airport

1 0 0
                                    

Waqt asan nhi tha hayaat ke liya kyu ki wo jis se mohabbat karti thi wo ab kisi aur ka ho raha tha usne apna app ko kamre mai band kar liya yaah kha kar ki mera imtahan hai mujhe tayyari karna hai  saad ne usse puch ha tum nhi chalo gi ham log ke sath turkey  hayaat ne kha nhi mera imtahan hai mai bhi chal paho gi sab log to jara hai ne kyu parshan hora ho  saad ne kha ha mai waah ke liya nhi hora ho kyu ki mujhe yaah yakeen hai ki mera Allah aur tum Hari magi dau mera liya mera kaam sahi se kar degi tab kis ke liya parshan ho ra ho tum Hara liya hayaat tum kesa Akela raho gi ghar mai   hayaat ne kha koi itni badi baat nhi hai mai rah logi ab app ko mera liya parshan ho na chod de ab app ki zindagi mai koi aur Ane wala hai app uski fikar Kara aur meri rahna de usne yaah baat ek asa andas mai boli jo saad ko bhut ajeeb lagi jasa saad ko laga ki hayaat kuch chupa Rahi hai usne hayaat se puch ha yaah kasi baat hai tum peli bhi mera liya aham ti aur ho aur hamesha raho gi cha hai meri zindagi mai koi ho  yaah na ho tum mera liya bhut aziz ho tum meri bhut acchi dost bhi ho bhut acchi cousin bhi ho aur mai to tum hara asan mand ho kyu ki tum ne hi to yaah sab kiya hai nhi to Sayed mai nhi kar pata hayaat ne bola yaah mera Farz tha tum Hara liya . Saad ne kha ha yaah to hai par pir bhi mai tum Hara sukriya kar ta ho . Tum bhi chal ti to mujhe bhut accha lagta par mai kya karu mera imtahan hai koi baat nhi mai jao yaah na jao lakin apna kaam karke ana  saad ne kha ha theek hai yaah kha kar un dono ki baat khatam hoti hai saad hayaat ke kamre se nikal kar sona chala jata hai par usko nhi pata ki hayaat ke ander kya chal rah hai . Sab log airport Jana ki tyari karte hai hayaat sab ki tayyari kar wari hai saad se khati app yaah black shirt pha niya ga jab app jaya ga Laila ke ghar app bhut accha Lage ga theek hai hayaat . Chala jaldi Kara hayaat beta ji Amma beta tum apna dhyan rakna theek hai Amma app parshan na ho aur jaya aur sab accha se kar ke aya ga theek hai beta tum kham se kham yaah baat hazar baar ki hai kya karo Amma mera dost ki baat hai na isliye agar kuch ho ha to mujhe accha nhi laga ga saad ne kaha hayaat bas karo kitni baar kha ho gi chalo ham log nikal rah hai airport ke liya theek hai puch kar phone kiya ga theek hai Allah hafiz saad

Zindagi Ke Imtahan Where stories live. Discover now