sach sari baat khatam ho ne hi wali thi jab tak ozan ki bhen sen ka call aya aur hayaat ke bhai emir ne phone utha yaah Emir ne khaha hello Aslam walikum kon dusri Taraf se jawab aya ji mai sen bol rahi ho mai hayaat ki dost ho hayaat aur uski puri family bhati thi apna bhar lounge mai us sab log ki   ankhen  hayaat  par tik gahi usne ne apna bhai se phone leta ho hai khaha hello sen bolo kya kaam hai sen ne jawab diya ki tum akela ho ki nhi hayaat ke samne sab log tha aur uske chote bhai burak ne  isharon   mai hayaat  ko apna phone speaker par karne  ko khaha aur  hayaat ne kar diya ozan ne sen se phone leta ho hai khaha hayaat tum khaha ho kyu mujhse baat nhi Kari ho uske bhai burak ne khaha phone leta ho hai tum hota kon ho  yaah sab bakwas karne wala ek baar tum mujhe mil jao pir tum dek ho tum Hara mai kya hal kar ta ho burak ne usko bhut  batti mise mai usko bhut kuch khaha uar usko galiya bhi di uske bhai emir ne burak ko kaha burak asa maat khaho usko wo bhi ek bacha hai usko bhi akal nhi hai  ozan ne gussa mai akar sab uske bhai burak ko bata diya aur baat itni bad gahi ki  emir apna cousin baris ke sath aur kuch aur ladko ko lewa kar ozan ko marne gaya uske  emir bhai ne kha burak ruko Jana do wo sab nadaan hain akal nhi hai un mai  sab koi galti karta hai Jana do usne yaah khata hi burak ka gussa kaam karwaya kyu ki burak emir ki bhut izzat karta isliye usne apna gussa khatam kiya uski Amma aur sab log ne hayaat ko samajh yaah ab yaah galti nhi honi chahiye nhi to tum hara school janan aur padna sab band ho jaya ga samajh lo hayaat padna hai ki yaah sab awargi karni hai  .

Zindagi Ke Imtahan Where stories live. Discover now