ch 4

582 63 14
                                    

Tulsipur

After dinner all went to their room

Anirudh was just continusly gazing the moon while cool breeze was hitting his face

Anirudh : jab dopahar ko main study mein aaya tab pata nahi kyu par mujhe aisa mehsoos hua jaise koi tha waha pe... Aisa laga jaise voh yaha aayi ho lekin koi milla bhi toh nahi waha par phir mere haath pe patti kisne baandh di aur mujhe pata bhi kaise nahi chala ? Thinking all this he glanced at his hand which had been band-aided.... Ek kaam hi kar leta hu phirhaal bahar jaake todha telhal ke aata hu. Mann ko bhi sukoon mill jayenga....thinking this he left from his room.....

While going out he met batuk on the way...

Batuk : dada aap itni raat ko kaha jaa rahe hai?

Anirudh : woh dopahar ko soya tha na toh abhi neend nahi aa rahi hai issliye telhne jaa raha hu

Batuk : achaa achaa

Anirudh : aur tum kyu nahi soye?

Batuk : neend nahi aa rahi thi issliye chath pe jaa raha tha par abhi aapke saath main bahar chal sakta hu kya dada?

Anirudh : ha chalo abhi chalte.....

Saying this both the brothers left from there.

While walking they're reached near lake... Which is in tulsipur itself

( imagine its night time right now )

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

( imagine its night time right now )

They just stared at the place for sometime and then anirudh asked

Anirudh : batuk toh abhi kya socha hai tumne ? Kya karoge abhi?

Batuk : dada main kaka ki zameendari sambhaluga.

Anirudh : hmm tik hai jaisa tumhe tik lage aur joh tumhe pasand ho vahi karo.... He said smilingly...

Batuk : vaise dada abhi aap kya karoge ? Itni jaldi humhe talwaarbaazi kaha se milenge ? Aur mill bhi gaye toh kya woh itni jaldi sikh paayenge?

Anirudh : pata nahi batuk. Kal se humhe naye talwaarbaazi dhundhna padege aur unhe krishna nagarwaalon se dur rakhna padega...

Batuk : ha dada par itni jaldi sikh paayenge kya? Jeet paayenge kya hum?

Anirudh : zarur jeetenge hum batuk zarur jeetenge dekh lena tum... Woh kehte hai na '' jaha chah hai vaha raah hai '' th bass kal se naye talwaarbaazio ki talaash shuru hogi....

Batuk : ji dada .......than he saw anirudh staring at sky intensely while thinking....

Batuk : vaise kya soch rahe hai aap dada?

Anirudh : kuch nahi bass soch raha tha ki zindagi bhi kitni ajeeb hai, ek pal mein saari khushiyaan chin leti hai.

Batuk : ha dada sachmein zindagi aasan nahi hoti par agar hum apne pyaar aur pariwaar ke saath ho toh sab sahi ho jata hai! haina?

OUR JOURNEY TOGETHER FOREVERWhere stories live. Discover now