BARSAAT KE DIN AAYE MULAQAT KE DIN AAYE
RR Mansion....
Raghav:- happily comes to his room & lays down on his bed & starts thinking about the scene which he witnessed half an hour ago ...
Pallavi in a yellow saree standing in the balcony & adjusting her hair & then looking at the moon ...
Her face has a charismatic aura & he just can't stop himself thinking about her ..
LWR:- tu itna golmal kaiko kar raha hai
R:- kya ...kya matlab hai tumhara
LWR:- ek ladki ka liye tu itna jhuth kaiko bol raha hai ... Jeweller se seedha plumber ban gaya .. aisa bhi kya khaas hai us ladki me .
R:- kuch khaas toh jarur hai jo ki woh D Raghav Rao ka dimag me chadha hua hai . Jis din se usko dekha hai , bhul hi nahi pa raha hai . Aur usko jitna dekhta hai ,utna hi aur dekhne ka mann hota hai .
Aur agar usko sach pata chal gaya toh woh sayad mera se kabhi baat hi na kare aur mai aisa bilkul bhi nahi chahta hai .
LWR:- aur agar Kirti ya amma me se kisi ne usko sach bata diya toh ... Tab kya karega tu ..
R:- nahi mai aisa nahi hone dega , itna time baad koi dhang ka ladki aaya hai mera life me , mai usko aisa hi nahi jaane dega .
LWR:- tere ko usse pyaar ho gaya hai kya
R:- blushes like a teenage boy , pata nahi ....per kuch toh jarur hua uska aane se . He cuddles his pillow & sleeps thinking about Pallavi.
Next day ....
R:- On the way to his office he takes the route to DSE so that he can have a glimpse of Pallavi but he quickly goes away when he notices Kirti going inside the shop . Aaj toh mai bach gaya warna Kirti mera aur Pallavi ka connection judne se pehla hi tod deta ..
He comes to his showroom & asks Savitri ji about the arrangements of old age home anniversary.
Savitri:- sab kuch badhiya se ho raha hai , aap kal ayenge na sir?
R:- haan mai kal jarur aayega
S:- theek hai , she cuts the call .
DSE
Krishna:- di kal aapke sath kuch hua toh nahi
Pallavi:- kya matlab
K:- woh aap Raghav Rao ke sath gayi thi
P:- dekh tu na bekar ki baat mat kiya kar , kal tune kitna galat bola uske baare me . Woh toh us bechare buddhe adami ko hospital lekar gaya tha mere sath aur jab tak uski marham-patti nahi huyi tab tak wahin ruka tha mere sath .. aur tu bolti hai ki woh us budhhe ko maar raha tha . Pata hai mujhe kitna awkward lag raha tha us waqt jab tune us per ilzam lagaya . Raghav bahut hi shareef aur achha adami hai .
K:- thinks arey woh gunda hai gunda .. aur kal hi mujhe aur mere gharwalo ko dhamka kar gaya hai . Mai aapko sach bhi nahi bata sakti .
P:- tujhe na abhi logo ko parakhne ki samjh nahi hai
K:-thinks samjh toh aapko nahi hai di
P:- ab tu mujhe kya dekh rahi hai ...ja kar naya stock set kar
K:- ji di
Next day ...
At old age home ..
R:- comes there with Harish & Farhad
F:- anna sab kuch kaafi achha arrange hua hai
R:- hmm ...he takes a look of that place & notices Pallavi with Savitri.. yeh yahan kya kar raha hai . He immediately takes out his blazer & expensive watch & gives it to Farhad . He rolls up his sleeves & comes to Pallavi ...