gussa

5 0 0
                                    

Us ne ek baar  bhi pich nhi dek ha aur kamre mai chali gahi hayaat .agle din nashta ke liya hayaat se kahah gaye jao saad ko bula laho hayaat ne mana kar diya pir usne soch kal ki baat ka baadal lana ka hayaat khaha theek hai jari ho wo waah se  uska kamare mai poch hi jaha wo bed pai soya tha hayaat usko sota dek dekti rahi kyu ki wo peli bar kisi ko itna sookun se sota dek rahi thi usne uttna ki koshish nhi ki kyu wo bhut sukoon ki need mai tha pir Amma ne hayaat  ko chila ke khaha hayaat saad utta pir hayaat  ne usko need se jaga yah saad hayaat ki shakal dek rah tha hayaat abhi usko dek rahi thi saad ne hayaat se puch kya kaam hai hayaat jawab diya mujhe tum se koi Kaam nhi hai Amma ne kaha jaga ne ko nhi to mai tum se baat bhi na karo saad ne usse  kha kyu Maine kya Kiya ki tum mujhe se baat bhi na karna chaho hayaat uske kaam re chali gahi wo sab log nashta ke liya tablet pai bhatha tha hayaat samne wali chair pai bhat na gahi uski Amma ne kaha hayaat tum uder bhato us ne kha kyu mai yaah kyu nhi bhato Amma ne khaha waah saad bhata ga hayaat ne khaha kyu wo khahi ka shahzada ha Amma ne usko bola jitna mai khari ho utna suno hayaat gussa mai theek pir apna saad ko hi nashta kar waya mai jari ho aur ab mujhe call maat karya ga samajhi hayaat waah se chali gahi wo apna dost ke ghar a gahi saad wo sab dek raah tha saad ko bhut bura laga usne khaha   babay rah ne dati mai yahi bhat jata ab dek hai na hayaat naaraz ho ke gahi hai babay ne kha ar saad beta asi koi badi baat nhi uska roz ka hai tum bura na mano aao nashta karo saad ko andar hi andar bhut bura lag rah tha kyu ki wo kabhi kisi ko bhi naaraz nhi karna chata pir saad ne burak se pucha hayaat khaha gahi hai mai usse mafi maag na chata ho burak ne khaha Ara usko rah ne do wo wasi hi hai apna app theek ho jayegi tum parshan maat ho  burak ne baat badal te ho hai khaha chalo saad ham log ghumne jata hai tum hai mai huwai ke khubsurat jagah lekar chal ta ho zain uncle ne khaha beta saad age ka kya soch hai ji uncle mai soch ki yaahi huwai mai hi job karne ka are waah beta bhut acchi baat hai ji uncle . burak ne khaha chalo tayar ho ham ghumne chal te hai theek hai burak par usse pela mai hayaat se milna chata ho chalo theek tum Hara itna israr par chalte hai pela usse hi mil na pakka wo apni dost rabiya ke ghar ho gi burak aur saad car mai bhat kar rabiya ke ghar jata hai saad car se uttar kar rabiya ke ghar ki bell baja ne lagta hai waah uski dost rabiya bhar apni window se dek ne lagti hai to hayaat se khati hai yaar yaah kon hai jo itna handsome hai khahi mai ispar marna jao yaar hayaat ek bar dek ho to  is ladke ko hayaat ne khaha tum hi dek ho rabiya ne khaha hayaat yaah tum Hara bhai burak hai na kya tum kya khari ho rabiya tum har dimag sahi hai ruko mai dek ho hayaat dek ti hai waah uska bhai burak aur saad rahta hai hayaat darwaza nhi kholti hai rabiya puch ti hai wo ladka kon hai hayaat khati hai wahi mera cousin jo Istanbul sa aya hai  accha to tum darwaza kyu nhi kol rahi ho tum ko bataya to tha ki aaj subha kya ho ga hai  saad bhar darwaza se khata hai hayaat mujhe pata hai ki tum ho andar ab accha bacho ki tarha darwaza kol do hayaat burak ko phone kar ke khati hai chup chap se saad ko lekar yaah se jaho nhi to dek Lena burak ka phone speaker pai hota hai yaah sab saad sun ta hai pir saad ne car ka hon bajna lagta hai sari jagah shor hona lagta hai majboor ho kar hayaat ko darwaza kol na padta hai saad usko dek ta hai aur khata hai hayaat maf kar do please sorry hayaat usse baat nhi karti aur gussa mai usko dekti rabiya ne usko Salam kiya aur saad  ko burak ko bhat ne ko khaha hayaat baat nhi karna chati thi burak ne saad se khaha mai khara tha na waqt saya maat Karo wo nhi mana gi



Zindagi Ke Imtahan Where stories live. Discover now