Part 58

681 48 7
                                    

Mumbai

Karan : what? aise kaise ho sakta hai

Rishab : aap ek baar confirm karke bataiye ho sakta hai woh kisi aur mission par gayi ho

Inspector Rathod : dekhiye aap logo ko yakeen nahi hai to aap constable se puch sakte hai filhaal mujhe Ms Preeta ko arrest karna hoga

Karan ; kahi nai jayegi woh suna, chodiye uska haath (stops lady constable)

Preeta : ma please maine kuch nahi kiya (says pleadingly) Karan (goes to hug him)

"Kuch nahi hoga tumhe I promise you okay, bas darna mat" he kiss her forehead

Police takes her in van

Rishab : tu ja uske peeche mein lawyer ko lekar aata hau

Karan : ha chal sammy

Trio goes to police station with Preeta to help her. Rishab goes to bring lawyer

Police station

Preeta ; uncle aap toh mujhe jante hai, maine jaan buch kar kuch nahi kiya

Anand : jo bhi kiya lekin meri beti ko toh halat kharab ho gayi, saza to tumhe zarur milegi

Shrishti : uncle please (folds her hands) meri behen jaan buch kar aisa nahi kar sakti, unhe kuch nahi kiya apna case vapas le lijiye

Rathod : dekhiye madam, aap in par aise pressure nahi dal sakti un par

Anand's Lawyer ; yeh raha court notice

Karan : kaisa notice

Lawyer ; ki doctor Preeta ki laparvahi ki vajah se inki beti paralyse ho gayi

Karan : what nonsense? (tears up papers angrily)

Rathod : iss police station mein aisa bartav nahi chalega, juhi madam Preeta ka confession darge kar do register mein

Karan : tavde sir aap toh hume ache se jante hai, Preeta ko bhi bataiye na sab ko

Tavde : agar mera bas chalta toh mein kabhi yeh nahi hone deta, agar disha madam hoti toh shayad yeh sab nahi hone deti

Karan : lekin woh kaha gayi achanak

Tavde : yeh toh unhone nahi bataya hume, subah aayi thi police station aur saab se milkar chali gayi apna istifa dekar

Rishab brings lawyer for Preeta's bail and brings her out

Lawyer ; yeh hai Ms Preeta Arora ke bail ke papers aur ha iss notice ka jawab hum court mein denge, don't worry Mr luthra

Preeta gets very upset with everything

Karan : Preeta please tum aise himmat nahi har sakti varna, kuch nahi hone dunga tumhe

"Tumhe samaj nahi aa raha hai Karan, sab khatam ho gaya jo kaam meri zindagi ka ek hissa tha aaj us par ek thappa lag gaya hai jo shayad mein nahi mita paungi" she sobs hugging him

Karan feels helpless seeing her condition and unable to find any evidence. He drops her home and goes somewhere with Rishab

Rishab : lekin hum uss CCTV footage ka access kaise milega

Roo : bhai aap yeh hum par chod do, kunal aur mein uska access lekar aayenge

Karan ; dekho tum dono dhyan se jana andar theek hai varna pata chala preeta ke saath tum dono ki bhi bail karvani padegi

Kunal : bhaiyaa mein akela jaunga vaise bhi yeh mujhe aur jyada pareshan karegi

Roo ; excuse tum samajhte kya ho khudh ko main na bahut kaam ki cheez hu

Preeran FF : Yeh pyar na Hoga kam  (completed)Where stories live. Discover now