ThailandScene continues
Preeta : karan hum Sonia ke bina yaha se nahi ja sakte, tum jante ho na usne kya kiya hai
Karan : pata hai babydoll, lekin uska confession hamara liye bahut zaruri hai
Preeta : woh sonia hai, chalak lomdi uss sherlyn se bhi jyada, uske muh se confession karana matlab pahad ko hilane ke barabar hai
Karan : ek baat batao, yeh log ek hi mahine mein slumdog se millionaire kaise ban gaye
Preeta : kuch nahi woh lomdi Sonia, usne Nikhil ko business set up karva diya yaha par, charo ko citizenship mil gayi yaha ki
Karan : matlab inhe india le jana impossible hai, kyuki yaha ki government hame inhe nahi le jane degi
Preeta : yeh sab toh tabhi possible hai jab hame andar ka ko insaan mil jaye police bureau me se. Karan tum disha se kyu nahi kehte aur woh aur Rishab ji, jab tak mera passport nahi miljata hum kuch nahi kar sakte
Karan looks down with tears
Preeta : kya hua sab theek hai na (cups his face) tum mujhe apna dard nahi chupa sakte please batao mujhe
"Preeta woh" he breaks down in tears hugging her
"Kya hua" she rubs his back
Karan : bhai woh coma mein hai (reveals everything to her painfully) meri saanse ruk gayi thi bhai ko uss halat mein dekh kar
Preeta : lekin yeh sab kaise hua
Karan : mujhe nahi pata lekin main rishab ke bina nahi reh sakta tum janti ho, ek hi pal mein tum dono mujhse dur ho gaye hamesha ke liye (says with hurtful tone)
Preeta : tum logo ne bhabhi ko dhundhne ki koshish kyu nahi ki
Karan : sab ne bahut try kiya lekin bhabhi ka kuch pata nahi chala , agar woh hoti na toh shayad hum kabke iss problem se nikal chuke hote
Preeta : karan (caresses his face) agar bhagwan ne hume yaha tak milaya hai aage bhi hamari madad jarur karenge
Karan : waise iss dress mein badi hot lag rahi ho matlab main jab bolta tha ki ek baar mere liye pehen lo lekin nahi tum kyu meri baat sunogi hmm bajarbaati (turns around with smirk)
Preeta : achaa beta, preeta arora se masti abhi dikhati hu tujhe
Karan : yeh kuch bol kyu nahi rahi hai (turns around to see her disappeared) babydoll kaha chali gayi tum mujhe chodh kar (starts crying and sits on floor holding head) hey bhagwan kya anarth kar rahe ho mere saath
Preeta giggles inside the closet and wears very something very modern.
"hayee mera bajarbattu kitna cute lagta hai rote hue" she whispers in his ears
Karan : ahh (gets scared) aur tumne overcoat kis khushi mein pehan rakha hai, kahi bahar jana hai kya
She pushes him on bed and lights up candle in whole room
Karan : kya kar rahi ho babydoll, dekho tum meri izzat par haath nahi daal sakti samjhi na
"Acha kaun roke ga mujhe aaj toh the karan luthra ki izzat gayi kaam se" she says huskily and moves up from him
She removes her jacket
YOU ARE READING
Preeran FF : Yeh pyar na Hoga kam (completed)
FanfictionTheme : Story is about five couples who goes through roller coaster ride of joy, emotion, heartbreak, adventure. happiness and tears. Karan and Preeta love is tested by fate on every stage by circumstances and enemies around. Under heavy storm all...