Joy of Togetherness

132 29 9
                                    

As the sun dipped below the horizon, casting hues of orange and pink across the sky, Anubhav, Haseena, and Mishika made their way to the City Palace of Udaipur. Excitement filled the air as they joined the crowd gathered for the much-anticipated light and sound show.

The ambiance was electric, with the majestic palace illuminated against the night sky. Traditional music echoed through the courtyard, adding to the anticipation. As darkness descended, the show began, transporting the audience through the rich history and legends of Udaipur.

Haseena was captivated by the spectacle, her eyes dancing with the play of lights and shadows. Beside her, Anubhav held Mishika in his arms, her eyes wide with wonder as she soaked in the magic unfolding before her.

As the show unfolded, Mishika's eyelids grew heavy, and soon she drifted off to sleep in the warmth of her father's embrace. Haseena smiled at the sight, feeling a deep sense of contentment wash over her as she watched her family surrounded by the beauty of Udaipur's rich cultural heritage.

HM: Anubhav Mishika so gayi, chaliye chalte hai.

AS: thodi der aur rukte hai, show khatam hone ke baad chalte hai.

While Haseena remained captivated by the unfolding spectacle of the show, Anubhav's attention was singularly devoted to the enchanting presence of his beloved, Haseena.

HM: Anubhav aap hume dekh rahe ya show.

AS: aapko,

HM: Woh bhala kyu?

AS: Kyuki humara mann kar raha hai.

HM: acha to phir show ka kya?

AS: show se jyada achi to aap lag rahi hai to hum bas apna manoranjan kar rahe hai.
Aur bhala jiske pass itni khubsurat biwi ho wo kyu bhala kuch aur dekhe.

HM: aap humare sath flirt kar rahe hai.

AS: aapko kya lagta hai.

HM: yahi ki jagah thodi galat chun li aapne.

AS: Toh aap hi bata dijiye kon si jagah thik rahegi.

HM: kahi nahi, chaliye wapas room mein.

AS: Arey Wah aaj to aap khud room mein jaane ko keh rahi hai.

HM: besharam Mishika ka sochiye, aapko toh har waqt sirf romance sujhta hai.

AS: kya kare aapko nahi sujhta to hume hi kuch karna padega na.

HM: Anubhav hum public mein hai aur bhi log hai yaha, thodi to sharam kijiye.

AS: agar hum sharam karte to Misha kaise hoti.

HM: kahi koi bhoot woot to nahi chad gaya na aap pe jo aesi baate kar rahe hai.

AS: bhoot to chada hai woh bhi prem ka, ab aese seher ki khubsurti dekh kar kisi ko pyar ka ehsaas nahi hua to bekaar hai.

HM: suniye mere prem ke devta, aap abhi puri tarah se thik bhi nahi hue hai aur romance ki baate kar rahe hai.
Aur hai aapne apni dawai li?

AS: kya Haseena ji aap bhi itne meethe se pal mein kadwe dawai ki baat karna awashyak hai.

HM: ji haan awashyak hai, ab jaldi bataiye dawa li ya nahi.

AS: nahi,

HM: hume pata tha ab chalaye dawa bahut jaruri.

AS: Thik hai hum kha lenge dawa lekin uske badle hume kya milega.

HM: Kya milega kya matlab, kuch bhi nahi.

AS: tab hum nahi khane wale dawa.

HM: kyu?

AS: kyuki dawa khane ke baad muh kadwa ho jayega to kuch to chahiye hoga na.

Always There For You 💫Where stories live. Discover now