Part 60 (Mahaepsiode)

963 56 26
                                    




Nasik

Karan breaks things in house with frustration

"Kaha dhundhu mein Preeta ko, mera dil kehta hai ki woh yahi ha mere aas paas" he sits on floor

Phone rings

Karan : ha Sammy

Sameer : bhai kuch pata chala mili Preeta di

Karan ; nahi yaar, bahut dhunda nahi mili, par Shrishti sahi thi woh hai toh yahi kahi

Sameer : bhai aap himmat mat harna woh jarur milegi, bas apna khyal rakhna, waise na yaha ka mahul theek nahi hai

Karan : kya hogaya ba

Sameer : Rakhi chachi bahut pareshan hai, ki Rishab bhai bhabhi ko dhundh ne gaye hai aap ko toh pata hai na woh bhabhi ko pasand nahi karti

Karan : pata nahi mom ko kya ho gaya hai, tu unka khyal rakhna, mein baad mein milta hu tujhe (hangs up)

He goes out in evening to go around the city

Karan : namaste uncle (meets an old man taking man bags in his hands) mein aapki help kardu (takes from his hands)

Man : shukriya beta

Karan : kyu itna kaam karte ho, aapko toh aaram karna chaiye na aisi halat mein, rukiye mein paani lekar aata hu aapke liye

Man : nahi beta koi baat nahi mujhe yeh saman pahuchana hai jaldi se

Karan : ha jayenge yeh lijiye paani

Man : tumhe yaha pehle kabhi nahi dekha, naye ho yaha

Karan : ji uncle, bas aise samajh lijiye kisi ki talash mein aaya tha, jo mujhe chodhkar chali aayi

Man : tum toh itne ache ho phir bhi tumhe chodh diya

Karan ; galti meri bhi hai, maine usse samjha nahi, uncle aap shayad jante hoge usse (shows him Preeta's picture) yehi hai woh

Man : Preeta? ha beta bahut ache se janta hu isse, jab woh nasik mein rehti thi bahut pyari bacchi thi apni behen ke saath aati thi mere dukan par saman lene

Karan : uska ghar kaha hai

Man : woh yaha se dusri gali lekin vaha koi nahi rehta beta, mujhe aaj bhi yaad hai jab woh mumbai chodh kar gayi thi apne pitaji ki maut ke baad bahut dukhi thi uss din

Karan gets heartbroken hearing how his babydoll is putting strong face inspite of facing so much difficulties in life

Man : badi shaant, sushil bacchi thi, itni si thi jab Nasik aayi thi lekin tum usse kaise jante ho

Karan : woh hamari shaadi honewali hai lekin phir (tells him everything)

Man : maine dekha tha TV par lekin mujhe pata hai woh aisa nahi kar sakti

Karan ; mera usse milna bahut jaruri hai uncle, mein usse vapas lene aaya hu

Man : bhagwan par bharosa rakho beta

Both reaches his small dukaan (store) to put everything

Karan : uncle aap itna sab kuch akele sambhalte ho, aap betho mein apaki help karta hu

"Areey woh dekho Karan luthra" his fans comes to take autographs and selfies

Preeta : yeh itni bheedh kyu hai (is not able to see his face) hoga koi celebrity chodo (goes to same man's store)

"Namaste Abdul chacha" she comes

Abdul : areey beta tum, kaisi ho abhi abhi tumhare baare mein soch raha tha, kab aayi vapas

Preeran FF : Yeh pyar na Hoga kam  (completed)Where stories live. Discover now