Amir Al-Muminin [ L30 ]

24 2 0
                                    

*************************************************
The suns light dims and the glimmer of the stars start to fade,
This light and glimmer of hope today on the 19th of Ramadhan has been attacked by a poisonous blade,
Every command of his Lord , Ali(as) has obeyed,
For his total love of Allah(swt) today his due Ali(as) has paid,
His blooded beard does testify,
That a man Allah(swt) himself does sanctify,
Oh muslims with hate him you vilify,
The truth you  hide and no matter how hard you try,
The truth is real the Truth can never die,
Ali (as) left us with Hassan (as) , Hussain (as) and Zainab(sa) to fight,
He gave everything for Allah(swt)and for what is right,
So Learn from Ali(as)  everything for Allah(swt)learn to give,
And learn to love Ali(as) so you can learn to LIVE!!!!

*************************************************

Zanjeer-ae-Dar ye Kehti thi Mola na Jaiye ,
Murghabiyon ki thi sada k Aaqa na jaiye ,
Tha Asmaan pe shor k mola na jaiye ,
Bachay pukarty the baba na jaiye ,
Q aasmaan surkh h , ye kesa Raaz h ,
Duniya m aaj Ali(as) ki ye aakhri namaj h .
Lai h ek raat qayamat ki wo sehar ,
Jab aasmaan phat k gira farshein zamin pr ,
Zarbe sitam se zakhmi h nafse Nabi ka sar,
Takra rahe h masjiden Kufa k baam o Dar ,
Ro ro k keh rhe h Pathar Ali Ali ,
Chilla rhe h masjid o mimbar Ali Ali ,
Hawala yad nhi Khitab sochnay do ,
Kaha se puch rhy ho nisab sochney do ,
Ali(as) ki jindagi m koi esa sawal to Lao ,
K jab Ali (as) ne kaha jawab sochne do .
Jo Jagta tha seen ki khatir tamam raat ,
Rehta ibadaton m Magan wo sari raat ,
HUKM-E-RASUL-E-PAK (SAW) se esa bhi hoga ,
Ek raat wo RASUL (SAW) k Bistar pe so gya ,
Jis din we ye Waqia roonuma hogya ,
Islam us ki neend ka Makrooz hogya .

" HAIDER - AE - KARRAR "Where stories live. Discover now