K: naira sab sach batana aur haa tabhi batana if you are comfortable. Naira ye sab i mean ye Jo hua abhi tumhare chacha chachi ka tumhare sath Aisa karna . Aur tumhari family mein koi nahi hai kya jo matlab Jo tumhe pyar karta ho ....... please naira mere man mein bhaut kuch gunj raha hai . In one word main tumhara past janana chata hu agar tum comfortable ho to bata do
N: kartik tum nahi bhi puchte to bhi main ye batane wali thi. Kartik main around 16 17 ki thi jab mere parents ki death ho gayi thi uss ke baad se meri zindagi badal gayi maine uss ghar mein rehne ki koshish ki thi lekin wo sab logo ke asli rang dekhne Lage main sab ko bas ek problem lagt thi . Mere parents ne mere naam PE Kai property Li thi aur fd banayi thi but usmein ye condition thi ki wo sab jab open ho sakti hai mere liye jab meri shadi ho jaye . Jaise hi ye baat mere chacha ko pata chali unn logo ne soch liya tha ki main jaise hi 18 ki hongi woh log meri shadi Kara ke property le lenge . Lekin main bhag gayi waha se . Ek farm house tha mere dad ka unfortunately atleast wo mera hi tha jo maine apne papa se birthday pe liya tha . Main wahi rehne lagi . Uss ghar mein sirf dadi hi meri care karti thi but dadi ki tabiyat kharab rehti thi to main unnhe nahi bata sakti thi ki kya ho raha hai mere sath . Unnhe yeh pata tha ki main boarding school gayi hu. Maine apne kharche ke liye tution dena chalu ki aur apni padhai continue ki woh toh mere father ne already school ke sare deposit bhare rakhe the to mujhe atleast school ke kharcho ka kam problem tha but main bahut akeli ho gayi thi mere jo dost the wo bhi Sher chodh ke higher studies ke liye Jane Lage sab se baat hona band ho gayi . Lekin Maine apne sapne Jo hi apna dost bana liya . Aur 1 saal ki mehnat ke baad mujhe college Mila . Pehle ek saal to main room leke rehti thi but phir maine hostel join kar liya Education loan le liya wo farm house ko qualetral pe rakh ke .aur abhi wo ghar kiray pe hai jiss ke paiso se mera kaam ho jata hai .
Naira started crying remembering that dreadful days . Kartik take naira in hug to calm her down
K: bas naira tum bhaut brave ho please aise roo mat .
N: haa
K: mujhe ek baat samajh nahi ayi itne saal tak to unn logo tumhe kabhi phone bhi nahi achanak se aise tumhaari shadi
N: woh actually singhania industry ko bhaut bada loss hua hai aur uss loss se bachne ka unn ke pass aur koi option nahi tha .
Kartik naira was still in each other embrace.
K: i promise naira aab tum koi bhi problem akele face nahi karogi
Gate of the room open suddenly and both Shreya and Rohan were standing their
Kaira got separated as they were in the hug
R:wha yaar mujhe nahi laga tha tum dono itni jaldi hi shuru ho jaoge
Both kartik and naira became hell embarrass 😳
K: aree Aisa kuch nahi hai .. yaar wo
S: (while laughing) chehra dekha hai inn dono ka tamatar ho gàya hai . Yaar Rohan mazak kar Raha hai we know that ki tum log bas ek normal hug kar rahe ho not so big deal
Aur kuch kar bhi rahe ho to bhi iss baat Rohan ko kuch problem nahi honi chahiye 🤭N : Shreya ki bacchi tujhe sharam nahi aa rahi hai .
S: nahi
R: chalo aab sab serious ho jao
N&k&s: 🤨🧐pagal ho gaya kya
R; pagal to ham sab ho gaye hai bro yaha koi bhi dekhega to haase ga ki itni serious condition mein hame mazak pada hai . Tune soch kya karna hai kartik
K: yaar situation to bhaut complicated hai . Buy the way haa maine behn ko bata Diya tha ki maine shaadi kar Li hai wo to bhaut shocked thi but phir kya hi kar leti bechari usne mujhe order Diya hai main naira ko leke aau
R: chal accha hai ek support to mil gaya waise tune kaha kya
K: woh maine kaha ki meine naira ko bhaga ke shadi kar Li kyuki ham dono ek dusre se bahut pyar karte hai aur uski shadi kahi aur hone wali thi isliye mujhe ghar mein puchne se pehle shadi karni padi
N: 😳 kya
K : haa 😬
R: accha to main soch Raha tha ki hame wapas chalna chahiye .
