Next day
Raghav wakes up n sees his Amma's smiling face ....
Amma:- aaj bhut der tak soya tu
R:- ha Amma mere ko bhut achha neend aya isiliye
A:- kal raat ka bat bhula to nahi
R:- smiles widely n says nahi Amma . .mere ko sab yad h. Wo saree ka dukan sirf mera h ..
A:- acha to ja phir wo mandar wandar jo bhi h usko apna rasta se hata
R:- Amma pallavi bhi mera se pyar karega na ..
A:- ha ...waise bhi tere se achha usko koi milega bhi nhi.
R:- smiles n hugs his Amma tightly
A:-acha ab chhor mere ko ...ja k apna saree ka dukan ko pakad...
R:- jaisa tum bolo Amma n excitedly goes to bathroom to freshen up...
DSE
Raghav comes n sees his saree ka dukan busy in her work....
Krishna:- didi ye raghav rao yaha kya kar raha
P:- sees raghav
Raghav smiles like a fool
P:- kya hua aise kyu has rahe ho....koi lottery wottery lagi h kya
R:- aisa hi smjh lo...ab tum mera sath chalo
P:- per kaha
R:- jyada sawal na pucho bas chalo...mere ko tumse important bat karne ka h
N then he holds her hand n takes to his car n both sit in the car n reached at his mansion.
P:- yaha kyu leke aye
R:- mere ko baat karna h na isiliye
P:- aaj koi staff kyu nhi h yaha
R:- tumko Mera se darr lag raha h kya saree ka dukan
P:- ji nahi ...karrate aate h mjhe
R:- acha to phir us din kaha gya tha tumhara ye skill jab wo adami tumko pakada tha
P:- makes a face n says ha ha thik h ab bolo kya bat h
R:- tum pehle mere ko ye batao ki tumhara family us bandar se kyu shadi karwa raha h
P:- wo 2 saal pehle meri shadi k din hi rishta tut gaya tha
R:- kya tumhara pehle bhi shadi ho chuka h
P:- arey dhyan se suno shadi huyi nhi thi hote hote reh gayi thi
R:- feels relaxed....kaiko
P:- tells him everything about 2yrs back n then recent meeting with rishabh....
R:- kya wo itna ghatiya game khela... Usko to Mai abhi goli maar dega ...
P:- shant ho jao...ab mjhe usse koi matlab nhi h...
Lekin uski wajah se mere gharwalo ko lagta h ki ab jo bhi rishta aya h wo ho
jayeR:- matlab us bandar se
P:- ha us bandar se n giggles...
R:- achha tumko ye bandar kaiko nhi pasand
P:- mera bhi sapna h apna dance school kholne ka isiliye mane training li kathak me aur ye kehta h ki dance me koi career nahi h... Mjhe dance chhorne ko bolta h...
Raghav after listening this becomes numb n his eyes becomes teary.....he turns to the other side...
Pallavi :- kya hua tum ye dance school wali baat sun k kyu aise react karte ho...