Mumbai
Couples starts the arrangement for their honeymoon. Preeta and Shrishti helps Disha Akruti for packing clothes while Kritika helps Roo
Kritika : Roo kya hai yeh itne chote kapde kuch toh sharam kar yaar shaadi ho gayi hai teri
Roo : acha? toh?
Kritika ; toh, aise kapde pehne gi
Roo : meri old fashioned behen main toh kehti hu tum bhi pehen lo mere jijs bahut khush ho jayenge tumhe dekh kar
Kritika : chee, hath yaha se besharam ladki packing kar chup chap
Rishab : tu kyu aise muh phula kar betha hai jaise muh kala karke aaya hai (shares laugh with Sameer)
"Ha bhai kahi aapne toh , aaj kal precaution bahut hote hai" Sameer teases him
Karan ; teri (throws things at him) beta precaution ka intezaam tu bhi karle kaam aayega tere waise bhi promotion ka level jo badha liya hai tune
Sameer ; gussa kyu ho rahe ho bhai, aapka bhi toh ho gaya hai, ab kyu nazar laga rahe ho
Karan : do do baar koi leta hai kya
Rishab : kya kar raha hai shant ho ja mere bhai itna gussa nahi karte health ke liye acha nahi hota kyu vihaan
Vihaan : mere toh bolti bandh ho gaya hai bhai jabse shaadi hui hai
Karan : teri toh bolti bandh ho gayi hai mera toh sab kuch bandh ho gaya hai sab teri behen ki vajah se
Vihaan : ha teri behen ne mujhe swarg jo diya hai bechari meri preeta
Karan : aha meri preeta koi bechari nahi hai woh kareli (she stands behind him) din raat mera khoon peeti rehti hai straw laga ke dhyan se dekh mujhe patile se pila ho gaya hu main
Rishab : beta nazar ghuma zara aaj tujhe pura brahman dikhega
Rishi : what is brahman? bhai yeh toh pehli baar suna
Sameer : mere angrez tune kabhi suni hai woh kahavat ki universe sirf wife ke saath dekhne mein maaza aata hai
Rishi : lekin abhi toh bhabhi hame dikhaegi kyu bhabhi ji
Karan : bhabhi ke bhaqt chup ho jao samjhe na thodi der ke liye mujhe saans lene do please
"Acha" Preeta asks hims
Karan : ha (turns around hearing her voice) baby doll (gulps his saliva)
Preeta : areey yeh kya mere pati dev ke chehre ka rang kyu udd gaya kya shakal payi hai
Karan : thank you (says in excitement)
Preeta stamps on his feet and runs with stick. Rakhi stops their fight
Mahesh : bandh karo tum dono, jao in sab ko airport par chodh aao flight ka time ho raha hai
Rakhi : apna khyal rakhna tum sab
Karan : have a safe journey brother (hugs Rishab and Disha)
Vihaan and Sameer goes to drop everybody at airport
Sameer : bye bhai
Rishab : tum dono mom dad sabka khyal rakhna
Sameer : ha bhai honeymoon par ja rahe ho aaram se (teases him)
Rishab ; kuch jyada hi bol raha hai tu aaj kal
Rishi : nayi setting jo hui hai na na purani wali renew jo hui hai
Sameer : tere jaise bhai ho toh dushman ki kya zarurat ho
Rishab and Disha boards their flight while Roo Kunal Rishi Akruti goes for their flight to Venice.
YOU ARE READING
Preeran FF : Yeh pyar na Hoga kam (completed)
FanfictionTheme : Story is about five couples who goes through roller coaster ride of joy, emotion, heartbreak, adventure. happiness and tears. Karan and Preeta love is tested by fate on every stage by circumstances and enemies around. Under heavy storm all...