On the road...Raghav:- yeh toh wahi adami hai jisko mai us raat hospital me admit karwaya tha
Pallavi:- is giving him a strange look
R:- kya yeh adami tumhara ex -husband hai
P:- remains silent
R:- bolo Pallavi, kya yeh tumhara ex-husband hai ??
P:- nodded her head in yes
R:- matlab tumhara husband jinda hai aur tum widow nahi hai
P:- keeping Raghav's image in her mind she replies haan mai Vidwa nahi hu
R:- he again looks at Mandar who is sitting in a van but before he could stop him , Mandar starts the van & goes away .
Pallavi jaldi se gaadi me baithne ka ..
P:- sits in the car
R:- starts following Mandar's van
Mandar:- after sometime he notices someone is following him , he gets suspicious about that person & later on he stops the van at a deserted place & comes out of his van
R:- also comes out of the car
M:- tum mera peecha kyu kar rahe ho , kaun ho tum
R:- pehle yeh batane ki tum yahan kya kar raha hai . Itna saalo se yahan chhup kar ke kaiko raha hai
M:- tum akhirkar kaun ho aur mujhse aise sawal kyu kar rahe ho . Kya tum mujhe pehle se jante ho , kya hum pehle kabhi mile hai ??
R:- aaj se lagbhag 3 saal pehla maine tumhare ko hospital me admit karwaya tha , tum bahut zakhmi halat me tha .
M:- toh eska matlab hai tum jarur mere baare me kuch jante hoge ....aur Pallavi ke baare me bhi jante hoge
R:- kya matlab hai tumhara
M:- woh mai apni yaddasht kho chuka hu , mujhe siwaye Pallavi naam ke kuch nahi yaad hai
R:- gets shocked
P:- comes out of the car
M:- yeh ladki kaun hai tumhare sath
R:- gives a look to Pallavi , mera dost hai ... Tum pehle yeh batane ka ki tum yahan pe kahan rehta hai ...aur yahan kaisa aaya . Mai toh tumhare ko Hyderabad ka hospital me admit kiya tha .
M:- yeh toh mujhe bhi nahi pata mai yahan kaise aaya . Mai yahan pe Dr Ramya ke ghar pe rehta hu aur hospital ki ambulance chalata hu.
R:- theek hai to woh Dr se milne ka hai mera ko
M:- per tum pehle apne baare me toh kuch batao
R:- I am D Raghav Rao.. aur mai tumhare ko pehla se nahi janta , mai sirf tumhare ko woh accident wala raat mila tha aur mera ko kuch nahi maloom tumhara baare me .