Engagement day
Akruti : di aap kitni sundar lag rahi hai, nazar na lage meri behen ko
Disha : Akruti pata nahi kyu ek dar sa lag raha hai, ma bhi bahut khush hai iss rishte se kahi kuch bura na ho jaye
Akruti : itni tension kyu le rahi ho di sab theek ho jayega, aaj toh mere jiju ki aanhkein khulli reh jayegi aapko dekh kar
Disha : chal aab badmaash kahi ki
Everybody gathers at Luthra house for engagement ceremony. Rakhi invites Sherlyn to join them and calls her mother as well
Rakhi : Sanjana ji, aise halat mein ek beti ko uski maa ki bahut zarurat hoti hai
Sanjana unwillingly forgives Sherlyn. She goes to meet Disha and taunts her for marrying rich guy like Rishab
Sherlyn : tumhe each mein lagta hai tum meri barabari kar sakti ho Sherlyn khurana ki
Disha : karna thi nahi chahti, pata hai kyu zarurat nahi samjhi, shaya issi liye kyu ki aaj tak tum Rishab ka dil nahi Jeet payi
Sherlyn : lekin ab jeetungi, kyuki mujhe pata hai Rishab ko saadki pasand hai pehle woh Preeta aur ab tum
Disha (chuckles) : koi faida nahi hai, shayad tum yeh baat nahi janti Rishab ke liye surat nahi seerat maine rakhti hai
Disha : you know what, tum bhale hi rakhi aunty ko apni dhaal bana lo lekin mera naam Rishabji ke dil se kabhi nahi nikal paogi, unki har dhadkan par mera naam hai
Sherlyn : acha, aisa kya hai tumme, ho toh ek behenji , chote se gav ki mamuli ladki, aur Rishab luthra parivar kar varis, meri bhi ek class hai
Disha (says calmly) : shayad isliye aaj tak tumhe har kisi ne dhoka diya pehle uss Prithvi ne aur ab rishab ka pyar bhi nahi tumhare pass, aur ha mujhe na tumhari barabari karni bhi nai, kya hai mein tumhari tarah ghatiya nahi hu na
Sherlyn is about to slap when Karan comes in between
Karan : sochna bhi mat (clutches her hands tightly) warna pachatogi, bhabhi hai meri
Sherlyn : kya baat hai Karan, lagta hai woh the Karan luthra jiske liye apna naam itna important tha, aaj woh ek downmarket ladki ko apni bhabhi bula raha hai, jat tak tumhe meri sacchai nahi pata thi tab bhi mere liye toh inti izzat nahi dete the
Karan (laughs) : Sherlyn, izzat usse milti hai jo deserve karta hai, aur ha ek baat aur tum puch rahi thi na Disha bhabhi mein aisa kya hai ki bhai ne uhe pasand kiya, jo uske paas hai woh shayad hi kisi ke paas hoga saccha dil do mere bhai ke har ghav ko bhar sakta hai
Disha looks at him emotionally
Sherlyn : shaadi toh mein hi karungi tumhare bhai se uske baad apni ungliyo par nahi nachaya na tumhe
Karan : in your dreams, mere hote huye toh yeh kabhi nahi hoga, ek baat aur aage se meri bhabhi se tameez se baat karna varna mein apni saari hadd bhul jaunga
YOU ARE READING
Preeran FF : Yeh pyar na Hoga kam (completed)
FanfictionTheme : Story is about five couples who goes through roller coaster ride of joy, emotion, heartbreak, adventure. happiness and tears. Karan and Preeta love is tested by fate on every stage by circumstances and enemies around. Under heavy storm all...