Same day
D house
Vijay comes back with his wife Sharda after taking darshan at the temple....
V:- kitna ghatiya aadmi tha wo....paiso ka itna ghamand...
Sharda:- ab jaane dijiye uski wajah se aap kyu apna bp badha rahe h
V:- tumne dekha nahi kaise badtameezi se usne pallavi se baat ki ..
S:- ha dekha per abhi aap shant ho jaiyeye aur yaha baithiye mai Pani leke ati hu....
RR mansion
Raghav is lying on bed he has injuries on his head n hand...
Doctor says :-jyada serious injury nahi h ...aap abhi Aram kijiye mai chalta hu ..n he leaves.
Farhad:- anna ye sab kaise hua
R:- ye sab us ladki ki wajah se hua wo bheed ko badhkaya mere khilaf ki mera wajah se log darshan ko nahi ja pa rha h
F:- kya per wo aisa kyu karegi
R:- angrily mere ko kya pata .. uska dimag kharab h ...
F:- per wo sab logo ko to ek minister k wajah se roka gya tha. Usko aur uski wife ko privately darshan karne the isiliye.
Minister aane wala h ye information leak na ho isiliye kisi ko nahi bataya gaya.
R:- wo ladki ka kuch karna padega uske wajah se aaj mera ek kaam ruk gaya
F:- anna hum kal chalenge shop dekhne aaj aap rest kijiye.
Next day...
At DSE
Pallavi is discussing something with Krishna ..
Just then a luxury car arrives in front of dse.Krishna excitedly:-lagta h aaj koi bada customer aane wala h shop pe...aaj achhi sale hogi didi.
P:- smiles
The car door opens a 6feet tall man handsomely dressed up in black suit comes out of the car....
Pallavi is shocked to see that man
The man is also shocked to see pallavi again
Then the man steps towards the shop...
Pallavi :- tum ...tum yaha kya kar rahe ho ...tum mera peecha kar rahe ho
The man roars :- aiyee the raghav rao kisi ladki ka peecha nhi karta h
Pallavi for a second got scared ....
P:- to phir tum yaha kya karne aaye ho
R:- mai es saree ka dukan ka naya owner h ardmaynda..
P:- gets shocked....
R:-padhna ata h tumko
P:- kya
R:- throws some papers in front of her n says padho..
P:-reads the paper n gets to know raghav is the new owner of the shop
R:- asks pallavi tum kaun h aur yaha kya kar raha h??
P:- mai es shop ki tenant hu Pallavi Deshmukh..
R:- ohh to tum ho es shop ki kirayedar.. .jisne ki pichla 3 months ka kiraya nahi diya
P:- dekhiye mai kiraya de dugi
R:- per ab mere ko kiraya nahi chahiye saree ka dukan...mai ye shop tod k apna yaha apna showroom banayega
P:- aap aisa nahi kar sakte hum saalo se yaha kirayedar h..