Chapter 8

981 102 6
                                    

Jaise ki unhone decide kiya tha wo log weekend ko amusement park ja rahe the. Sana bohot jyada excited ho gayi thi.
Sana:Sidharth may konsi dress pehnu? ya wala ja phir yeh wala?
Sid:Kuch bhi pehenlo tum achchi hi lago gi par yeh siyah rang tumpe sabse jyada achcha lagta hay...
Sid uski taraf bagaur dekhe bol raha tha.
Sana:Hum bohot masti karenge Kitna maza aayega maine TV may dekha wo jagah bohot achcha hota hay.Hum aaj pura din  ghumenge accha?
Sid:Thik hay...

Sid nay bewakoof ki tarha 2 tickets kharid liya tha halaki Sana bina ticket kay bhi aramse andar ja sakti thi.
Wo log jab waha pohche Sana to khushi ki maare uchcal nay lag gayi. Sid smiled seeing her happy.

(Raaz thi ab khuli hai
Kho gayi thi mili hai
Bewajah jo lagi deewangi)

Woh log abhi Rolar Coaster 🎢 pay baithe huye the aur Sana ride pay uthnay say pehle chahe jitni bhi khush kyun na ho rahi ho iss waqt jor jor say cheekh rahi thi.
Sana:Sidharth....Sidharth may gir jaungi aaa...Mujhe darr lag raha hay...
Sid:Mai hu na mera hath pakar lo may tumhe girne nehi dunga.

(Na kadam hai zameen pe
Na kami hai kahi pe
Zindagi Tere aane se haseen)

Waha pay bohot jyada rush tha isiliye Sid kaskey Sana ki haath pakra huya tha.Use dar tha kahi bheer may Sana usse kho na jaye. Wo log bohot sari ride pay charhe aur khub masti kiye.

(Bekhabar raaston pe
Haath thaame jo hum chale hai
Dhadkano mein bekhudi hai
Vaasta ye jo hum mile hai)

Sid kay hath may bohot sare ballons aur cheese tha jo unone waha say kharida tha. Sana was blowing soap bubble and smiling like a child, trying to catch the bubbles.

(Jo kabhi na hua hai
Jo kabhi na kiya hai
Wo sabhi ho raha in dinon
Tere saath chala hai
Tere naam laga hai
Tera Dil na mera hai in dinon)

Woh log aaj pura din mukhtalif jagah par ghum phir rahe the.Abhi woh log usi park kay pass hi ek aur jagah aye huye the.Waha pay ek sketch artist tha jo logo ka sketch bana raha tha. Sana bhi apni sketch bananay ki zid karne lagi.Magar problem yeh tha ki woh admi Sana ko dekh hi nehi paayega to sketch kaise banaye ga?Iss baat say Sana upset ho gayi par Sid rescue plan laikar aa gaya.Sana ki chehra,uski baal akh, naak, hoth, jawline wagera wagera ki tareef karte karte ab to woh aakh bandh karke bhi bata sakta hay ki woh kaisi dikhti hay. Usne Sana ki description diya to artist nay hubahu uski sketch bana diya jise pake woh bohot khush ho gayi.

 Usne Sana ki description diya to artist nay hubahu uski sketch bana diya jise pake woh bohot khush ho gayi

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।


Woh log ab waha say wapas aa rahe the. Unke jane kay kuch der baad uss sketch artist kay waha say ek larki guzri jise woh bohot hayrani say dekh rahe the kyunki abhi abhi unhone kisiki description sunkay issi larki ki sketch banaya tha.Kya sketch artist ko bhi hallucination hone lage the???

(Hum zubaan, tu hamnawa
Kuch nahi tere siva
Beintehaan kyun chaahun na)

Sid nay aaj Sana kay sath waqeyi bohot enjoy kiya tha aur bohot khush tha.

(Jaagne lagi raatein
Aur khayalon se baatein
Tanhaai bhi pehle si nahi)

Sana ghar aane kay baad bhi usi jagah kay bate kar rahi thi.Raat ko sone kay waqt bhi use nind nehi aa rahi thi aur wo Sid ko bhi sone nehi de rahi thi.
Sana:Sidharth....Hum waha phirsay kab jayenge?
Sid:Aaj hi to gaye hay phirsay jana hay waha?
Sana:Ha na mujhe pata hay kitna achcha laga waha?Phirsay chalenge please...
Sid:Bad ka bad may dekhenge abhi so jao.
Sana:Mujhe nind nehi aa rahi.

(Kabhi lamhe ruke haiKabhi din ude haiKarvate iss tarah toh na thi)

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।


(Kabhi lamhe ruke hai
Kabhi din ude hai
Karvate iss tarah toh na thi)

Sid was caressing Sana's hair to make her sleep.She has fallen asleep and he was looking at her lovingly.Has he fallen in love with this "Non existing Girl" SANA?

(Khawaab hai naye naye seTeri aankhon se dekhta hoonHar ghari har ek pal meinTere baare mein sochta hoon)

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

(Khawaab hai naye naye se
Teri aankhon se dekhta hoon
Har ghari har ek pal mein
Tere baare mein sochta hoon)

Sana:Sidharth.....May bore ho rahi hu. Mujhe entertain karo.Woh bachco jaisi demand kar rahi thi.
Sid:Entertain karu?Magar kaise?Mujhe nehi aata Pehle tum mujhe karke dikhao,Sid nay bhi shararat bhari lehje may iska jawab diya.

Sid:Entertain karu?Magar kaise?Mujhe nehi aata Pehle tum mujhe karke dikhao,Sid nay bhi shararat bhari lehje may iska jawab diya

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Sana:Kisne kaha tumhe nehi aata kuch. Tum mujhe...Kuch waqt soch kay woh boli,Ha tum mujhe guiter bazana shikhao.
Sid:Par mujhe to nehi aata guiter bazana, usne sanjeedgi say zawab diya.
Sana:Jhut mat bolo.Tumhe to bohot achcha guiter bajate ho aur tum to bohot achcha gaana bhi gate ho.Sana uske hath ko pakar kay use Dewar may tangi guiter 🎸 ki pass laake boli
Sana:Tumhara hi hay na yeh?Tumhi baja te the na ise?
Usne saalo say us guiter ko haath bhi nehi lagaya tha.Yeh to pata nehi kabse iss dewar may hi sazi huyi hay.Woh to apne iss shauk ko kabka bhula chuka tha.Lekin Sana..Usko kaise pata ki woh kabhi yeh bajata tha?Kya woh yeh sab sirf isiliye janti thi kyunki woh uske zehen ki kisi soch ka ek insani roop tha? Magar usne toh iske bareme abhi nehi socha tha, phir...Sana use baar baar iss guiter ko bajane ki israr kiye ja rahi thi.Usne aaj salo baad ise hath lagaya tha.Use haat may lete hi Uske chehre pay chayi tasoor yeh bata raha tha ki woh udas tha.Jaise kisi shiddat say chahi cheese ka pura na hone ka dukh nay use gher liya tha.

Life never goes as smoothly as you want. Sometimes some unexpected twist and turn comes into your life which changes your life completely.Sometimes things doesn't look the same as it is.Some mysteries are yet to reveal.A very importent thing seems to be missing. What it can be?Can you guess?

Nats:I'm fed up dad.I can't go behind him always.
Dad: You have to, he is you would be husband.Spend time with him,talk to him about it.Everything will be alright soon.

Dhoop Mein Barsaatजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें