Part-15 Karan's love

1.4K 65 8
                                        

Karan went to his room not knowing what to do because he was really hurt from inside. He said those words with confidence to her but the truth is he doesn't know how will he make things right. One thing is sure that he cannot live without her and he will do anything to get her back. With these thoughts he reached his room and sit on the bed.

After some time Faizi entered the room and saw a disturbed Karan sitting on his bed, he went towards him and put his hands on Karan's shoulder and Karan looked up. Faizi was shocked because his eyes was teary and expression was painful. "Karan kya hua? Tum itne udaas kyo ho, thodi dher phele tho tu itna kush tha aur mujhe laga tu Monami ke saath hoga!". Karan was quite for a long time and said,

" Faizi, main tumse ek sawaal puchunga aur tu mujhe sach sach bataana tujhe kya lagtha hai aur ha, bolne se pehle yeh mat sochna mujhe kaisa feel hoga. Sirf sach bataana!"Faizi was confused but still nodded his head. " Tumhe kya lagtha hai, Monami se dhoor rahkar use itna bada mission mein bhejkar main yaha khush tha? Use hurt karne ke bhaad main yaha araam se jee raha tha? Bol Faizi kya main apni Raani Saheba ke bina ek bhi pal yaha jeeya hai? " Faizi was understanding that it is his emotional outburst which he hides all these days inside him also he knows that Monami didn't forgive Karan yet.

" Nahi Karan, hum jaante hai aur hamne dekha hai iss pure mahine tum kaise uske bina tadap rahe the aur main ne tumse kitni bhaar pucha kya hua hai!"Karan looked at him for some seconds and continued " Kaise jeeta main Faizi,yeh jaante huye ki meri Monami waha khatre mein hai aur mission mein kuch bhi ho saktha hai. Kaise bolta main tujhse ki main ne use hurt kiya jaane se pehle aur humara breakup ho chuka hai. "Faizi was shocked hearing the word breakup and tears were flowing from Karan's eyes.

"Karan yeh tum kya bakwas kar rahe ho aur tum dono ka breakup ho chuk tha Matlab?"Karan hugged him tightly and said" Faizi, main... Main dar gaya tha. Param bhaiya ne jab Monami ke sar pe gun rakha, mera tho jaan hi nikal gaya tha! Dhanu aur Charu ne bhi use target kiya tha aur... Aur Balli...woh bhi Monami keliye iss mission ka part bana!"

He left him and continued " Sab use mera kamzoori samajh rakha tha aur mujhe yeh laga meri wajah se uske jaan ko khatra hai isiliye... Isiliye main ne uske saath breakup kiya. Par uski mission mein jaane ke baadh pata chala main...main use ek pal bhi dhoor nahi reh saktha. Woh wahaan kitna bada khatre mein hai yeh sochkar hi mujhe dar lagne lagaa. Mujhe yeh samajh aaya agar main apne pyaar ko protect nahi kar saktha tho apni desh ko kaise protect karoonga. "

Faizi was in a shocked state and somewhere angry at Karan because Karan hided all this feelings from him." Karan, ithna kuch hogaya tum dono ke beech aur tume hamhe bataana zaroorai nahi samjha. Akele inn sab se lad raha tha. " He shook his head in disbelief but decided to console his friend.

"Karan tum tension math lo, Monami bohut samajdhaar hai aur usne bina bataye tumhare khamoshi ko samjha hai isiliye woh tumhe zaroor maaf karungi... par thoda wakth lagega."Karan looks towards him and chuckled.

"Tu kise samjha raha hai Faizi, Monami ab badal chuki hai woh ab ek commando hai. Main ne use baat kiya aur pata hai usne kya kaha, usne kaha hum ek dhoosere ko sirf dardh dete hai aur hamari rishte mein khushiya kam dardh syada hai." Suddenly his face expression changed to anger.

" Woh ye kaise bol saktha hai humare beech khushiya nahi hai aur woh yeh soch bhi kaise sakthe hai humhe alag hona chahiye.Nahi Faizi, main use aur dhoor nahi reh saktha. Jab se woh meri zindgi mein aaya hai, tabse main ne khush rahana aur zindgi jeena shuru kiya hai in fact woh bhi bohut khush thi mere saath. Tumhe pata hai main ne use shaadi keliye propose bhi kiya tha apni maa ki ring dekar... Raani Saheba ne khud mujhse kaha tha woh bhohuth khush hai. Ab woh yeh sab kaise bhool sakthi hai?"

There was some determination in his tone. The pain he went through this one month, the sleepless night he had, the longing for her, the haunting nightmares and trauma he had experienced in these days, everything made him another person who is going to do any and every thing to get his love back.He turned to Faizi and said,

"Faizi, main ne decide kiya hai kuch bhi ho jaaye main use apne aap se dhoor nahi jaane dhoonga aur bohut jald hamare beech sab kuch theek karunga." Faizi was witnessing this side of Karan after a long time and he was happy that Karan didn't backed off from his love. Faizi put his hand on Karan's shoulder and assured him that he is with Karan and Karan smiled a little.

ALWAYS MINE ❤️ MoranWhere stories live. Discover now