GJ: yukti tum nay sir say baat ki hai us baray mei?
YK: ha sir say Kaha tha par unhon nay mana Kar diya hai keh rhy thy tum log Jo bhi kar lo rahil wapis nahi aa sakta. 😔
GJ: aaisay kaisay nahi aa sakta unhain samjho k humaray show ko uski kitni zaroorat hai.
YK: humaray show ko ya tujhe.
GJ: dono ko...
YK: meri jan yeh pyar hai.
GJ: not again yuku.
BS: yukti gulki tum nay suna Jo abhi director sir nay Kaha hai.
YK: Kiya Kaha hai sir nay.
PS: aray ek male lead aa rha hai gulki k opposite.
GJ: kiyà bakwas kar rhy ho. Mujhe toh laga tha k sir nay bus mere Sath mazaq kiyà hai woh sach mei new male lead la rhy hain woh bhi mere opposite, woh aaisa kaisay kar saktay hain mujhe nahi Kam Karna aur yahan bus mei nay decide kar liya hai mei yeh show chor k ja rhi hun bus.
YK: aray aaisay kaisay tum ja sakti ho, humaray show k trp aaisay hi Kiya achi hai Jo tum isay aur girana chahti ho
GJ: kiyà karun phir chup chap wahi karun Jo woh Karna chahtay hain, nahi ab mei aur nahi bardasht kar sakti it's over ab aar ya Paar.
BS: aray gulki sunain toh.
GJ: Kiya hai?
YK: dekho gulki mei nay suna hai Jo male lead aa rha hai tum pehlay bhi us k sath Kam Kar chuki ho aur buhat zayda comfortable bhi ho us k sath.
PS: or Sunna hai woh tumhara best friend bhi hai.
BS: ha agar aaisa hai toh problem kiyà hai Sath mei Kam karnay say.
YK: Sahi Kaha ek bar us say mil toh lo tum.
GJ: acha Sahi hai making weird face.
After few minutes a young tall and handsome man enters in her dressing room and back hugged her.
GJ: kD tu. Turns and hug him back
Kanwar dhillon: wah aaj bhi tum ankh band kar k mujhe pehchan jati ho.
Rahil is also there but hides himself behind the door.
GJ: kaisay nahi pehchanun gi you are my best friend Yar.
KS side hugs and lightly kissed on her checks here rahil burns in anger how dare he kiss my gul.
KD: mere bachpan ka pyar best friend nahi.
GJ: yes my childhood love kaisa hai tu sab kaisa chal rha hai aaj meri yad kaisay aa gae tujhe.
KD: aray ap k director nay mujhe yad kiyà mei chala aaya , is bahanay tere Sath time bhi spend kar lunga.
GJ: yeh toh buhat acha decision liya tu nay oh tu wahi hai jis ki abhi yukti or bhavika kar rhy thy.
KD: acha unhon nay tujhe bata diya.
GJ: ha abhi kuch dyar pehlay mere Sath hi thy teeno.
KD: tujhe buhat miss kiyà meri jan tujh say milnay ka time hi nahi mil rha tha.
GJ: mei nay bhi tujhe buhat zayda miss Kiya hai kiyà bataun tujhe kitna yaad karti thi mei.
KD: chal chor sari baton ko ab.
GJ: acha yeh bata khana khaya tu nay.
KD: nahi.
GJ: chal Sath mei lunch kartay hain.