Part 97

626 54 17
                                    

Mumbai

Luthra house

Shrishti is putting Kiara to sleep when Sameer puts hands on her eyes

"Shorty kya kar rahe ho" she asks

Sameer : ssshh meri jaan ke liye surprise hai chalo jaldi

Shrishti ; areey lekin Kiara soyi nahi abhi tak dekho kaisi batti si dikha rahi hai (kiara giggles)

Sameer : yaar mere pyar ki dushman hai yeh toh

Shrishti (kiss his cheek) : so cute you are, tum chalo main bas 10 minute mein aayi

Sameer : sirf 10 minute

"Pakka promise" she smiles

After a while Shrishti comes to terrace and finds it fully decorated with roses and candles

Shrishti ; sameer kaha ho jaldi aao na

"Main toh yehi hu meri jaan" he puts hands on her waist

Shrishti (leans her head on him) : janti hu mujhe pehchaan ni koi zarurat nahi hai

Sameer : tum mujhe itna acha gift jo dene wali hai to yeh chota sa tofa tumhare liye

Shrishti : kya

He ties anklet in her feet kissing it softly

Ge Ge Re, Ge Ge Re, Ge Re Ge Me Ge Re
Re Re Sa, Re Re Sa, Ni Sa Ni
Ghunji Si Hai Sari Fiza Jaise Bajti Ho Shehnaiyaan

Sameer kiss her forehead and shower flowers on her

Leherati Hai Mehki Hawa Gungunati Hain Tanhaiyaan

Sab Gaate Hain Sab Hi Madhosh Hain
Hum Tum Kyun Khamosh Hain
Saaz - E- Dil Chedo Na
Chup Ho Kyun Gaavon Na
Aao Na.. Ao Na... Aao Na... Aao Na...

Tan Man Mein Kyun Aise Behti Huyi
Thandi Si Ik Aag Hai
Saason Mein Hai Kaisi Yeh Ragini
Dhadkan Mein Kya Raag Hai

Yeh Hua Kya Humein Hum Ko Samjhaoo Na...(2)
Sab Gaate Hain ...Khamosh Hain
Dil Mein Jo Baatein Hai
Hdton Pe Laoo Na
Aao Na... Aao Na...

Ab Koi Duri Na Uljan Koi
Bas Ek Ikrar Hai
Ab Na Kahin Hum Na Tum Hd Kahin
Bas Pyaar Hi Pyaar Hai

Sun Sako Dhadkane Itne Paas Aao Na...(2)

Shrishti gives him back hug

Sab Gaatein ...Khamosh Hain
Ab Mere Sapno Pe Tum Hi Tum Chahoo Na
Aao Na... Aao Na... Aao Na....

Ghunji Si Hai ...Gungunati Hain Tanhaiyaan ...
...Aao Na Aao Na....

Sameer lifts her in arms and carries in room laying on bed carefully. She caresses his face sharing passionate kiss crossing fingers.

In early morning Preeta goes to pray downstairs

Rakhi : tum itni jaldi uth gayi beta, waise toh iss halat mein jaldi uthna achi baat hoti hai

Preeta : ha woh neendh nai aa rahi thi

Rakhi : karan abhi tak utha nahi hai kya

Preeta : dekho na ma, kabse utha rahi hu lekin koi baat nahi waise bhi raat ko na late tak jaga tha aapko toh pata hai na

Rakhi : bada ho gaya hai mera karan, ab toh khudh baap bhi banne wala hai bas mere rishab ko bhi woh khushiya mil jaye

Preeta : woh bhi mil jayegi ma aap dekhna bhut jaldh aur yeh parivar bhi pura ho jayega

Preeran FF : Yeh pyar na Hoga kam  (completed)Where stories live. Discover now