Chapter 2

8.1K 347 62
                                    

Tahir apne ghar ke living room me baitha hua tha lekin uska pura dhyaan uss ladki par tha, baar baar uska chehra uske saamne aa raha tha, vo apne pocket se ek paayal nikaalta hai aur usse dekhte hue sochta hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Tahir apne ghar ke living room me baitha hua tha lekin uska pura dhyaan uss ladki par tha, baar baar uska chehra uske saamne aa raha tha, vo apne pocket se ek paayal nikaalta hai aur usse dekhte hue sochta hai...

Tahir thought = kaun ho tum... Baar baar mere dimaak me kyu aa rahi ho, man to kar raha hai tumhe yaha laakar baandh do taaki mai tumhe roz dekh sako...

Ramadevi living room me aati hai aur apne bete ko dekhti hai jo uss paayal ko ghur kar dekh raha hai, vo uske paas jaati hai aur uss paayal ko uske haath se leti hai aur bolti hai...

Ramadevi = yee paayal kiski hai tahir bahut khubsurat hai... Meri to lagti nahi... Teri bhabhi ki hai kya...

Tahir unhe ghur kar dekhta hai aur vo paayal unke haatho se le leta hai aur bolta hai...

Tahir = yee aapke kaam ki baat nahi hai, yee kisi aur ki paayal hai..

Ramadevi = tughe kabse ladkiyon ki paayal ko rakhne ka shauk ho gaya hai tahir aur tu aise ghur raha tha jaise yee paayal tere liye bahut important hai.... Bhul mat tahir tere liye ladki mai laungi...tera kisi ladki ke saath ek raat guzaarne se mughe koi problem nahi hai... Lekin agar tune kisi ladki ko hamesha ke liye apne paas rakhne ki sochi.... To accha nahi hoga.

Ramadevi tahir ko ghur kar dekhti hai, tahir apne eyes roll karta hai aur usse smirk karte hue dekhkar bolta hai...

Tahir = mughe jo accha lagega vo mai karunga, mughe kisi aur ki permission ki koi zarurat nahi hai... Aap dusro par hukum chalaati hongi maa... Lekin tahir kisa ka hukum nahi sunta... Ye baat yaad rakhna...

Aisa bolne ke baad tahir vaha se chala jaata hai, ramadevi uske disappearing figure ko confusion me dekhti hai aur bolti hai...

Ramadevi = isse kya ho gaya .. Ek paayal se itna pyaar.... Ya phir uss paayal vaali se...

Ek ladki apne kamre me kittab padhte hue baethi thi, tabhi uske room ka door open hota hai revealing her mother

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Ek ladki apne kamre me kittab padhte hue baethi thi, tabhi uske room ka door open hota hai revealing her mother. Uski maa uske saamne aakar baethti hai aur bolti hai...

..... = Y/n...tughe maine kitne baar kaha hai ladko aur ladkiyon me antar hoota hai.... Vina ne bataya kal tumne bagal ke gap ke chhote thakur se ladai ki.

Y/n = Mrs leela singh... Maine aapko kitni baar kaha hai ladkiyaan ladko se kam nahi hooti hai aur maine chhote thakur se ladai nshi ki hai. Sirf unse madad maangi aur vo bahut acche insaan hai unhone ne apne aadmi ko bolkar hame ghar tak pahuchvaya...

Y/n apni maa ko smile karte hue dekhti hai, leela uske cheek par apna haath pyaar se rakhti hai aur bolti hai...

Leela = meri pyaari beti... Chhota thakur ek bahut khatarnaak ladka hai agar ab se unhe dekhegi to unse dor hi rehna... Vaise bhi teri shaadi hone waali hai to uspar dhyaan de.

Aisa bolne ke baad leela Y/n ke forehead ko kiss karti hai aur vaha se chali jaati hai, Y/n uske disappearing figure ko sad smile ke saath dekhti hai aur bolti hai..

Y/n = shaadi karke mai aap sabko chhod kar nahi jaana chahti maa lekin avinash ke saath rehna bora nahi hai..

Y/n apne book ke andar se apne fiance ka photo nikaalti hai, 3 hafte baad un dono ki shaadi hai. 3 hafte baad vo rampur ke choudhary khaandaan ki bahu banegi.... Vaha ke chhote choudhary ki biwi. Tabhi uski nazar apne ek paayal par padti hai, vo usse apne haath me uthati hai aur bolti hai...

Y/n = pata nahi iska dusra hissa kaha gur gaaya... Ye meri favorite paayal hai...

Y/n ko paayal ki chan chan ki awaaz bahut pasand hai isliye uske paas bahut saare paayal hai.... Taaki vo unhe badal badalkar pahen sake.

Tahir apne papa ke personal study area me aata hai, jaha vo hamesha apna documents work karte hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Tahir apne papa ke personal study area me aata hai, jaha vo hamesha apna documents work karte hai. Tahir unke saamne jaakar baithta hai aur bolta hai...

Tahir = pita ji kal mai vijayanagar jaa raha ho...

Thakur saab = kya hua beta achanak se vijayanagar kyu jaana hai tughe..

Tahir = vaha mera ek dost rehta hai... Uski tabiyat thik nahi hai mai usse milne jaa raha ho...

Thakur saab = tu yaha mughse puchne aaya tha yaar mughe batanee..

Tahir = mai yaha aapko bataane aaya tha aur kal mai jaa raha ho... Good night...

Thakur saab apne bete ko disbelief me dekhta hai lekin tahir ko koi farak nahi padta hai kyuki kisi me itna dam nahi hai jo usse order de chahe vo uske maa baap hi kyu naa ho.

Reality me vo uss ladki ke baare me pata lagaane vaha jaa raha hai. Usme kuch baat hai jo tahir ko usse attract kar rahi hai.. Aur jab tak vo usse dobara nahi dekh leta tab take vo shanti se nahi baethega.....

TO BE CONTINUE.....

Rowdy's ObsessionWhere stories live. Discover now