Karan - thank you.... thank you so much dr.
Dr- thank you mera nahi.... sir ka kijiyega... bcoz wo apke liye yaaha aane ko ready ho gaye....
Karan -ab meri teju bach jayegi naa??
Dr- dekhiye sir baat sirf itni hai ki miscarriage ki wajah se tejasswi ji ki body bahut weak ho chuki hai.... unka bahut blood loss ho chuka hai...ab yeh to surgery ke baad hi pata chalega but usse pehle apko yeh legal papers sign karne hounge..... plz jaldi kijiye mujhe OT ready
karna hai... ik ik pal bahut kimti hai.....Karan -yeh konse papers hai
Dr. - in papers me likha hai ki tejasswi ji ko during surgery agar kuch hota hai toh isme ap hospital ya doctors ko blame nahi kar skte... is
papers pe patient ke sabse close relatives ke sin chahiye ap unke husband hai toh ap plz sign kar dijiye....Karan Signed the papers....dr. Leave the cabin whereas karan was still sitting over there....
Karan (inside)- mai na toh tejasswi ka koi relative hoon na hi hamara legally koi rishta hai agar usko kuch bhi ho gaya toh....... Nahi nahi
usko kuch nahi hogaa... kuch samjh nahi aa raha kya karu.... bhai ko call Karu? nahi yaar unko pareshan nahi karna chahiye....He was thinking about all this when he remembered a moment with tejasswi....
Flashback
on call
Tejasswi -or kaisa Gaya tera honeymoon Shanaya??
Shanaya -bahut accha Gaya....tu bata
Tejasswi -kuch nahi yaar.... i just confessed that i love karan.
Shanaya - I'm super duper happy baby... chal main teko thodi der me call karti hoon....
Call disconnected....
Tejasswi turned back and found karan was standing over there....
While folding his hands on chest....
Karan -har baat shanaya ko batana jaruri hai kya??
Tejasswi -jante ho zindgi me dost hona bahut jaruri hai.... agr sukh ho khushi ho toh wo hamare sath has sakta hai but agar dukh hoo toh wo hame sahara de saktaa hai... hamara shoulder ban sakta hai.... koi aisa hota hai dost jiske gale lag kar hum khub roo sakte hai....
Karan -aisa kuch nahi hota teju.... insaan har cheez khud handle kar sakta hai...
Tejasswi -dekhna ik din tumhe bhi ik dost ki Kami jarur feel hogi....
#flashback ended
Karan (inside) - aj mujhe sach me ik dost ki kami bahut khal Rahe hai.... kash aditya yaha hota.... Shanaya se baat karni chahiye..... Haan Shanaya...
Yeh sab sochte hue karan Shanaya ke room me pahucha....he was standing in between door...
When he saw that Siddharth was standing over there
with Shanaya.... or Shanaya usko roo kar sab kuch bata rahi hai....Suddenly she saw karan but karan was feeling guilty in front of Siddharth...
Shanaya - karan aaoo naa
Karan came inside...
Sid -hello karan
Karan -hello.... M.... M sorry sid.... tum Shanaya ko hamari responsibility par choud kar gaye the or yeh sab....
Sid -it's fine apne joo khoya hai.... uske samne toh yeh kuch bhi nahi hai.....mai yeh toh nahi keh sakta ki mai apka dard samjhta hoon... kyuki yeh dard sirf wahi samjhta hai joo is dard se gujraa hoo....
Karan - Shanaya woo dr.s ne bola hai ki tejasswi ki brain surgery karni hogi.... unhone mujhse legal papers pe sign karwaye hai....
Shanaya -in papers pe toh family.....
Sid-but teju ki family toh janti bhi nahi ki tejasswi kaha hai kaisi hai... even unko toh yeh bhi nahi pata ki tejasswi ka accident hua hai...
Karan -unko batana toh hoga.... agar ko
kuch ho gaya naa... toh mai uski family ko kabhi muh nahi dikha paungaa....Shanaya -nahi karan... ik baar yeh surgery ho jaye hum fir bata denge....
Sid - ap fikar mat kijiye karan....
Siddharth came close to him....
He put his hand on karan's shoulder....
Sid - bhagwan ne apke sath already bura kar diya jo karna tha ab or kuch nahi karenge sab thik hogaa.....
Itna sunte hi karan sid ke gale lag gaya or fut fut ke rone Iaga.... shayad usko kisi aise ki hi jarurat thi.... jo usko yeh bol sake ki sab thik ho jayega....
Karan -sach me sab thik ho jayega na yaar??
Sid-haan bilkul.... hamari tejasswi bahut brave hai... wo Ladegi....
Shanaya -bilkul... wo aj tak Ladti hi toh aayi hai apni family ke liye... apne halat se wo ladti hii aayi hai.....
Karan -tum dono rest Karo mai chalta hoon....
Karan was about to goo when sid started
following him....Karan -tumhe Shanaya ke pas rukna chahiye... she needs you....
Sid-i think shanaya se jyada you need me and ab chup...mai tumhare sath chalunga... yeh mera or Shanaya ka faisla hai.... hum tumhare dost hai yaar.... ab chalo...
Dono fatafat ICU pahunchte hai...
They came to know ki surgeon aa chuke hai or surgery bhi start ho chuki hai.....
Karan whi chair pe OT ke bahar baith jata hai... sham ke 8 baj rahe hote hain ki tabhi koi aa kar karan ke aage khada ho jata hai....
Yeh wahi admi tha jisne karan ki help ki....
Karan - I'm sorry us waqt mai is condition me nahi tha ki mai apko thank you bol pau... thank you soo much....
Person- arey sir maine jo kia wo toh bahut kam hai....apne hamari family ke liye jo kia uska ehsaan kabhi nahi chuka paungaa...
Karan -matlab
Person - sir apke hotel me mera bhai food
manager ki post pe hai ik baar humpe bahut badi muskil aayi thi tab apne hamari madad ki thi...Karan ko sach me yaad nahi aa raha tha ki usne kiski or kba madad kii....
Karan -apka naam?
Person - mera naam raj hai
Karan - thank you raj
Raj-sir mai apko bas yahi batane aaya tha ki meri duty khatam ho gayi hai... ab mujhe jana hoga.... kal milte hai....
Karan - thank you so much for helping me...
Iske baad wo insaan waha se chala jata hai...
Sid-acha batao tumne kuch khaya??
Karan -mujhe bhukh nahi hai yaar mera bilkul
mann nahi hai...Sid-chupchap chalo mere sath khana na sahi
chai or biscuits kha sakte ho... Tejasswi ko sambhalna hai toh khud ko bhi sambhalna houga....Sid took karan into the hospital canteen and made him drink tea with biscuits.....
Karan bahut hardly 2 biscuits khata hai...
jaise hi dono wapis OT ki taraf aate hai ki tabhi.......