Chapter - 7

794 53 1
                                    

Continue from previous chapter

( After ani explained her she felt relieved and happy...)

Sum:- chalo bondita abb ghar chalte hai...
Bon:- par maa mai yehi rahungi..
Sum:- bondita zid math kar...maine kaha na ghar chalne keliye
Bon:- par maa..
Sum:- tum ghar chaloge yah nahi( shouted on her)
Shu:- aree aree.. Sumathi ji aap aise bacche ko daant kyu rahi hai...tode der bad aayege..
Sum:- nahi shubra ji...aap aaj math rokhna...aap samaj sakthi hai na ki mai aisa kyu karaha hoon..
( Shubra went mum)
Bon:- par mujhe samaj nahi aaraha aap aisa kyu karrahe hai maa...pls..mai babu ke saath he rahungi..
Sum:- nahi bondita...agar tum abhi ghar nahi aaye tho mai tumse kabhi baath nahi karunge..
Bon:- maa...( Said with teary eyes)
Sum:- chalo abb...

( She held bondita's hand and took her to the house all the while she was looking back at ani with tears flowing from her eyes...ani kept mum as he thought that there might be certain reason for her changed behaviour)

Sum:- abb jao apne kamre meh...aur kamre se bahar math aana..

( Bondita went cryingly to her room and Niranjan saw all these)

Nir:- tumne aise kyu kiya Sumathi...bacchi ko aise koye rulata hai kya..
Sum:- miane bhi jaan bhuchkar nahi kiya pati dev...mai bhi apne bacchi ke khushi he chahte hoon...par samaj...yeh samaj usko kush rehne dega kya..
Nir:- tum kya kahana chahte ho..
Sum:- aapko pata hai na..pehele he sabhi gaav vaale humari bacche se gussa hai kyunki vo vidyalay jaate hai..aur ab jab unhe pata chalega ki mahavari aane ke baad bhi voh aise ladko ke saath reh rahi hai tho kya gaav vale usse chain se jeene denge kya...
Nir:- par..
Sum:- par kya pati dev...hum jiss samaj me je rahe hai voh samaj aurato ko pair ka joota mante hai..galti aadmi ki ho aurat ki ho, aurato ko hi dukh sehna padta hai...yeh samaj hamare Anirudh aur bondita ke pavitr riste ko nahi samaj sakthi ...ulta unpe ungli utayege...puchege ki kya rista hai unn dono ke beech mee jo voh dono saath reh rahe hai....abb bataye kya maine galti kiya( said with teary eyes)
Nir:- nahi Sumathi tumne koye galti nahi kiya ....abb apne aasu poonch loo..

( Bondita heard everything what her mother said as she came to apologise her for her behaviour....but then she got to know the cruel truth of society...the fire in her was burning more and more...and the desire to change the society became soo strong ..)

At night:-

( Bondita was feeling quite uncomfortable while sleeping as she have the habit of snuggling into ani....she couldn't sleep)

Bon:- ( in mind) ab mai kya karu ....dugga maa...mujhe neend hi nahi aarahi hai... mujhe tho babu ke saath sone ke aadath hai...kya babu ko bhi mere tarah neend nahi aarahi hai.. mujhe unki bohot yaad aarahi hai...ab mai kya karu kaise jaau....

( All the night she didn't slept and thinking an idea to meet her babu..Meanwhile in RC mansion even ani's condition was same..)

Ani:- ( in mind) mai kya karu....bondita tho nahi hai yeha..ab mai kaise sou....mujhe neend hi nahi aarahi hai...uske bohot yaad aarahi hai...kal school jayenge na ham saath meh tab jee bhar ke dekhlunga...

In morning:-

( As bondita not slept whole night...she was very tired and came out of her room rubbing her eyes)

Bon:- maa mai nahane jaa rahi hoon...school jana hai na..
Sum:- tum aaj school nahi jaoogi bondita...ghar mee hi rahogi..
Nir:- par Sumathi...vo ghar meh kyu rahegi...

( As soon as Niranjan asked this Sumathi glared at him an dhe became silent....now you all know which husband can win with their wife's)

Bon:- maa agar school nahi jaungi tho padungi kaise.. ( in mind: aur babu se bhi kaise milungi)
Sum:- mujhe vo sab nahi pata...tum teen din tak ghar ke bahar kadam bhi nahi rakhogi..
Bon:- par maa mujhe vidyalay jaana hai...
Sum:- koye par var nahi bondita....tumhe mujhe thoda bhi samman deti ho tho mere baath suna...jaau apne kamre meh..
Bon:- maaa......thik hai ( with teary eyes and left from there)
Sum:- mujhe maaf karna beta tumhe dukh pahuchane keliye...par mai kya karta...samaj ke bediyon meh bandi hui hai tere maa...mujhe pata hai tu apni padai aur apne babu ke bina nahi reh sakti par mai kuch nahi kar sakta...( Said with teary eyes. Niranjan came to her and wiped her tears)
Nir:- ro math Sumathi...( Sumathi nodded and left from there)

Outside RC Mansion:-

( Anirudh and Som were waiting for bondita but she didn't came..Anirudh is becoming restless to see her...he was walking to and fro infront of the haveli. Just then Shubra maa came)

Shu:- Anirudh beta....Sumathi ji ne bataya tha ke aaj bondita nahi aayege...tho tum dono chale jaana school..
Ani:- par maa vo kyu nahi aayege..
Shu:- Sumathi ji ne bola ki uski tabhayt kharaab hai..
Ani:- kya...bondita ki tabhyat kharab hai...mai abhi jaakar usse dekh ke aata hoon( said while getting tensed)
Shu:- nahi..nahi...abhi tho school keliye deri ho rahi hai na tumhe...tho tum school jaau aane ke baad dekh lena..
Ani:- par maa...bondita ki tabhyat kaaran hai tho mai school kaise jaa saktha hoon..
Shu:- aree beta...agar tum school nahi gaye tho bondita ki chutti ke bare meh kon bolega...tum school jaakar principal sir ko batana ki bondita ki tabyath kharab hai isliye vo school nahi aaye...
Ani:- par maa... bondita......
Shu:- Anirudhhhhh...
Ani:- thik hai chala jaata hoon school..aur aap Sumathi maa ko kehna bondita ka khayal rakhe...mai school se aane ke baad usse milunga..
Shu:- thik hai baba...kahadungi...abb jaoge...
Ani:- hmmm....

( And ani left for school..Then Shubra went to Sumathi and both started conversing)

Sum:- kya Anirudh babu gaye school..
Shu:- gaye to hai....par bohot manana pada jaane keliye..
Sum:- dono ke dono jiddi hai..
Shu:- sach kaha aapne...jiddi no 1 hai dono...
Sum:- pata nahi inn dono ka kya hoga...yeh dono toh asmaan meh udne ke sapne dekh rahe hai...par kya samaj inn dono ko saath meh asmaan dekhne dega..( sai with teary eyes)
Shu:- mujhe bhi bohot dar lagraha hai...dugga maa se yehi prarthana hai ki yeh dono khush rahe..
Sum:- ha mera bhi dugga maa se yehi prathna hai ki yeh dono hamesha khush rahe aur apne lakshy haasil karpaye..

( Bondita was listening to their talks quite from starting...Shubra saw her)

Shu:- aree..bondita beta waha kyu khadi hoon..yeha aao hamare paas..
Bon:- ji maa..

( Bondita came and sat in between Sumathi and shubra)

Bon:- maa kya babu School gaye...
Shu:- haa bondita vo dono gaye vidyalay...aur tum yeh batao tumhare aankhe itne laal kyu hai...
Bon:- voh raath ko thik se soo nahi paaye..

( Sumathi and shubra looked at each other as they know the reason for her sleepless night)

Shu:- thik hai Sumathi ji abb mai chalte hoon...bohot kaam hai karne ko..
Sum:- ji..thik hai shubraji..
Shu:- chalta hoon bondita beta..
Bon:- hmm..bye maa...

( All the day bondita's face was gloomy ..she was eagerly waiting for evening as her babu will come from school..she badly wanted to see him and hug him)

______________________________________

Precap:- Bondita to sneek in ani's room 😝

Hey friends...so how was the chapter..do comment and let me know your views and don't forget to vote...

                         Thank you

Your's writer
Rakshita❤️❤️

 Can't describe my love towards youWhere stories live. Discover now