shikayat

8 0 0
                                    

Sen ne apne bhai ozan se baat ki pir usne usko khaha yaah sab chod do nhi to mai mom ko bata do gi usne sen ki baat nhi mani pir hayaat ne demir se baat ki ek bar phir usne demir se puch ha kya baat thi jo tum ne yaah khaha ki ab ham hai  ek dusre se baat karna chod dena chahiye yaah demir ka chara safad hogaya aur  usne  bade ajeeb andas mai bola mai yaah nhi chata ta tha lakin Mera dost tum ko pasand nhi karte tha isliye mujhe yaah kar na padha hayaat gussa se bhari us se yaah puch  ha ki tum Hara dost kuch bhi khaya ga aur tum karo ga matlab mai tum Hara liya kya ho demir ne khaha isse koi baat nhi hai hayaat to pir kya baat hai demir usne na jawab dena ka fasla kiya pir usne khaha ki tum hi thi jo meri pehli pasand thi hayaat ka gussa abhi bhi kaam nhi ho   ha pir usne khaha kya bharosa tum Hara pata nhi kitni ladkiyo se khaha ho ga tum ne Demir ne khaha asa nhi hai mai sach bol raho theek hai ham ek baar aur  dek Lata hai hayaat ka gussa thanda hogaya wo bhut kush hoga hi . Lakin is  baat ki wajah se ozan ko bhut takleef ho hi usne lakin pir koshish ki hayaat ko dost baaane ki hayaat ne ussa dosti karli pir  hayaat Roz school Jana ke liya bhut kush  rahti thi kyu ki ab jo bhi masla tha uske aur demir ke  darmiyan wo ab khatam hogaya wo harr Roz school jahti ek din  hayaat school gahi pir demir ne usse khaha ab tum mujhe se baat mat karna aur dur hi rah na is baat se hayaat ko bhut shock laga aur dukh ho ha wo bhut rohi uski aankhein suj   gahi thi  uska bas na chal rah tha ki wo kitni chal di ghar chale Jaya . Ghar Jana ke baad usne apni shakal kisi ko bhi nhi dikha hi kyu ki agar wo kisi ko bhi milti to uske amma aur abba sawal puch tha  pir wo aur parshan hoti isliye wo  ghar mai guste ho hai  foran apne kamare ma chali gahi pir sham mai jab usko khana ke table pai  bola yaah gaya jis baat ka dar tha wahi ho ha  uski Amma ne uska chera surk dek ha aur puch ha kya hau hai tum Hara chera ko hayaat usne kuch nhi bola pir abba ne bola kuch ho ha hai hayaat usne pir nhi bola  pir kuch der baad uski aankhein so ahsu Ane laga uske maa baap pareshan ho hai aur puch ne laga batao kuch ho ha hai school mai usne kuch der baad bola nhi bas mujhe school mai teacher  se panishment mili thi bas aur unho ne mujhe class ke bhar khada kiya tha jis ki wajah se mai  leg mai pain hona laga isliye mai rona lagai uski wajah se mera yaah haal hai hayaat ne joot bol diya sach nhi bola uski Amma ne khaha koi nhi hayaat asa hota hai abhi mai tum hai painkiller dati ho araam ho jaya ga agar nhi ho ha to kal school mat jana theek beta . Ji Amma hayaat ne Maan hi Maan mai soch ha ki yaah mai ne Kaya kiya mujhe joot nhi bol na chahiye tha wo us din puri raat nhi sohi aur soch ti rahi yaah mai ne kyu kiya ? Mena joot kyu bola ? Amma baad Mai kya mujhe se naaraz hogi to mai kya khaho gi ? Yaah sab soch rahi thi hayaat agle  din wo school nhi gahi Demir ko koi fark nhi tha ki wo aya na aya lakin ozan ko thi fikar hayaat ke liya us ne  sen se puch ha Aaj hayaat nhi a hi tum hai pata hai kyu sen ne khaha kal mai ne usko rota dek ha par kuch push nhi pahi ozan ko bhut bura lag rah tha kyu ki usne hi yaah  sab kiya tha usne hi Demir  ke dost ko wargalya indirect tareeke se un sab ko khaha ki  hayaat ko sayad tum sab ko demir se baat karna na pasand ho usko tum log acche na lagte ho tab tum log kya karo ge un sab ne khaha nhi wo asi nhi hai lakin unke dosto mai ek ladka tha jis ka naam kerem tha wo toda hayaat ko na pasand karta tha us ne Demir ko bhut kuch khaha isliye Demir ne hayaat se baat karna bandh kar diya pir  kuch dino ke baad hayaat school gahi uske haat par drip ki botal ka neshan tha wo sab yaah dek kar ek alag surk chero mai tha jasa un sab ne pata nhi kya dek liya tha .

Zindagi Ke Imtahan Where stories live. Discover now