A man talking on the phone.
"Bose Karishma Singh Lucknow mein hai. Aap bole to thok dun."
"Itni aasan maut to nahi dunga use, tadpa tadpa ke marunga. Tum bas us par nazar rakho."
"Ok Bose."
MPT
HM entered in the thana.
All: Jai Hind Maddam sir.
HM: Jai Hind. Billu kahan hai dikhayi nahi de raha?
CC: Maddam sir woh chor association ke election hone wale hain to woh usi main busy hai 4-5 din baad aayega.
HM: Thik hai. Hum apne cabin mein hain......
Evening-
HM: Hume filhal HQ ja rahe hain. Commissioner sir ne bulaya hai.
PS: Ji.
.......................GC: Haseena Chingari gang ab tak khatam kyun nahi hua hai?
HM: Sir hum puri kausis kar rahe hain. Ye to aapko bhi pata hai ki cg ki jad shahar mein kitni andar tak hain.
GC: Dekho ek saal pahle tumhara yahan transfer hua tha aur department ko ummid tha ki tum logo ke man mein police ke liye respect jagayega. Hum manta hai ki farak aaya hai par itna kafi nahi hai.
HM: Sir hum aapse wada karte hain ki hum cg ko khatam karenge.
A man having 3 stars on his shoulder enter.
Kaise khatam karengi aap HM? Sir hum bata rahe hain ye khud cg se mili hui hain.
HM: Yeh kya bakwas kar rahe hain aap Bulbul Pandey?
GC: Dekho BP tum aise hi HM ki imandari par sawal nahi utha sakte.
BP: Agar aap cg se mili hui nahi hain to bataiye pure police department mein sirf aapne hi Shivani Tai ko kyun dekha hai?
Sir aap hum par bharosa kijiye hum yun chutki mein cg ko khatam kar denge.HM: Aur kaise karenge aap?
BP: Shivani Tai ka encounter kar ke.
HM: Aapka dimag to jagah par hai BP. Agar aisa hua to cg ke smarthak sara shahar jala denge.
GC: Dekho BP hum ye risk nahi le sakte. Tumko jo kaam diya hai woh karo.
GC: Haseena tum jao.
HM: Ji Jai Hind sir.
GC: Jai Hind.
..................................HM was frustrated by the meeting with BP and the cg case. She went home straight.
HM: Ammi hum ghar aa gaye.
Ammi: Kya hua Haseena pareshan lag rahi hai.
HM: Kuch nahi ammi bas thoda kaam ka stress tha.
Ammi: Waise beta humne Karishma ko dinner ke liye bulaya hai to
HM(in between): Bas kijiye ammi. Aapko unse mile kuch hi din huye hain aur aapne unhe humari family ka hissa bhi bana liya. Aise kisi ko bhi apni beti bana lengi kya aap. Aur woh bhi thoda sa apnapan kya dikhaya khud ko humari family member samjhne lagi. Woh sirf humari padosi hain please unhe isse jyada kuch banane ki jarurat nahi hai.
Ammi was about to say something but stop after seeing someone on door. Haseena's eyes followed ammi and saw Karishma was standing there. She has tears in her eyes. She was definitely hurt by Haseena's words.
Before she say something KS went from there.Ammi: Haseena ye kya kiya tumne?
HM: Ammi hume kuch der akele rehna hai, please.
Haseena close her room's door. She put on headphones and listen music to call herself. Soon sleep engulfed her.
................................KS goes to her house and start punching the punching bag . After exhausted mentally and physically, she goes to her room and took a picture of her parents and hugs it.
KS: Maa, Babuji humko na kabhi kabhi lagta hai ki hum kisi kaam ke hi nahi hain. Koi humko pasand nahi karta. Man karta hai ki khudko ek kamre mein band karle. Pahle aap log chale gaye phir humari team jise pariwar mana, unhe bhi nahi bacha paye.
Aap logon ke jane ke baad na kuch bhi thik nahi raha.She was talking with the photo. Her eyes were empty, no pain no anger just nothing.
After some time she slept.
................................Morning
HM walk up and see the clock.
"Ya Allah itna late kaise ho gaye hum."
She got ready in hurry.
HM: Ammi hum thane ja rahe hain.
Ammi: Are khana to kha ke ja.
But she had gone.
Sunti bhi nahi hai ye ladki.
..................................MPT
All: Jai Hind Maddam Sir.
HM: Jai Hind. SS koi update?
SS: Woh MS mere quarter...
HM: Case ki update SS.
SS: Nahi MS koi update nahi hai.
HM: Waise KS nahi aayi abhi tak?
MA: MS KM aaj thoda late aayengi unhone phone par bataya tha mujhe.
PS: Kyun?
MA: Kuch bataya to nahi par aawaz se lag raha tha ki unki tabiyat thik nahi hai.
After listening MA HM remembered yesterday's incident. She menta face palm herself. She went to her cabin.
"Pata nahi kya soch kar humne itna kuch bol diya unke bare mein. Upar se woh beemar bhi hain. Ek kaam karte hain unke ghar jate hain. Unse mafi bhi mang lenge."
She was about to go but her phone rang.
"Hello."
"Aap Haseena Malik baat kar rahi hain?"
"Ji."
"Main city hospital se bol rahi hoon aapki ammi behosh ho gayi thi. Aap jaldi se aa jaiye."
"Ji hum abhi aate hain."She goes to her jeep and drive as fast as she can.
"Ammi behosh kaise ho gayi. Dawai to time to time leti hain. Agar unhe kuch ho gaya to? Nahi nahi hum bhi kya soch rahe hain kuch nahi hua hai unhe."Thinking like this she reach hospital. She goes to receptionist and ask for her ammi. Receptionist tell her the ward number. As she turns to go she sees a familiar face.
HM: Karishma Singh?
KS: Woh thik hain ab. Bas bp low ho gya tha. Koi tension ki baat nahi hai.
Aur I am sorry. Bas maa ke jane ke baad pehli baar kisi ne itna pyaar se baat ki to thoda imotional ho gaye the. Par agar aapko pasand nahi hai to hum unse nahi milenge.HM: Nahi woh....
A word boy came there and ask
Aapme se Noor Jahan ki beti kaun hai?KS: Ammi hain kya fark padta hai kiski hain.
And she goes from there.
..................................HM: Ammi? Ye kya halat bana li apni?
Ammi: Are Haseena main thik hun.
HM hugs her tightly and cried.
"Hum dar gaye the ammi."
Ammi: Mera baccha main bilkul thik hun.
HM: Aur humne kal KS ke bare mein bhi kitna kuch bol diya unhe kitna bura laga hoga na.
Ammi: Bura to jarur laga par beta sach bata kya baat hai kyuki tum aisi to nahi ho.
HM: Ammi hum dar gaye the. Hume laga jaise abbu humse dur chale gaye vaise aap bhi chali jayengi. Humara aapke alawa koi nahi hai ammi hum aapko khona nahi chahte.
She said with innocent eyes.Ammi: Main kahin nahi ja rahi tujhe chhod kar. Aur Karishma koi ajnabi nahi hai. Tujhe pata hai woh kon hai?
HM: Nahi.
Ammi: Main batati hun.........
That's it for today. Thank you so much.
YOU ARE READING
MPT (Discontinued)
FanficMahila Police Thana: sadaiv aapki seva main tatpar. In this story we will explore maddam sir team bonds and also those bonds that we cannot see in the show that much deeply.