Anuty kitna khaam hota hai ladkiyo ka mai to ek din mai tak gaya saad beta abhi yaah ek hai jab puri zindagi guzar ni hai tab to yaah sab mai sabar karna pad hai ga jasa tum aaj hayaat ke sath sabar se Sara kaam kar wa rah tha Wasa hi anuty app ki baat sahi lakin hayaat ke liya mai ek din ka sabar to kya puri zindagi ka sabar kar sakta ho wo hamesha se mera liya bhut aziz hai chale kaam jhut bola hayaat tum to janti ho mai jhut nhi bolta ho ha mujhe pata hai itna maat batya Kara mujhe . Ab sari kaam chaldi chaldi khatam Kara ho do din mai iski haldi hai theek hai Amma bas kuch kham hai wo mai kar do gi theek beta hayaat .do din guzar gaya aaj saad ki haldi hai allah ab mujhe se sabar nhi hora app mujhe se itna imtahan kyu la ra hai ab mujhe se nhi hora hai Sayed sayad uski kushi ko magte magte mai bhool gahi ki sayad wo mera Naseeb nhi hai . Us din hayaat ne apna Allah se Sabar ki dau magi aaj sham mai saad ki haldi hai . App mujhe takat de Allah talah mai sabar karo gi uska intezar karo gi shayad wo mera Naseeb nhi hai lakin intezar hai mujhe . Hayaat apna janmaz ko haat mai lakar khadhi ho tab tak Amma ne kha beta hayaat saad ko phone kar ho kha hai aaj uski haldi hai phone kar ke bola ho ji Amma karti ho hayaat ne foran call ki hello saad kha hai app jaldi ghar aya app ki haldi hai ajj aur app busy hai bhar ha bas mai ara ho theek hai Amma wo are hai . Saad ata hai aur tyaar hota hai usko hayaat dekti hai khati hai bhut accha lag rah ho ab tum Laila ke majnu lag rah ho saad ne kha sahi mai hayaat ne kha ha jasa Laila majnu ke liya tyaar hoti hai Wasa hi tum Laila ke liya tyaar hora ho .aacha agar asa hai tab mera liya dau to kardo ki jasa majnu ne mohobbat ki hai bas Wasa hi meri bhi mohabbat hamesha rah Laila ke liya . Mai ne kardi hai ab chala bhut der hori hai function mai ha ha chalo saad aur hayaat function mai puch gaya anuty ne kha beta sad yaah aao jaldi bha to ab tum hai haldi laga gi accha theek hai bhai mai bhat jata ho hayaat yaah aao tum pela lag ha ho tum Hara dost ki hai jaldi se aao lag ha ho ji Amma hayaat ati hai aur saad ko Mubarak deta ho hai us hai haldi lag hati hai hayaat usko kush dek kar apne Allah se khati hai saad hamesha kush rah hai apne naseeb ke sath sab log ab saad ko haldi laga te hai . Us hi raat saad ne apne Allah se dau ki a Allah tahla mujhe aur mera Ane wala naseeb ko kush rak na aur sabar dena app chanta hai mai is waqt ka kab se mujhe intezar tha ab kal wo waqt hai allah tara kitna mai sukriya karo utna kaam hai . Sab log Laila ko dek kar bhut dau deta hai aur wo apne saad ko dek ti hai jo uske samne Ara hai saad usko dek ta hai ab un dono ka nikha tha wo dono ek dusre ko dek rah tha aur Kasi ji ne kha mai ab nikah suru karta ho app Laila ibn ne Ahmed kya app ko saad ahram ibn ne Mustafa ke sath hak rai jul 5 0000 dollar aur gawaho ke sath yah nikha kabul hai ji mujhe kabul hai mai ek bar pir khata ho app Laila ibn ne Ahmed kya app ko saad ahram ibn ne Mustafa ke sath hak rai jul 50000 dollar aur gawaho ke sath kabul hai ji kabul hai ek bar pir bola ji kaul hai Kasi ji ne kha sablog dau Kara sab ne dau ki lakin hayaat yaah sab nhi dek pahi wo apne kham re mai chala gahi .
YOU ARE READING
Zindagi Ke Imtahan
RomanceStory about life , motivation ,love , believe,trust, strongly believe in that thera is something that helps you to back to your path helps in guidance