Tere jaane ka gam aisa hai
Jaise apna koi chhod gaya
Hokar bhi ajnabi jaane kyun
Tu lage apna sa, ek rishta nayaTere chehre ki hansi yun yaad aati hai
Jaise tujhe saamne se dekha ho
Ya tu hansa ho mujhe dekhkar yaar mere
Jaise judi hamare haatho ki rekha hoMaana ke jaana nahi tujhe kabhi
Per itna to pakka hai tu insaan bhala tha
Kyun kiya aisa, kyun gaya aise
Kya dukh tha jo tujhe itna khala thaWo Dhoni ka sixer, wo Kaipoche ka cricketer
Sonchiriya ka chora, chichhore ka chichora
Wo Byomkesh ka Jasoos, PK ka Sarfaraz
Bas yaad karke inko, har fan ro rahaRIP SSR
~TallGuy
आप पढ़ रहे हैं
स्पर्श
PoetryA collection of my hindi poems, ek koshish hai apne dil ki baat kehne ki. It is going to be a mix of Hindi, English and Urdu words and I just want to be true to myself with this, idea is not to impress anyone else.