sahil

2 0 0
                                    

Kuch arso mai hayaat ko yaah yakin a Gaya ki usko mohabbat ho ju ki hai saad se ,par usne saad se kuch bhi nhi khaya usne sahi waqt ka intezar Kiya  Chand mahino baad hayaat aur saad ghumne gaya sahil pai kyu ki hayaat ko sahil bahot pasand hai hayaat waah duupta Suraj ko dek rahi thi asman surak raal aur  hawa chal rahi thi  saad ne hayaat se puch ha kyu hayaat ham jitne bhi dafa aya hai kyu tum hai yaah jaga itni pasand hai ? Hayaat ne jawab diya  jab mai yaah Pani khadi hoti ho paani mera pero ke pass ata hai aur hawa chal thi hai aur asmaan mai wo khubsurat Naza ra dekh kar mera dil mai ek sukoon ata hai aur mai yaah soch ti ho ki agar yaah duniya itni khubsurat hai to jannat kitni khubsurat ho gi aur yaah Pani ,hawa , Naza ra ek khwaab sa lagta hai bas is aur bayan nhi kar sakte  saad ne bola tum Hari baat to jasa  khaniya jasi hai ha saad accha chalo tum jawab do mera Sawal ka ha hayaat pouch ho . Theek lakin saad tum hai jhoot nhi bolna hai hayaat tum hai pata hai mai jhoot nhi bol ta ha malum chalo jawab mera sawal accha sawaal to karo  sawaal hai mera ki tum Kasi ladkiyo ko pasand karta ho ? Aur Kasi khubi pasand hai ? Saad ne jawab diya mujhe wo ladkiya pasand hai jo parda karti hai jo hayaat mai rah ti ho apna mazhab ki pakki hoti hai jinhe tameez pasand hoti hai  wo jo apna aur Allah ke rishte ko mazboot  ban ti hai . Accha aur kya khubi honi chahiye yaah wo accha khana banaya aur kya chahiye mujhe jiski itni acchi biwi ho usse to sari zindagi ki kush mil jaya gi  aur  mai wo nhi agar uski biwi ne koi bhi koshish Sahir ki aur mai mana kardo wo mujhe pasand nhi mai usko  ustra se rak ho ga jis tarah se khudha ne khaha  aur wo meri har baat  pai hazari de aur pyar se bola aur mera maap ,baap ka dhayan rakh hai ushi tarha uske maap baap ka mai karo . Ab samajh gahi hayaat ha ki tum Kasi ladki ko pasand karta ho  ab saad ne ulta sawaal kiya hayaat tum batao tum hai kasa ladke pasand hai ? Mujhe wo jo har   ladki ki izzat  , wo   Jana uski kya  zimmedari hai , pehli baat to sab se pela wo meri haar baat ki izzat Kara . Bas aur kuch nhi chahiye .



Zindagi Ke Imtahan Where stories live. Discover now