Kehte hain pehla pyaar kabhi bhulaye nahi bhulta par wo toh uska pehla aur aakhiri pyaar thi ya shyd uska junoon ban chuki thi toh wo usse kaise kahi jaane de sakta tha. Fardan Shehriyaar jo Shehriyaar Industries ka maalik tha jisse sab mafia ki duniya me Shadow King kehte the uski nazar padti hai Faiza Amani pr jo apni zindagi se bezaar thi ya shayad usne kabhi kisi ki mohabbat na dekhi thi isliye jeena jaanti nahi thi. Fardan ka junooni ishq Faiza ke liye jeene ki ek nayi wajah banega ya phir marni ki. Fardan ki mohabbat se Faiza ki zindagi sanwar jayegi ya bigad jayegi? Har kisi ki zindagi ke apne apne raaz hote hain aur ye raaz jab khul kar aate hain toh kuch ache rishte bhi toot jaate hain ya kabhi toote rishte bhi judd jaate hain. Ab inki kahani mein kya hoga? Kya Fardan sach me Faiza se ishq kar baitha tha ya phir ye bas ek dikhawa tha? Kahin uski mohabbat ke picche koi maqsad toh nahi? Faiza ke mann me aise hazaar sawaal aate hain jab wo achanak se usse pehli baar dekhte hi usse shaadi kar leta hai. Aiyye Jaante Hain Dhoke Aur Nafrat Se Ishq Junoon Ka Safar. Checkout the English version of this story: Love Obsession Troupes: Multi Couple Story, Enemies To Lovers, Mafia Boy × Innocent Girl, Stalker, He Fell First And Harder, Age Gap (6years), She Fell First And He Fell Harder, He Fell First And She Fell Harder, Forced Marriage & Second Chance. Ishq Series- Book 1 This book is currently under editing, but you can still read it. I just need to correct a few spelling mistakes or places where I accidentally wrote a word twice due to auto-correct. **Note:** I don't write mature stories. So, if you're expecting explicit romance, kindly reconsider reading this book. I'm an old-school person who appreciates pure, classic romance from the 80s.. Follow me on Instagram: @happyfairy7_ https://www.instagram.com/happyfairy7_?igsh=MXNra2Jqb2NpMWVqeA==
82 parts