Shaadi

3.5K 164 24
                                    

Sorry guys for not replying to comments or messages by many of you. I have a quite hectic schedule. Thanks for showing love towards my story.

Anokhi was in deep slumber when she awakened by Shaurya's call.

" Hello. Itni subah subah call kar liya? Wait nahi ho raha kya Shaadi ke liye? "

" Ready ho? "

" Haa. "

" Tumhare Papa? "

" Maine unse expect to kiya bhi nahi tha ki mere decision ko support kare but maine unhe bata diya hai. "

" Fir soch lo. Regret nahi karna hai. "

" I won't. "

She hung up the call.

" Di maine bol to diya main taiyyar hu. Lekin bohut nervousness ho rahi hai. Sab thik hoga na? "

" Sab kuch achcha hoga. Main hoon tum logo ke saath. "

Shaurya had asked her to wait after college from where they'll leave for the temple. Accordingly she changed herself after college was over in one of the classrooms and Reema Maya helped her with jewelleries makeup and all.

" Tu bohut lucky hai Anokhi. Tujhe Shaurya Sir jaise husband mil rahe hai. "

" Pata hai. Lekin woh bohut unlucky hai. Har tarah ke nakhre jhel rahe hai mere. Har condition maan rahe hai meri. Kaas main bhi unke liye kuch kar pau. "

Her phone rang with Shaurya's call.

" Tum chalogi ab ya mandir aur pandit ji ko yahi lekar aau. Car mein wait kar raha hu tumhara. "

" Wait Mr. Dulhan hu. Taiyyar hona banta hai. "

" Kya faida. Sab to utarne hi wala hain. " Shaurya replied in a low tone

" Huh? "

" Kuch nahi. Jaldi aao. "

" Aa rahi hu. "

She gathered herself and ran towards the car while making sure no one was present in the college and none of the peons or security guard watches her and finally enters the car.

" Time mil gaya Madam Shaadi ke liye? "

" Usi ke liye to taiyyar ho rahi thi na. Lekin...Lagta hai main akele hi excited hu. Aapko zara v mann nahi shaadi ka. "

" Baat to sahi kahi but pata kaise chala tumhe? "

" Aap aise shaadi karenge? Ye shirt aur trousers mein? "

" Main aise hi comfortable hu. Chalein? "

" Haa. "

They reached the temple where Babli was already present. Shaurya was confused seeing her there.

" Aap yaha? "

" Di yaha mere family ke taraf se sari rashmein karengi . "

" Chalo Kam se kam koi to hai tumhare side se. "

She felt bad for him.

" Arey hum hai na aapke saath. Jab tak aapka Makhan aapke saath hai. Hum apne Bhaiya ji ka team kavi halka nahi hone denge. To kya hua agar hum ek driver hai.... "

" Makhan... Tum mere liye mere bhai ke jaise hi ho. "

" Chalo start karte hai. Warna so called mohurat nikal jayega. "

They exchanged the Varmala. Did all the rituals. Babli did her Kanyadaan. He took the nuptial thread and tied around her neck. Finally he took the vermillion and filled her hair partition marking her as his own. Marriage was complete now and ritually they had become husband wife now.

" Ab to aap dono pati patni ho gaye. "

" Makhan tumne Naam to de diya tha na hamara. "

" Bhaiya office band hai. "

" Koi kaam nahi hota tumse. "

" Jaane dijiye na. Shaadi to ho hi gayi hai. Registration baki hai bas. Woh v ho jayegi. Please aaj ke din to mood off nahi kariye. "

" Hmmm.."

Later they got into the car. Babli bid them bye.

She held his left arm and rested her head on his shoulder.

" Finally. Hum saath hai. Kuch nahi chaiye mujhe ab. Kya soch rahe hai aap. "

" Badi Maa ka reaction kya hoga? "

" Don't worry. Ab hum saath me milke sab sambhal lenge. "

~~~ At his house~~~

" Kya sochte ho tum log? Shaadi karke aa jaoge aur main maan jaungi. Maine pehle hi kaha tha, ye ladki yaha rahegi to main ghar chod ke chali jaungi. "

" Koi kahi nahi jayega. " Tej ordered.

Devi looked at him surprisingly.

" Tum dono apne kamre mein jao. Aur Devi bhi. Bas! "

Before they enter. Kanchan did their aarti and followed all the little rituals she could do.

In Tej and Devi's room.

" Bas jeet gaya na unka pyaar? Dono ko aapne apna liya. Ab woh Anokhi iss ghar ki bahu banegi? "

" Aisa kuch nahi hone wala. "

" Kya chal raha hai aapke dimag mein? "

" Tum dono ke bich aake dooriyan badhane ki koshish karogi to khud buri banogi Shaurya ki nazron mein. Unke bich galatfaimi aa gayi to tum bhi Shaurya se durr nahi jaogi aur woh Anokhi bhi iss ghar me nahi rahegi. Iss duniya mein Shaurya agar kisipe trust karta hai to woh tum ho. Tum hi ho jo pyaar se uske dimag mein Anokhi ke liye Nafrat Paida kar Sakti ho. "

" Sahi kaha aapne. Main ab nikalungi Anokhi ko Shaurya ki zindagi se. "


Precap: Shakhi consummation

Keep Reading.
Anamika
#Shaurya_Anokhi_Shippers

Shaurya Aur Anokhi Ki Love StoryWhere stories live. Discover now