phone

2 0 0
                                    

Saad ne us hi waqt Laila ko phone kiya aur unse baat ki abba man gaya hai wo tum Hara baba se baat karna chata hai Laila khati yaah to bhut acchi baat hai mai foran baba se baat karti ho theek hai Laila bye yaah kah kar saad ne phone band kar diya usne kuch din inzetaar kiya kuch din ke baad Laila ka phone ata hai hello saad ha bolo ha baba ne khaha hai ki app yaah ajaya ham yahi se baat karna chata hai yaah sun kar saad bhut kush hota hai kyu ki usne jo dau maghi thi wo puri hona jari thi usne foran Mustafa mamu se baat ki usne kaha abba Laila ke baba chata hai ki ham log turkey ja kar baat Kara aur wo tayar hai is rista ke liya un ho ne kha ha hai ki ham chaldi shadi kar na chata hai abba app ka kya khana hai beta saad mai bhut kush ho tum Hara liya ham jaya ga turkey aur rishta pakka kar ke aya ga saad ne kha abba app mera is fasla se naraz to nhi beta jis mai tum kush ho usme mai kush ho abba mai app se bhut mohabbat kar ta ho beta mujhe pata hai jao yaah baat apni dost hayaat ko bata do nhi to wo naraz ho jaya gi ahkir usne hi tum Hara kaam kiya hai ha abba mai jara ho pich se ek awaz ati hai Mustafa mamu are hayaat beta lo tum Hara hi zikr ho ra tha aur tum a gahi ji bola mamu app batya kya baat hai app bhut kush hai yaah baat hayaat ne saad se boli are hayaat ham jara hai turkey mera rishta ki baat karne ke liya kya such mai saad ha hayaat mamu Jaan app tayar ho gaya ha beta hayaat mera beta jis mai kush mai bhi uss mai kush tum jao sab ko bula kar laho mujhe sab se baat karni hai ji mamu Jaan. Amma ,abba ,bhai ,emir bhai app log ko mamu bula rah hai accha kya koi bhut zaruri baat hai ha Amma app log ko mamu ne bola ne ko khaha hai accha . Ji mustfa bhai are ek bhut acchi khabar hai kya ham log jara hai turkey saad ka rista pakka karne . Kya bhai jaan sahi mai ha ham jara hai are yaah baat to bhut acchi hai abba to mera bhi baccha ki shadi ho gi ji aunty mai bhut kush ho beta saad tum Hara liya app ka bhut shukriya aunty . Saad ne kha ha hayaat tum nhi khaho gi Mubarak baad app ke liya to hamesha mai kush ho yaah pir app ki dau thi mai kesa na hi kush ho gi mai bhut kush ho hayaat yaah kha kar apne kamre mai chali gahi saad ne usse rok ne ki koshish ki par wo na ruki wo kamre mai chali gahi

Zindagi Ke Imtahan Where stories live. Discover now