Allah se mohabbat

3 0 0
                                    

Hayaat ne saad ki mohabbat mai apna app ko dera dera badal ne lagi . hayaat wo ladki thi jo saad se milna se pela  chota kapde pehan ti wo jo sharab mai , drugs mai , ciggerate mai , club mai ger mohara ladko ke saath nach thi ladko ke saath zina karti ,wo jo dusro se nafrat karti ,wo jo kabhi app na maa aur baap ki nhi thi ,wo jo kabhi apna app ko dek nhi sakte thi ,wo jo har waqt buri halat mai thi ,wo  jis ke pata nhi kitna boyfriend tha ,wo jo har waqt haram kaam karti, wo jo gaano  ko suna mai lagi raah ti, wo jo kabhi kisi ki izzat nhi karti ,wo jo  namaz nhi padti, wo jo kabhi quran nhi padti, wo jo kabhi apna khubsurat rishta uske allah ke saath nhi rak ti   ,wo jo Allah pai yakin nhi rakti, wo jo Allah pai akeeda nhi rakhti ,wo jo maanti hi nhi ki koi hai jo uski saath hamesha hai  . Hayaat ne saad ke mohabbat mai badal liya apna app ko ,usne saad ke liya apna app ko badal liya  hayaat ne  parda suru kar diya ,
usne har wo haraam kaam chod diya  jo galat tha ,usne wo sara ladko se duri bana li thi  jo galat kaam karte tha ,usne zina karna chod diya ,usne nafrat kar na chod diya ,usne sab ki izzat kar ni suru ki ,usne apna maa aur baap se maafi mag hi ,usne  apna app ko dodna shuru kiya, usne apna kudha se toba kiya ,usne apna Allah se mohabbat ki ,usne namaz padne suru ki ,usne quran suru ki mana ke saath ,usne Allah pai yakin rak liya  ,usne apna Allah par akeeda rak na suru kiya ,wo jo kabhi raat  mai bura kaam  karti  thi wo tahajjud padna suru karti usne apne dil ko sukoon diya usne haar wo cheez chhod di jo galat thi jo haram thi hayaat sirf apna Allah aur saad ki mohabbat mai sab chod  diya hayaat ne is duniya ko jhoot manne lagi kyu ki wo yaah yakin rakti ki wo es duniya ki nhi wo jaante ki hai . hayaat ne apna Allah ke liya hafiz se quran kiya taki wo apna  Raab ko kush rak he wo har raat utti wazu karti tahajjud padti apna Allah se tuba karti apna maap baap ke liya jaanat magi aur wo ro ro kar saad ko magti usne saad se bha intaha mohabbat kar li aur wo saad ke liya apna app se nafrat kar chod te . hayaat  apna Allah aur saad se mohabbat kar ne ki dau mag hi aur apna gunaho ki maafi maag ti apna Allah se usne apna app ko tabdil kar liya apna Allah ke liya hayaat ek bhata rin rishta bana liya Allah se

Zindagi Ke Imtahan Where stories live. Discover now