The Fight

97 1 0
                                    

Vijay: Mom meh haar choti seh choti galti ko nazar andhaz karta aaya hu. Chota hai dhire dhire Sikh jayega. But aab toh haad hi kardi isne.

Parvati: kya kiya hai Nishant neh.

Vijay: apne ladle seh Puchiye.

Nishant: maine bas time pehle project file Vijay bhaiya keh secretary ko file nhi dii isliye. Yeh tamasha kar rhe hai.

Vijay: kya khaha tum tamasha. Tumhari choti si galti ki wajah seh hamari company ni ko aaj thak itna baadal loss nhi huya jitna aab hua hai.

Anuj: 48lakh ka loss hua hai company ko. Or saare investors bhi investment nhi karna chahate hai. Paise ke loss ki wajha seh.

Samaridhi Nishant keh pass khade ho kar usse calm down karti hai. Or Trisha Vijay ko gussa shant karne kehti hai.

Parvati: Ghussa thuk do abhi yeh waqt nhi hai yeh sab sochne ka. Abhi yeh sochna hai ki kya kiya jae.

Trisha : meh tumhari company meh 20lakhs investment karungi.

Samriddhi:Or main 20lakhs dungi.

Mina: Or mai ---

Parvati :mere account seh 8 lakh uthalo. Hame paryae ki paiso ki jarurat nhi.

Neel : Mina parai kab seh hogyi.

Parvati: ussi din seh jis din seh iss Ghar par kadam rha hai.

Anuj : kahan yah sab baten Lekar baith Gai Tum Parvati yah sab Chhodo aur abhi paison ka intejaam karna hoga jaldi seh.

Trisha : abhi Chaliye aur Jal Ke jaldi se khana kha Lijiye bahut Samay ho chuka hai aap log vaise Hi Ghar late Se laute Hain.

Anuj : chalo...

Vijay : Mujhe Bhookh Nahin Hai

At dinner table

Parvati : Trisha Yahan per Samriddhi aur Baki naukraniya Sarv Kar lengi Tum jao Aur jakar Vijay ko khana de do Bechara Bhookh se aaya hai aur Upar Se Itni gusse mein hai.

Trisha: Par ma--

Parvati: Tum jao Yahan per Baki naukraniyan aur Samriddhi hai na.

Samriddhi: Trisha Tum jao.

Trisha( Chupke Se Samriddhi Ko bolati Hai) : vah To Meri Hath Ka Pani bhi nahin Pita Hai khana toh bahut acche se khaega

Samriddhi (Chupke Se Trisha ko bolati hai ):Itni Chinta mat karo jao.

At Trisha and Vijay bedroom

Trisha: Kya Main Andar a jaaun

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Trisha: Kya Main Andar a jaaun

Vijay : Mujhe Kya poochh rahi ho mere sath Hi To soti Ho aao.

Trisha: vah main aapke liye khana Lai thi aap bhukhe Honge

Vijay : jab Maine kah diya ki mujhe Bhookh Nahin Hai To fir Tum jabardasti khana Lekar Kyon I Ho Mujhse sunane ke liye ya FIR Kisi Aur intention seh.

Trisha table per khana rakhti hai aur bolati hai

Trisha: stop it ...Mr Vijay Chauhan main aapke liye isliye khana Lekar I Thi Kyunki Mrs Chauhan Ne yani aapki maa Ne Mujhe Kaha Tha Ki Main aapko khana De Dun Main To vaise bhi nahin aana chahti thi main Kisi maid ko bhejne wali Thi but aapki mom Ne Itna Jyada Mujhe force Kiya Ki Main Yahan I aur aapko kya lagta hai ki main Kisi Aur intention se I hun.

Vijay: to theek hai FIR dekh Lete Hain

For those who are not feeling good can quit this part..... ##############################

Vijay apna shirt Khol kar fenk deta hai aur Trisha ko diwal per pin kar deta hai

Trisha : Yeh aap kya kar rahe hain?

Vijay: Vahi Jo Har Pati apni Patni ke sath karta hai.

Trisha: Jab 14 Sal Mein yah sab Kuchh Nahin kar sake to ab kyon kar rahe ho tum.

Vijay :Jo 14 Sal Mein Main Na Kar Saka vah aaj kar deta hun

Trisha: 14 Sal matlab vanvas ka pura Sal Tum itne Sal Mujhse Pyar Nahin kar sake to ab kya karoge Mujhse Pyar aur yah sab karne ke liye Tumhara Mujhse Pyar karna jaruri hai Agar Tum Mujhse Pyar Nahin Karte to yah sab Karke kya hi fayda hai.

Vijay: yani tum yah sab Kuchh Mere Sath karna chahti ho

Vah isase pahle Kuchh Bol paati vijay uski lip par kiss kar deta hai. Kiss goes for 5min . When Vijay broke the kiss Trisha slap on Vijay's face.

Trisha : tum kitne Besharam Ho Meri Bina permission ke tumne mujhse kiss kar liya.

Vijay : main Tumhara husband Hoon Aur Mera Sara rights hai ki main tumko kiss kar Sakun.

Trisha : Kisi Ladki Ko Is Tarah Kaun kiss karta hai.

Vijay : Maine Kisi Ladki Ko Nahi apni wife ko kiss Kiya Hai.

Trisha : main ja rahi hun Tum kha lena

To be continue.









THE CHAHUAN FAMILYWhere stories live. Discover now