24~Confrontation With Aaliyah

188 8 2
                                    

Arjun brought Aarohi and Aarun to Aarohi's maayka as they had decided that they will stay there and Deep will stay as ghar jamai. He took her to her room.

Aa: Arjun, tum agaye na, ab main bohat khush hoon, lekin tum us Aaliyah se akelay milnay nahi jana, main chalungi tumhare saath, main bhi to jaanun ke kyun tumko mujhse door rakh kar tumhe itna torture kiya, main us Aaliyah ko nahi chhorungi, (she got angry) jaan lelungi main uski, tukray tukray kar doongi uskay main.. main us ko nahi chhorungi!

Ar: control Aaru control

Aa: par nahi horaha hai mujhse control

He hugged her and rubbed her back as she shed tears over the pain she tolerated in the past.

Ar: bas Aarohi, main aa to Gaya hoon, ab aansu mat bahao

She tightened the hug still shedding tears.

*************After 2 days***********

Aarohi and Arjun/Deep came to Aaliyah's house and rung the doorbell, Aaliyah came and opened the door, a tight slap landed on her left cheek, she held her cheek and looked at Aarohi who slapped her. She pushed Aaliyah and she stumbled backwards and fell on the floor. Arjun closed the door behind him. Aarohi approached Aaliyah and held her hair.

Aa: tumhari himmat kaisay Hui mere Arjun ko torture karnay ki? Kiun kiya aisa tumne? Ek saal tak us becharay ko apni qaid mein rakha, kiun?

She asked angrily and Aaliyah struggled to make her leave her hair.

Aa: bolo Aaliyah, main tumhari jaan lelungi

She said and grasped her neck by her other hand.

Al: jan to isnay li hai mere parents ki

She told her pointing at Arjun. Aarohi looked at Arjun and then at Aaliyah.

Aa: nahi, baat to kuchh or hi hai, bol nahi to jaan lelungi teri

Al: main jo kehrahi Sach kehrahi hoon, kisko bacha rahi ho tum? Usay jiskay haath khoon mein rangay huay hain?

Aarohi slapped her and threw her on the couch.

Aa: tu sach bolti hai ke police ko bulaun? Haan? Jail mein jayegi na, to chain se jee payegi, nahi to main tujhe chain lenay nahi doongi, na hi jeenay doongi or na hi marnay doongi

Al: nahi, main sach bolrahi hoon, isnay li hai mere parents ki jaan, ye pehle truck driver tha, truck chalata tha, usne vo truck mere parents par charha di

Aa: Aaliyah!

Al: Sach karwa hi hota hai Aarohi, isi ne maara hai mere parents ko

Aa: (turning to Arjun) ye kabse bolay jarahi hai tumhare khilaaf or tum chup ho kar baithay ho, kiun? Bolo na Arjun

Ar: han, jo hua hai mujhse hua hai, par vo sirf ek accident tha, main ne jan bhooj kar nahi kiya

Aa: ek minute Arjun, (she turned to Aaliyah) kab hua hai ye sab kuchh?

Al: 14th January 2014

Aarohi thought for a while and turned to Arjun.

Aa: ye kis bewaqoof se paala par gaya hai humara?

Ar: kiun? Kya kehna chahti ho?

Aa: tumko yaad nahi hai? Humein shahdi kiye kitnay saal huay hain?

Ar: takreeban 4 saal

Aa: or ye 4 saal pehle ki hi toh baat kar rahi hai, or jahan tak mujhe yaad hai, hum to 12 January se stars hain, ye 2014 ki baat hi toh hai na, us waqt se to tumne truck kabhi nahi chalaya, uske baad to tumne car hi chalayi hai, han to phir konsa katal hua hai tumhare haathon?

ArDeep SS: Ek Haseena Thi Ek Deewana ThaWhere stories live. Discover now