saalgirah

1 0 0
                                    

Hayaat ne aur saad apna dosti ki salgirah bana ke liya Waikiki beach par gaya tha us waqt mousam ba intahaa khubsurat tha hawa chal rahi thi sham ka waqt tha Suraj dalne wala tha wo do  panni mai Khade ek dusre ki purani purani baat par hasra hai tha tab tak hayaat ne kha chalo waah jo table book kiya waah bhat tha hai saad ne kha roko yaah kitna accha mosam hai aur tum waah bhat na hai kuch der mai chal ta hai wo kuch der ke baad  jakar bhat jata hai hayaat khati hai chalo mera tofa nikal lo saad khata hai kon sa tofa are ham dono ki dosti ka are yaah sab tayari to mai ne kiya hai  hayaat khati accha theek hai maat do lakin mai do gi saad khata hai accha theek mujhe sabar hai mera toofa ka mujhe yakeen hai tum kuch accha hi do gi ha lakin hayaat mujhe tum se ek baat karni hai hayaat bhi khati hai ki mujhe bhi karni hai saad khata ha bolo hayaat khati nhi tum bolo theek hayaat maan mai soch ti hai ki sayad wo mujhe apni pasand ka izhaar Kara ga wo sahi thi lakin wo izhaar uske liye nhi kisi aur ke liya tha saad apna pocket se ek ring ka dabba nikal kar table pai rak data hai hayaat khati yaah kya hai saad khata hai ha mujhe maloom hai ki tum naraz ho gi par mai yaah tum hai bhut waqt se bata na chata ho ki mai ek ladki ko pasand karta ho aur uska naam Laila hai wo mera sath Istanbul mai padhi hai yaah sun kar hayaat ke niche se zameen nikal jati hai wo  khati hai nhi tum mazak kar ra ho nhi mai nhi kar ra ho mujhe pata hai tum se bhut naraz ho gi par mai kya karta mujhe waqt nhi tha aur samaj mai bhi nhi Ara tha ki mai kasa batao tum hai  saad yaah koi mazak hai matlab ham Hari dosti ko 3 saal ho gaya ab tum mujhe bata rah ho mai kya ho tum Hara liya koi mazak ho hayaat please gussa maat ho mai yaah chata tha ki tum abba se baat karo mera aur Laila ke rishte ka yaar saad please mujhe ghar drop kar do hayaat please asa na karo tum hi kar sakti ho abba  tum hai bhut Maan ta hai please hayaat please tum mujhe ghar chhod rah ho ki nhi  saad ha mai kar ra ho par please Mari baat maan jao pela mujhe  ghar chhod ho  pir dekta hai theek hai kam se kam  kuch to Kahlo saad ne hayaat  se khaha  ab to  kuch khana ko raak hi nhi hai bas chalo drop Karo wo dono car mai bhat kar ghar ko chale jata hai hayaat khati hai  mujhe waqt do . Mai mamu se baat karti ho.

Zindagi Ke Imtahan Where stories live. Discover now