Celebrating Together

129 25 11
                                    

At some location

Hm: Anubhav kitni sard hawa chal rahi hai,

As: hmm, chaliye ghar chalte hai.

Hm: hmm,

As they headed towards the car, Haseena spotted a campfire and excitedly pointed it out to Anubhav.

Hm: Anubhav woh dekhiye waha aag jal rahi hai, chaliye thodi der waha chalte hai.

As: Thik hai

Both Anubhav and Haseena sat near the campfire, wrapped in each other's embrace, enjoying the warmth. Suddenly, an idea sparked in Haseena's mind.She stood up and tied one end of her dupatta around Anubhav's wrist, gently pulling him up to stand beside her.

As: haseena ji yeh aap kya kar rahi hai,

Hm: Anubhav humare saamne aag hai jisse humne sakchi maan kar humne ek dusre se shadi Kiya tha to kyu na aaj ek bar aur is agni ko sakchi maan kar ek dusre se phir woh Vachan le jo humne shadi ke waqt liya hai.

Anubhav smiled at her brilliant idea, and together, they took pheras around the campfire, reaffirming the promises they made to each other during their wedding.

As: ab bahut der ho gayi hai ghar chalte hai.

Hm: ji haan.

At Singh House

As Anubhav and Haseena entered home, they found it completely dark, with no lights.

As: Maa

Hm: Mishika

As: Yeh log kaha chale gaye aur light kyu band hai.

And suddenly, lights flooded the room with a loud chorus of "Happy Anniversary." They saw everyone standing there—Js, Karishma Singh, Anaya, Anuraag, Santu, and the whole MPT team—all smiling. The house was fully decorated. Mishika entered with two cards in her hands.

As: Acha to aap sab yeh sab plan kar rahe the isliye kisi ne phone bhi nahi uthaya aur na hi door khola.

Hm: Waise Mishika kya hai aapke haath mein,

M: Mumma aaj aapki aur papa ki anisary hai na to sabne kuch plan Kiya hai, aur ye card aap dono ke liye.

They took the cards from Mishika and read them, a small blush appearing on both their cheeks.

M: Mumma papa, ab aap dono jaldi se ready ho jao phir hum party karenge.

Ks: haan bhaiya bhabhi jaldi tyaar ho jaiye, aur haan dono alag alag kamre mein. To jaldi se un kapdo mein ready ho jaiye jo humne laya hai.

As/Hm: Kyu?

Ks: kyu kya kahi aap dono kamre mein...

Hm: samjh gaye hum aage bolne ki jarurat nahi hai Karishma yaha Mishika bhi hai.

M: Mumma roz aap mujhe ready karte ho aaj mai aapko karungi.

As: To hume ready kon karega.

M: Papa aap boy ho, aap to khud se ho jaoge. Aur Mumma ko meri help chahiye hogi na.

As: to kya hume help ki jarurat nahi hogi.

M: To aap chachu se help lelena.

Mishika, with her limited knowledge, assisted Haseena in getting ready, putting earrings, a bindi, and bangles on her mother. Finally, Haseena was ready for the celebration.

M: Mumma aap bahut pretty lag rahe ho.

Hm: Lagu bhi kyu na meri beti ne jo tyaar kiya hai.

M: Mumma aap roz saree kyu nahi pehente,

Always There For You 💫Where stories live. Discover now