45. MOVIE DATE

436 46 42
                                    

After having their food, they came out of the restaurant.

~ hmm toh now what? Gurukul chodh du.... You need rest now....

~ lekin abhi aapki flight me time hai bahot....

~ so what.... Tumhe ab rest karna chahiye Anu....

~ nahi mujhe abhi gurukul nahi jaana mujhe apne saath rehne dijiye ne please....

~ Anu par tumhe neend aa rahi thi na....

~ haan vahi aa rahi THI.... Abhi nahi aa rahi ne.... Please mujhe aap ke saath hi rehna hai jab tak aap yaha hai....

~ par Anu....

~ no par var.... Aapko pata hai maine aapko kitna miss kiya.... Pura 1 mahina Anuj.... 1 MAHINA.... Aap mere saath nahi the.... Aur jab aap hai toh aap kahe rahe hai.... Ki mai rest karlu.... Nahi bilkul bhi nahi.... Please please please.... Mujhe apne saath rehne dijiye please ne....

~ Oh... kayyy.... Tum meri nahi sunne vali.... I just want ki tum rest lo that's it.... Mai khud tumhare saath hi rehna chahta hu....

~ toh fir theek che.... Mujhe rest chahiye hi nahi.... Sachi meri neend bhaag gayi ab toh gurukul jaa kar bhi rest nahi karungi.... Toh hum dono saath rahenge abhi fir....

~ hmm.... Khaana kha liya.... Toh ab kaha chale?

~ mmmm.... Aas paas market vagerah?

~ no way tum already itna thaki ho.... Koi chalne vala nahi ghumne dunga tumhe....

~ aap bhi ne.... Mai koi thaki nahi hu.... Market chalte hai....

~ isme no behas.... Let me think hum kaha jaa sakte hai....

~ jii aap hi sochiye....

~ hmm.... Movie.... How's the idea? Isse chalna bhi nahi padega aur hum time bhi spend kar lenge....

~ theek che.... Par yaha toh English movies hongi....

~ hmm.... tum comfortable nahi ho language se.... Toh rehne de?

~ nahi nahi Anuj aisa nahi hai bas mai pehli baar dekhungi toh vo thoda.... Agar mujhe kuch samajh nahi aaya toh aapse puch lungi....

~ perfect.... Aur mujhe kuch samajh nahi aaya toh Google se....
He chuckled.

~ jii.... Fir chale....

~ yes mahotarma....

They found a lavish movie theatre. He bought 2 tickets for both. The hall was segregated into mini cabins, capacity of 2 person each. So there was quite privacy for the two. Both settled on their seats comfortably.

Anuj saw Anu who was super happy.

~ excited?

~ hmm.... Meri pehli English movie vo bhi itne bade hall me.... Kitna sundar hai ye.... Bas hume yaha koi dikh nahi sakta.... Yaha sab log apne me hi zyada rehte hai.... Bas hum dono hi ek doosre ko dekh sakte hai....

~ so what.... Are we not enough? Tumhe konse ladke dekhne hai bhayi.... Mai hu na mujhe dekhna bas....

~ oh ho aap bhi ne.... Mai aise hi kahe rahi thi.... Mai vaise movie dekhne aayi hu....

Anuj smirked,"fir movie hi dekhna okay? Eyes close nahi honi chahiye ek moment ke liye bhi"

~ mai koi pagal hu.... Itni mehngi movie ki ticket leke aankhein band karu....

He smirked again as he knew this was an English movie so there would be scenes in which Anu will definitely be finding some place to hide herself.

MaAn: Destined To Be TogetherWhere stories live. Discover now