Chapter 7

555 42 2
                                    

MPT

HM cabin

HM was busy in virtual meeting with some seniors. KS was riding on chair with imaginary steering.

HM was annoyed and found it difficult to concentrate on meeting.

DSP: Miss Malik aap sun rahi hain.

HM: j..ji sir.

After meeting over. HM close laptop.

HM: KS aap kya choti bachi hain.

KS: MS aap bhi try kijiye na maja aayega.

HM: Hume nahi try karna.(slowly) humari mental state thik hai.

KS: Kuch kaha aapne?

HM: kuch suna aapne?

KS: Nahi.

HM called billu.

HM: Billu kitni der lagegi.

Billu: Bas aya maddam sir.

After some time billu came there.

Billu: Maddam sir maine pata kiya hai shahar mein koi naya chor nahi aaya.

KS: tumko kaise malum be.

Billu: Maddam mein chor accho...achhoci...

CC: Association.

Billu: Haan, main chor association main Lucknow ka representative hun. Mujhe sab pata chal jata hai.

HM: KS aap aur Mira thodi aur puchtach kijiye sayad koi naya clue mil jay.

KS: ji maddam sir.

In society, secretary office.

Secretary: Ji maddam kya madad kar sakta hun main aapki.

KS: Dekhiye aapke watchman Chagan ka kahna hai ki usne kisi ko aate jaate nahi dekha. Yahan bahar jaane ka koi dusra rasta hai.

Se: Ji maddam ek aur darwaza hai par wo aksar band hi rahta hai.

KS: Uski chabi kiske paas hai?

Se: Ek mere paas rahti hai aur dusri yahan office mein hai.

KS: Hum dusra gate dekh sakte hain.

They went to the second gate. And saw it's lock was okay.

MA: KM tala to nahi toda gaya. Mujhe lagta hai chor gate fand ke aaya tha.

KM: Ho sakta hai. Par ye bhi to ho sakta hai na ki kisine iski duplicate chabi banvayi , bahar se tala khola aur phir andar aa kar band kar diya.

Apke office ki cctv footage chahiye hume.

Se: maaf kijiyega maddam par vo to nahi mil sakta. Mere office mein wiring mein thodi dikkat aa rahi thi. Electrician ko bulaya to vo sare wires nikal ke chala gaya.

KS:hmm thik hai. Abhi chalte hain baad mein aayenge.

While going they saw some children. They goes to them.

MA: Are bachhon tum log yahan rahte ho?

C1: Nahi maddam hum to yahan tution padhne aate hain.

KS: Konse school mein jaate ho.

C2: Sarkari school mein.

KS: Ye Sunil sir aapko padhate hain.

C1: ji maddam.

MA: Abhi to tumhare exam bhi nahi hain to same teacher se school aur tution kyun?

C3: Maddam ji sir ne hi kaha tha ki hum unse tution le.

KS: Kaisa padhate hain tumhare sir.

C2: maddam ji yahan to achha padhate hain par school mein bilkul bhi nahi padhate.

KS: Thik hai tum log jao.

All children went from there.

KS: Meera ye paise ka chakkar bhi khatarnak hota hai.

In the way

KS: Meera tum chat khaogi.

MA: Par maddam hume thane ke liye late ho jayega.

KS: Kuch nahi hoga. Tum vahan gadi rok do.

They went to a chat corner. And order.

KS: Vaise khubsurat ho aur samajhdar bhi. Beauty with brains.

MA: Thank you maddam.

KS: You can call me Karishma.

MA: Okay.

A boy come and give them chat.

KS: Vaise hum sham ko coffee pine bhi ja sakte hain if you want.

MA: Ji.

After eating KS pay.

Stall owner: Are Meera beta bahut dinon baad aayi ho?

MA: Uncle bas vo thodi busy thi.

KS: Tum pahle bhi yahan aa chuki ho?

MA: Ye to mera favourite stall hai. Aapko pata hai (shyly) main aur Gautam pahli baar yahin mile the.

KS: Gautam?

MA: Mera boyfriend.

KS: (bahut badhiya jis plot ko hum kharidna chahte the vahan to pahle hi ghar ban chuka hai.)

MA: Kya hua Karishma?

KS: Jaldi gadi mein betho thane ke liye late ho raha hai. And you should call me maddam.
Went to jeep.

MA: Inhe kya hua? She shrugged.
                                      

HM: Hmm. Isse do baten saaf hoti hain. Pahli ye kisi andar wale ka hi kaam hai. Aur dusra ye chori sirf paison ke liye nahi ki gayi. Maybe koi personal dushmani ho.
SS aur CC aap sabhi society members ki jankari nikaliye.
Billu tum vahan nazar rakho.
Pushpa ji aap pichle case ki chargesheet banaiye.
Aur Mira aap humare sath headquarters chaliye.
                                        

Outside of MPT

KS talking to herself.
Ye kya baat hui sabko kaam de diya aur hume nahi diya. Ab kya hum yahan bethe bhajiya tale.

Badnam: Ye lijiye maddam badnam especial chai. Ek baar piyengi to sara mood fresh ho jayega.

KS take a sip.

KS(calmly): Isse achhi chai to humne aajtak nahi pi. Idhar aao.

Badnam to Ikbal: Lagta hai inam dengi.

He goes to her. KS slaps him hard.

KS: Ye chai hai. Neem ka kadha kahte hain ise. Vo bhi isse kam kadva hota hai.  Kisi ne supari kahe nahi diya tumhare naam ka abhi tak. Mood ka maiya kar ke rakh diya.

And walk inside thana.

Inside

KS: Santu kuch pata chala.

SS: Jyada kuch to nahi par ek hint mila hai.

KS: Dikao.

Santu saw her something on laptop screen.

KS: Bahut badhiya Santu.

CC: Maddam hum bhi hain.

KS: Haan tumne bhi achha kaam kiya cheetah.
Hum maddam sir ko phone lagate hain.........

That's it for today. Thank you.

MPT (Discontinued)Where stories live. Discover now