Chapter 103

608 58 25
                                    

"Uss accident ke baad jab mujhe hosh aaya to wakai mujhe kuch yaad nhi tha."Speaks Dev."Lekin kuch mahino me meri yaadast aane lagi."He looks at Ananya and Vivan .

"Mujhe waise kai pal yaad ane lage jo maine apne pariwar.... Jolly Bhaiya ,Bhabhi aur Amma ke saath ,bitaye the" Said Dev.Ananya's breath stuck in her throat."Lekin Bhaiya manne ko taiyar hi nhi the . Sab kuch normal tha ,Mai Happy Pandey,apne pariwar ke saath apni zindagi jee raha tha.Tab tak jab tak tum dono nhi aaye "

"Mumbai aane ke baad meri life badalne lagi .Lekin phir bhi sab kuch simple tha .Mai Dev ki ACTING kar raha tha ,per Zindagi Happy ki jee raha rha" He said."Per sab badalne laga jab Maine Maa ko khatre me dekha "he recalls the moment of fear,when he was seeing Baalpari in danger .

" 'Maa' ye sabd khud b khud mere muh se nikal gya . Aur Jab Maa ne mujhe Balveer kaha ,Ek dhundli yaad mere aankho ke samne aa gyi. " He closes his eyes recalling that phase. The memory came in his mind like passing wave and before he could hold it ,it passes away.It was the start of the most frustrating period of his life.

"Bas ek paal ke liye Mai Happy nhi tha.Per bas ek pal ke liye" Said Dev" Uske baad kai baar  yaado ki lehar jaise dimag me aati aur chali jati per rukti nhi.Kabhi Kabhi unsuni aawaz undekhi tasveere pareshan kar deti thi.Khas kar ke tab jab ek hi pal me mai bhul jata tha .Kai baar bahut koshish ki rokne ki phir bhi yaade jaise ret ki tarah mutthi se phisal jati thi."

"aapne kisi se kaha kyu nhi ye sab?"asked Vivan.

"Happy koi baat apne ander nhi  rakh sakta tha"added Ananya .

"Ha .Per tab tak shayad mai Happy se Dev banne laga tha." He said."Aur Mai nhi chahta tha ki tum dono ek man me koi ummeed jage aur saath hi mujhe aaisa lag raha tha ki ye sab Dev ki shaktiyo ke wajah se ho raha tha.Waise bhi mujhe kuch yaad nhi tha.

"Per Naye saal ki party me ek pal ki yaad aa ke tehar gayi" He speaks looking in Ananya's eyes reminding her the time when he was unnerved due to the sudden memory. He was frustrated at that time,not knowing what is truth or what is not. He doesn't know how can he remember moment spent with Ananya when he never spent such moment with her.

"Uske baad Tukro me hi sahi ,per kai sare pal jo Dev ne tum dono ke saath bitaye the mujhe yaad ane lage.Mujhe pta tha ki wo yaadein Dev ki hai .Per mujhe samjh nhi aa raha tha ki aaisa kyu ho raha hai? Mai Happy Pandey hu,ye mujhe pta tha.Agar meri yaadast wapas nhi aayi hoti to Mai man chuka hota ki Mai Dev hu Happy nhi.Lekin Mujhe Happy ki yaadein yaad thi"

"Ek pal ke liye yaado ko mai ignore kar bhi deta tha per apne ander ho rahe, khud ke vyavhar me badlav mai kaise ignore karta ".He looks at Vivan and Ananya.

" tum dono ko kya laga ki mujhe pta hi nhi chal raha ki kya ho raha hai . Badlav mujhme ho rahe the to mujhe to pta chalna hi tha" He said looking at shocked face of Vivan and Ananya." Tum dono ke chehre jo diwali ki tarah chamak uthte the aur tumhare silent communication bhi mai notice karta tha' He said with slight smile.

"Achanak se Bhaiya ka Mumbai me rehne ka faisla".He said looking at Ananya."Suddenly Tumhare plan me mera active involvement " He added looking at Vivan." Tum dono ke drame me achche se samjh raha tha mai"
Vivan and Ananya exchanges sheepish look with each other.

"Mujhe pta tha ki tum dono ke man me umeed jag rahi hai ,lekin mai bewajah ki umeed nhi dena chahta tha .Mujhe pta tha Mai Happy hu .Isliye maine bahut koshish ki ye sab ignore karne ki .Per meri koshishe bas mujhe pareshan karte rahe.Iss had tak ki kuch pal ki Shanti ke liye mai taras gya tha .Isliye Jis subah mere maut ke barsi manayi jaa rahi thi ,mai  sadharn meditation me shanti ko dhund raha tha"

Kuch to hai Darmiyan -REPRISEWhere stories live. Discover now