K; nahi woh hame kuch din ke liye goenka vilaa jana padega. Aur tum dono bhi chal rahe ho .
S: par .. kartik wha
K: Shreya ye Rohan aye ya nahi tumhe chalna padega abhi naira ko tumhari zarurat hai waise bhi 2 3 din ki baat hai phir ham sabko hostel Jana hai
R: gazab bezati hai
K:haa to chal chup chap .maine cab book kar wali hai sham ko ham sab jayenge naira ka discharge form bhi ready hai .
N: kartik main inn hospital kapdo mein nahi Jaa sakti
S: aree madam don't worry tera bag mil Gaya hai mujhe aur Tera phone bhi . Maine police officer se baat kar ke le liya tha .
Aur yaha se pehle hotel jaa rahe hai waha tujhe ready kar dungi acchi si Sadi pehna dungi phir tere sasural chalengeK: are. Inn sab ki zarurat nhi hai. Naira tum jismein bhi comfortable ho tum wo pehn ke chalo .
N: chup raho kartik . Aab shadi un logo ke samne nahi Hui to kya hua atleast unnhe acchi Bahu to de sakti hu. Main konsa Roz ye sab kar paungi
K: okay mam
R: waise tumhe natak nahi karna padega tumhe dekhke to kisi ko bhi husband wife wali vibe aa jaye
N&k😳
S: aacha chodo niklo tum log yaha se main naira ko change karne mein help karke aati hu . Rohan tum Jake cab book Karo hotel ke liye .
Soon they completed hospital formalities and reach hotel naira wear a simple red sari which Shreya arranged for her . She had done a light mackup and wore her mangalsutra and filled her vermillion.
Naira's pov
Mujhe bahut dar lag raha hai bhagwan please kartik ki family mujhe accept kar paye . Mere liye ye sab Naya hai lekin pata nahi kyu mujhe kahi na kahi Khushi thi jab maine karti ko sherwani mein dekha shayad isliye kyuki mujhe kuch bure ki ummid thi.
N: Shreya main tekh dekh Rahi. Hu na
S: haa naira aur dar mat sab tekh hoga kartik hai na tere sath .
N: haa wahi to hai isliye to main itni khush hu. Pata nahi Shreya lekin mujhe jab pata chala Mera husband kartik hai to mujhe shock se zyada sukoon mila . Kuch. Samajh nahi aa raha hai
S: don't worry naira ye to acchi baat hai aur jald hi tujhe khud realise ho jayeha ki teri feeling ka kya matlab hai abhi chodh ye sab hame nicche chalna hai
On other side kartik was sitting in reception area waiting for naira .
Kartik's pov
Ye sab kya ho raha hai . Jo bhi ho main bhaut khush hu naira ko iss shadi se koi problem nahi hai maine jab suna tha ki naira ki shadi ho rahi hai mujhe ek pal ke liye laga ki meri saanse chin Li hai kisi ne mujhse . Main nahi jee pata usske bina aur aab wo meri wife hai mujhe to beleive hi nahi ho raha hai . Maine usko abhi tak propose bhi nahi Kiya hai lekin abhi karna sahi bhi nahi hai main usse pehle thoda settle hone ka time dunga
Just the naira arrived
His heart start beating faster his eyes were on naira standing in sari
N: kartik
K: haa nai..ra
N: kaha gum the tum main kabse awaz de rahi hu
K: woo.... Wo sorry accha bolo kya kam hai
N : wo kartik main teekh to dekh rahi hu na .
K; naira tum teekh nahi balki sabse sunder dekh rahi ho .
Naira blushed
S: hmn. Main bhi hu yaha bhai aajkal ke bacche . Accha chalo Rohan ka message ya hai wo kab mein wait kar Raha hai
Soon the all reach to goenka villa
And guards open the gate ......Precap: grehpravesh
YOU ARE READING
Love Can Heal You
FanfictionStory is about kartik and naira . They both are best friends. married under some circumstances.......read to know *Language - Hinglish* Note: daily update but short chapter around 1200+ words