RR Mansion...
Raghav is thinking about today's conversation which he had with his appa . Kya sach me shadi karna itna jaruri hai. Mere ko toh appa ka alawa kisi aur ka jarurat mehsus hi nahi hota hai . Aur appa ko woh Pallavi pasand aaya , per mera ko toh usme koi interest hi nahi hai , usme kya mera ko kisi bhi ladki me koi interest nahi hai.
He comes to his appa's room & notices him sleeping with a photoframe . He takes a look at that photo ,it's his amma's photo. He cuddles his appa just like he used to do during his childhood & dives into memory lane .
Flashback....
Around 21 years ago...., In a hospital...
Jaya died of a prolonged disease.
Raghav(8years):- appa yeh amma kuch bol kaiko nahi raha hai aur kitna der ho gaya yeh ab tak so raha hai .
Ajit( 42 years):- woh ab nahi uthega
R:- kaiko nahi uthega
A:- woh bahut gehra neend me hai
R:- makes a grumpy face & starts shaking Jaya's hand to wake her up , amma utho na ...chalo ab ghar chalta hai ..tum itna din se hospital me hai mera ko ghar pe tumhara bina bilkul bhi achha nahi lagta hai
A:- pulls him into a tight hug & starts crying
R:- tum ro kaiko raha hai appa
A:- tumhara Amma ab kabhi bhi ghar laut kar nahi ayega
R:- kaiko nahi ayega
A:- ab woh hamesa ka liye veneketeshwara ka ghar ja raha hai
R:- toh mai aur tum bhi Amma ka sath me chala jayega
A:- wahan per sabko jana allowed nahi hai . Venkateshwara jisko bulata hai wahi ja sakta hai
R:- toh usko bolo na ki mera ko aur tumhare ko bhi bula le
A:- he keeps on crying holding Raghav...
Later ....
R:- appa mera sara baal kaiko katwa diya .. aur yeh amma ko itna achha sa kapda pehna kar ke jameen pe kaiko rakha hai .. Amma ka naak aur kaan me rui bhi laga rakha hai .
Aur yeh itna sara log humara ghar pe kaiko aya hai , bada bua aur chhota bua bhi aaya hai ..
A:- woh tumhara Amma ko Venkateshwara ka ghar pe chhorne jaane ka liye sab log aaya hai ,last time usko bye bolne ka liye .
R:- gives him a strange look & asks amma mar gaya hai na jaisa ki dadi aur dada mar gaya tha ..
A:- nodded his head in yes
R:- per dada aur dadi toh kitna budhha ho gaya tha tab ja kar ke mara per Amma itna jaldi kaisa mar gaya .
A:- mera ko nahi pata eska jawab . He picks up Raghav in his arms ...
And then along with the relatives & neighbours he goes towards the cremation ground...
R:- amma ko lakdi ke ander chuppa raha hai , kya zameen ka ander se rasta hai venkateshwara ke ghar ka