Trisha- Agar yah Vijay 5 minute ke andar Nahin Aaya To Main Yahan Se Chali jaaungi.
Suddenly Vijay comes.
Vijay- I am literally very sorry
Trisha- Ek coffee per bulate ho aur Khud Hi De Rahte Ho.
Vijay- sorry vah thoda kam per fas gaya tha na.
Trisha- koi nhi coffee order karo
Trisha- Yahan Ki coffee Kafi Jyada acchi hoti hai. ..
Vijay- Sahi Kaha Tumne per Expresso bahut acchi hai.
Trisha- hmmm... Coffee bhi ...
Vijay- hmm...
Trisha- vaise Hamari Pyari Anjali Kab Aaegi uski Kafi Jyada Yad a rahi hai uski padhaai khatm kab Hogi.
Vijay- don't worry Uske exams over ho gaye hain aur abhi दो-तीन Din Mein Hi Wapas a Jayegi. ..
Trisha- accha hai...
After drinking coffee they both left for the home. ........
At Chahuan Niwash
Parvati- Humne Soch Liya Hai Anjali Jab Aaegi tabhi Ham Satyanarayan ki Puja Rakh wayenge.
Samriddhi- Achcha idea hai. .
Parvati- Meri beti Anjali bhi is Sal 20 sal ki ho jayegi. ..
Trisha- jii maa mein soch rhi thi ki badi shi party rakhte hai... 19yrs ki party Ham Nahin De sake the Kyunki use Samay meri shaadi hui thi FIR meri shaadi ke bad turant hi Meena ki shaadi Ho Gai aur uske bad FIR Samriddhi ki to time hi Nahin Mil Paya To ab Jab Anjali 20 year Ki Ho Rahi Hai To Badi party rakhte Hain
Parvati- hmm Sahi Kaha Tumne.
Samriddhi- great idea.
Parvati- Samriddhi Bahu Tumhen to hamesha party sunte hi great idea lagta hai ...
Samriddhi- Kya Karun Maasa Kuchh jyada hi excitement Ho Jaati Hai
Trisha- haa sahi kaha apne school college or MBA karte waqt bhi iska yehi drama tha.
Three of them laugh...
But someone was watching them behind the kitchen door.
Mina- Kaise Muskura Rahe Hain yah teenon Meri Jindagi kharab kar kar sirf inhin Dinon Ki Muskurahat Hamesha inke Chehre per Bani rahti hai aur Trisha bhabhi kahati Hain Ki life mein tension Kam Nahin Hai but don't worry aapki life mein tension main Dungi Trisha bhabhi Aane Do Anjali ko Apni Taraf Se Na Kar liya to mera naam bhi Mina Nahin. ..
At dinner table...
Parvati- Jab Se Anjali ka phone aaya hai Tab Se To Main uth baith bhi nahin Pa rahi hun Meri beti pata Nahin Kab Aaegi?
Nishant- Woh Shaitan ladki vah to hamesha hi Pareshan Karti Hai Kuchh jyada hi..
Vijay- Kyunki aate hi Tere Sare chithe Khol kar baith jaati hai na isliye vah Tujhe acchi Nahin lagti. ..
Neel- Vijay bhaiya Sahi kah rahe hain Hamesha hi vah Tumhari tang khinchai karti hai isiliye Tumhen vah Achchi Nahin lagti
Nishant- Aap Jo Kuchh Bhi Kaho aap donon is bar Anjali Hamare ghar mein hi Rahegi na ab main use Pareshan Karunga dekh lena aap donon. .
Vijay- dekhte hain. ..
Nishant- vaise main Soch raha tha ki Vijay bhaiya aur Trisha bhabhi ko Humne honeymoon per Nahin bheja tha to Kyon Na is bar Anjali ke aane ke bad Trisha bhabhi aur Vijay bhaiya ko Anjali ke birthday ke baad aur Satyanarayan ki Puja ke baad donon ko bhej den.
Trisha widen her eyes looking to Vijay and Vijay also widen his eyes looking to Nishant.
Parvati- Achcha idea hai. .
Vijay- kya Achcha idea hai mom abhi mujhe company Mein Kitna kam hai aur aap Trisha se bhi poochh Lijiye use bhi Kai Nai projects Mili Hai.
Anuj- tu beta Neel Nishant Main Hoon Na aur Trisha ka kam to uski secretary Sambhal hi Legi FIR Itna Jyada tension Kyon le rahe ho aur vaise bhi Mujhe jahan tak Pata Hai is mahine trisha khud Hi apni Munh Se Kaha Tha ki abhi Uske pass koi new projects nahi hai.
Nishant- han bhaiya jao jakar honeymoon per jakar 12 bacchon ka Bheed lagakar Aana.
Trisha- aap bhi kahan ki baten Lekar baith gaye aur devar ji Main Kahin Nahin ja rahi hun mujhe jaane ka man Nahin Hai so please.
Parvati- Humne han kah Di to kah Di Tum donon Satyanarayan ki Puja aur Anjali ki birthday khatm hone ke baad Paris jaaoge. Bass!!!
YOU ARE READING
THE CHAHUAN FAMILY
General Fictionin this story there are three daughter in law the first daughter in law life is not good as his husband doesn't like her what is the matter we will know second Bahu is not liked by the family because her Rishta was not fixed there in relation ship i...