bachpan

10 0 0
                                    

Hayaat ko bachpan Mai ek ladke ko pasand karti thi wo bhi karta tha tab wo  bacche tha unko itni akal nhi thi wo ek sath school jaya karte tha hayaat ne isko mohabbat samjha li jab ki yaah ek bachpana ke ilawa kuch nhi tha wo dono fourth  class tak sath jate pir us ladke ne school chod diya usne dusri jagah dakla liya us ladke ka naam tha altan wo ek turkish ladka tha wo dono  ke school alag ho ke baad bhi milte tha hayaat jab fifth mai gahi wo ladka usse Mila chod diya hayaat ke seven

class mai ek  ladka demir  tha jo bhut


khubsurat tha bhut accha tha hayaat har ladke se baat kar ti thi hayaat ko demir mai kuch khaas dik ha usne use dosti karni chahi  aur usne bhi wo dono dost ban gaya aur bhi bhut ladke hayaat aur demir ke dost bana wo sab ek dusre ko bhut maante tha  ek din hayaat school  gahi demir ne usko ek paper pai ek pyar ka  ek note diya hayaat ka chera sukar hogaya osko kuch samajh mai nhi aya ki wo kya Kara usne bhut socha usne kha mai jawab do gi par kal aur wo dono  ghar chale Gaya par hayaat ke dimag mai kuch aur chal raha tha kyu ki wo abhi tak "Altan ko nhi buli thi cha mahina gusar gaya aur hayaat us ladke ka intezar kar rahi thi aur uder demir intezar kar rah tha ek din hayaat ne demir ko ha Khadiya wo bhut kush thi wo dono ek dusre ko bhut pasand karta tha pir  hayaat aur wo bhut baat karte school mai ek sath ghumte ek dusre ko apni haat baata bata ta pir ek din demir ne hayaat se khaha ki yaah ham hai chod dena chahiye hayaat ne foran hami bhardi aur wo dono ek dusre se baat kar na band kar diya hayaat ko bhut bura laga lakin demir ko koi  takleef nhi thi kyu ki uske dosto ne yaah aaag laga hi thi uske dosto ne 'demir ke dimag mai hayaat ke khilaaf buri baate ki thi wo bhut sukun mai tha jasa  kuch huwa hi nhi tha kuch din ke baad demir ke  ek dost ne hayaat ko bola ki mai tum ko pasand karta ho hayaat ne mana kar diya us ladke ne bhut  kosish ki par hayaat ne mana kar diya kyu ki wo usko nhi pasand karti thi aur yaah ladka hayaat ki  dost sen ka bhai tha is ladke ka naam" ozan tha. Usne bhut koshi ki par hayaat nhi mani akir mai hayaat pareshan ho kar usne apni dost sen ko bata diya uske bhai ke bara mai jo kuch bhi ozan ne kha ha tha hayaat se .

Zindagi Ke Imtahan Where stories live. Discover now