Episode 2 taital yeh power kaise hai
Bhir danes apne ghar jata hai aur bahut khush hota hai oske mom kehte hai kya baat hai Aaj toh tum bahut khush lag rahe ho 😊
Danes kehta hai haah aaj school mein bahut mazaa aaya
Bhir danes apne room main chala jata hai 😉
Waha woh sochta hai ke yeh jo mere pass power aye hai yeh kaise hai 🤔
Ise main kya kya kar sakta hu 😳
Bhir danes sochta hai ke mujhe bahut
Sare superhero movie dekhne Chaiye 😅Bhair danes movie dekhta hai aur kehta hai ki main bhi aise onda chahta hu 😲
Danes bhir udane ke koshish karta hai lekin ud nahi pata 😅
Bhir danes kehta hai ki main akhir kar kya sakta hu aur woh punch marta hai dewar pe aur dewar Tut jati hai 😱
Danes kehta hai acha toh mare pass super strength hai bass mere paas
Chalo kuch na hone se toh kuch hona acha hai 😅
Bhir ghar ke light chali jate hai
Danes kehta hai shit yaar light chali gayi aur woh chutki bajata hai aur tabhi light wapas aa jate hai 😳
Danes sochta hai maine bass kaha light chali gayi aur tabhi light wapas aa gayi 🤔Danes sochta hai kya mai chutki bajakar light ko control kar sakta hu 😲
Danes kehta hai ak bar aur karta hu Danes chutki bajata hai aur kuch nahi hota 😅
Danes kehta hai yeh toh bekar hai jaroor koi coincidences hoga 😮💨
Bhir danes sochta hai ke maine light jalane ke baare me to socha hi nahi 😅
Bhir danes chutki bajakar sochta hai light on ho jaye tabhi light on ho jate hai 😳
Danes kehta hai mai toh Chutki bajakar light ko control kar sakta hu 😎
Aise hi danes chutki bajakar light on off karta rehta hai aur kehta hai yeh toh bahut asaan hai 😉Bhir danes movie dekh ta hai woh movie me dekhta hai ki univers me se log teleport ho jate hai danes bhir kehta hai ki wah kya movie thi 😅
Movie dekh kar danes bahut khush ho jata hai aur Khushi Khushi me chutki baja deta hai aur tabhi kuch log oske univers me teleport ho jate hai 😳
Danes ko toh pata bhi nahi chalta 😲
Aur woh log Sahar me hamla kar dete hai 😨
Woh 4 log hote hai 3 to acche insaan hote hai 😇
Lekin ak villain hota hai villain ka naam animo hota hai aur woh Sahar per hamla kar dete hai 😱Aur on 3 no ka naam Max wax zoe hota hai vah kehte hai hame jaldi se animo ko rokna hoga 😱
Aur danes to tv dekh raha hota hai 😅
Bhir tabhi bhukamp ata hai jise danes ka pura Ghar hil jata hai 😱
Danes kehta hai yeh kya hora hai 😅
Bhir danes tv main dekhta hai ki Sahar main ak aadmi ne Kai saree dinosaur se hamla kar deya hai aur pura Sahar tabah kar deya hai 😱 🥶
Ab danes sochta hai kahi mere chutki baja ne se to ye sab hora hai 😅😨
Ab danes kehta hai mujhe waha jakar sab ke madad karne chahiye 😲Bhir danes bhagta hua waha chala jata hai 🫡
Waha jakar woh ak ladki se takra jata hai aur kehta hai sorry mujhe maaf karna tabhi woh ladki 1 se 2 ho jate hai 😳
Danes yeh dekh kar dar jata hai aur kehta hai tum kon ho
Woh kehte hai mera naam zoe hai aur mere pass clone bana ne ke power hai 😲
Danes kehta hai yeh kya hora hai 😅
Yaha per super power Wale log kaise aa gaye hai 🤔
Zoe kehte hai daru mat mai tumhe kuch nahi karo ge 😇
Danes kehta hai acha toh tum acchi insaan ho
Zoe kehte hai ke yaha per ak animo naam ka aadmi hai ose Bach kar rehna 😨
Woh bahut khatarnak hai danes kehta hai acha toh woh hai villain 😅
Zoe bhir chale jaate hai aur tabhi ak t Rex danes per hamla kar deta hai 😱 🥶 🫡 😳Episode 2 khatam ho jata. hai 🤗 agar acha lage toh comment karna
![](https://img.wattpad.com/cover/380441226-288-k114399.jpg)
आप पढ़ रहे हैं
chutkiman
Adventureak aisa hero jo chutki bajakar kuch bhi kar sakta hai uske pass unlimited power hai lekin kya woh apni power ka sahi istemal karega ? Padhein chutkiman ki kahani aur jaanein ki danes kaise bana univers ka sabse powerfull hero.😇