Restlessness💫

291 26 8
                                    

Let's continue.....

It was night time and everyone was sitting and enjoying their family time after dinner. Preeti and Prem are very tired after staying up late last night and getting up early in the morning for all the preparations.
Tiredness was visible on both of their faces. Prem got up and said good night quietly to everyone and went to his room to sleep. But Preeti stopped for some work. After a while, only Sangeeta, Sapna Sadhna and Preeti were left, who were completing the remaining work. Sangeeta saw tiredness and restlessness on Preeti's face and saw that she was deeply lost in her own thoughts, when Sangeeta called her name she did not respond. Sangeeta again called her 3-4 times but she didn't budge. Hearing Sangeeta's voice, Sadhna and Sapna also looked towards her and found her too lost in her own thoughts. Sapna came near her and put her hands on her shoulder.... Preeti came out of her zone and looked towards her confusingly.....

Sapna- bhabhi aapko jiji kabse bula rahi hai aap kuch jawab hi nhi dey rahi....

Preeti instantly looked towards Sangeeta with a questioning gaze....

Sadhna- kaha khoyi hui ho Preeti kuch baat hai kya??

Preeti- nhi sab thik hai... bss thodi thak gayi hun....

Sangeeta- Preeti....

She looked towards her sighing and Preeti didn't match her gaze...

Preeti- main thik hun Sangeeta

Sadhna- nhi ho Preeti hume saaf saaf samjh rha btao kya baat hai ...

Sangeeta- shaadi ki baat ko leke kuch...

Sapna- yaa aapko conference ke liye jaana hai uss baat pe kuch....

Preeti- pta nhi but kuch ajeeb si restlessness hai... Jaise main samjh nhi paa rahi abhi 2 mahine mai hi shaadi karna thik hoga ya nhi itni jaldi sab kaise hoga, main kya prepare hun iss ke liye, kya main itni badi zimmedari nibha paungi yaa nhi.. maine abhi apna career set karna shuru hi kiya hai mera kaam meri priority hai mera attention sabse jyaada uspe hi rehta hai aur humesha rahega, aise mai main apna kaam aur ghar kaise manage karungi... mere kaam kabhi humare rishte ke bich aa gaya toh... kya main dono ko balance kar paungi bhi ya nhi aur bhi bohat kuch....aisa nhi hai ki maine pehle kabhi socha nahi par aaj aise achanak sab tay ho gya toh bohat gehrai se sab sochne pe samjh nhi aa rha kuch.....

She spoke openly and everyone listened calmly. Sadhna gave her a side hug and Sapna placed her hand on her shoulder and Sangeeta held both her hands firmly.

Sangeeta- Preeti main Jo tujhe ye sab kehne jaa rahi teri ek dost ke naate keh rahi, ye jo tu itna soch rahi shaadi ke pehle sab ladkiya sochti hai..... maine bhi bohat kuch socha tha mujhe toh aur bhi bohat jyaada tension tha kyunki meri arrange marriage hui thi sab kuch naya sa tha par waqt ke saath sab thik hota gaya tune hi smjhaya tha na ki khud ko waqt dena sab apne aap thik ho jayegaa phir tu kyun itna soch rahi aur upar se teri toh love arranged hai na tujhe aur tere kaam ko sab pehle se jaante hai aur samjhte bhi hai toh tension mat le sab thik ho jayega...

Preeti- main jaanti hun par....

Sadhna- Preeti tension mat lo tum akele thodi ho hum sab hai aur main toh hun hi na tumhari badi behan aur thode time baad humari choti behan Sapna bhi toh aane wali hai itna mat socho kuch bhi, aur ghar ki tension toh lo hi mat, tumhara kaam hum sab smjhte hai tum humesha usko hi priority dena aur hum tumhara saath denge... shuruwat main toh dikkat hogi hi, hume bhi thodi bohat hui thi par phir sab apne aap thik ho jayega...aur rahi baat tumhare rishte ki toh Prem bhaiya bhi toh abhi apne career pe jyaada focused hai toh kya aise mai unhe piche hatt jaana chahiye? nhi na.... ye tum dono ka rishta hai tum dono ko mil ke sambhalna hoga ise aur balance karna hoga, waise bhi kuch baatein situation pe chor deni hoti hai aur rahi baat tumhara kaam tumhare rishte ke bich aane ki toh wo tumhare aur Prem bhaiya ke bich ki baat hai tum dono jo faisla loge hume manjoor hai aur ek baat tum iss ghar ko aur ghar ke logo ko bachpan se jaanti ho tumhe lagta hai tum nhi sambhal paogi ya tumse nhi hoga?? Tumhe apne aap par bharosa ho na ho hume tumpe pura bharosa hai tum sambhal logi.....

Prem and Preeti:- Whispered Promises Of Their Love❤️Where stories live. Discover now