𝐂𝐡𝐚𝐩𝐭𝐞𝐫 𝟎𝟔

789 68 11
                                    

So here is another chapter.
Also welcome the new entry🤭
                 ✿✿✿✿✿✿✿✿✿

"Kya chahiye?"

"Meerub!"

                    ●●●●●●●●●

"Mujhe Meerub Malik se shaadi karni hai," Murtasim straighten his posture.

Malik Mukhtar's expressions were shocking because he heard from his enemy that he wanted to marry his daughter. This news left him extremely surprised and worried. He might have thought that his enemy was plotting to harm his daughter. This revelation was very shocking for him, which is why his expressions were so intense.

Malik's raised their guns after that Immediately khan's was also ready to protect their khan but Murtasim gesture them to stop,Malik's were still pointing guns towards Murtasim.

"Tumne yeh khyaal bhi apne dimag mein kaise laya Murtasim Khan," Malik Mukhtar roared with blood red eyes he continued "maine pehele hi kaha tha ki meri beti ko bich me mat Lana."

"Toh Maine bhi keh Diya tha ki woh aa chuki hai bich hai."

"Meri beti ne kya bigada hai tumara"

"Kya kya nahi bigada hai tum Malik'o ne humara"

"Meri beti ka isme koi kasoor nahi hai"

"Bakhtu jao jaake kar ehlaan kardo Khan Malik'o ki beti se shaadi karne wala hai," he ordered

"Main marke bhi yeh hone nahi dunga"

"Aapke jeete jee yeh hone wala hai,aur dekhiyega Meerub khud raazi hogi mujhse shaadi karne ke liye"saying this he left from there

Malik Mukhtar's reaction after his enemy said that he would marry his daughter and it would happen soon was one of shock and distress. His face showed a sudden jolt, and he appeared extremely worried and anxious. Hearing such news from his enemy was something he had never expected. The thought of his daughter getting married to his enemy shook him to the core, and his face became tense.

                   ●●●●●●●●●

Here, Meerub made call to Maaz Asher Chaudhary's only son who also work for Malik's and a very good friend of Meerub.

"Kahiye Meerub," Maaz said in gentle tone he was very calm and decent boy.

That's why he is friend of Meerub.

"Maaz mera dil bohot ghabra raha hai," her voice was barely audible but she continued "baba abh nahi laute hai,tum Asher chacha se pata karao na ki panchayat mein kya hua hai."

"Meerub woh,khan ko zameen chahiye unka yeh kehna hai ki Zubair Bhai ne unke aadmi ka katal kar unki zameen pe kabza kar liya hai."

"Mera Bhai kisi ki Jaan nahi le sakta."

"Hum sab jante hai Meerub lekin khan ke pass pakke saboot hai,ki woh katal Zubair Bhai ne hi Kiya hai usnke fingerprints mile hai, aur ho Na ho yeh case bhi khan ne kiya hai agar woh case wapis lele toh hi shayad Zubair Bhai riha ho sakte hai aur jis tarike is Khan aur Malik'o mein dushmani hai mujhe nahi lagta hai ki khan case wapis le lenge."

"Maaz...,"Meerub couldn't continue she felt lump in her throat her heart started beating rapidly her phone slipped from her hand.

"Meerub aap.....aap thik toh haina,Meerub..... Hum... Hum aarahe hai."

                      ●●●●●●●●●

As soon as Murtasim entered haveli he found his sister and mother standing there ignoring them he moved forward,

"Murtasim," Maa begum roared, Murtasim was very dear to her she never raised her voice for him but today anger was not in control with same tone she asked further, "yeh kya keh kar aaye ho."

"Kya?"

"Tum aur Malik'o ki beti se shaadi karna chahte ho"

"Haa toh?"

"Yeh kabhi nahi ho sakta hai!!"

"Yeh hone wala hai," Murtasim said and matching his tone with his mother.

"Pagal hogye tum khan aur Malik'o mein dushmani ke alawa aur kuch nahi ho sakta hai"

"Toh Mubarak rakhiyen abh ek Naya rishta judne wala hai, aur vaise bhi kya aap nahi chahti thi ki main shaadi karu?"

"Lekin Malik'o ki beti ke saath, tum saanp palna chahte ho."

"Maa!!! Hone wali khani hogi woh aur aap samjh nahi Rahi hai...."

"Samjh toh tum nahi rahe ho," she cut off him.

"Andar chaliyen baithe kar baat karte hai."

She said nothing and Went towards living area followed by Mariyum and Murtasim.

She seated on her throne like chair And Murtasim took place on adjacent chair and Mariyum sat on sofa.

"Aap suna hi hoga ki Raja ki Jaan uske kabootar mein hoti hai."

"Kehna kya chahte ho"

"Agar saaf saaf kahu toh baat yeh hai ki agar humare haath Meerub aa jayegi toh Malik khud humare pairo mein honge,aap hi dekhiyen Malik Mukhtar ne kabhi apni dusri aulaad ke baare mein zikra nahi kiya itne saalon se Malik'o ke alawa kisi ko nahi pata tha ki unki ek beti bhi hai beshaq humse hi bacha ke rakho hoga na matlab samjh rahe hai aap kitni pyaari hai unhe unki beti agar woh humare liye sone ki chidiya hai," He explained.

But before Maa begum could respond they said Mariyum saying,

"Chii Bhai, aap aapke badle ke liye kisi masoom ko istamal karenge, aapse yeh umeed nahi thi," first time Mariyum interfere,Murtasim always made sure that Mariyum should not get involved in such matters

"Kitabe padhke kuch zyada hi zabaan chalne lagi hai tumari lagta hai jaan chhudani hogi tumari kitabo se," Maa begum.

"Maa," he gesture her to calm down , "Mariyum tum apne kamre mein jao," he ordered her to which she obeyed but not before shaking her head in disbelief.

"Aur jaise hi humara kaam ho jayega main chodh dunga use,"

"Par tumhe lagta hai Malik apni beti ki shaadi tumse karayega."

He got up from his chair and placed his hand on Maa begum's shoulder and said,"Malik kya Meerub khud mujhse shaadi karne ke liye tayar hogi," with devilish smirk he left the hall area, but Maa begum was still unpleased what if Meerub became traitor afterall She can't risk everything for just one revenge.

                     ●●●●●●●●●

As Malik Mukhtar stepped out of his car, those thoughts were running through his mind. The words of Murtasim echoed in his ears, and he sensed that Murtasim is going to use Meerub in all of this. Murtasim falsely accused Zubair and kept him in jail, and by now, Malik Mukhtar had also understood that only upon Murtasim's word, Zubair would be released from jail.

He entered in his haveli where Meerub and Maaz were already present,he felt something in his chest a pain and tightness a unknown pressure his right hand automatically reached towards his chest his vision got blurred.

Meerub and Maaz rushed outside when they heard a loud crashing sound.

Seeing the scene infront,Meerub screamed

"Baba"




Keep reading
@thegirlwithflaws

~treasure💕

Falling For Enemy Where stories live. Discover now