Author's pov-
Alag alag states se best cricket players select kar lia gai ha... Jinki filhal final match me pochne ki hod lagi hui ha.. Pichle ek mahine se lagataar continue matches ho rahe ha alag alag ground par..
Sabhi states team aapna best de rahi ha but in the end sirf 2 hi states ki team final me jaingi.. Or 1 hi koi vijata banega..
Pichle ek mahine ki jaddo-jahed ke baad finally 2 teams final me aapni jange banati hui dikh rahi ha that is team of delhi and team of bihar.. Dono ne bhot mehnat ki ha finals tak pochne me...
.
(Day of final match) =Aaj finals ha.. Dono teams aapne aapne dressing rooms me tayar ho rahi ha... Dono hi teams me tenshion ka mahol barkrar ha... Bcoz aaj vala match jitne se hi ye series unke naam hogi and tabhi vo nationals ke lia select hone vali list me aainge..
Varna unhe aagle saal tak fir is series ka wait karna padega.. So pressure toh kafi ha dono taraf.. Stadium me bhi kafi log aae ha in youngsters ko dekhne ke lia.. Bcoz in the end yahi toh ha hamare desh ke future crickters..
.
( delhi dressing room) -Coach( sabki tataf dekhte hua) = so listen everybody.. I know ki pressure bhot jada ha aap sab par.. But cool mindset ke sath bhar jaiye and aapna best dejiye.. Ek dusre me faith rakhiye and aapni team ki lia or khud ke lia best perform kijiye..and i dont think ki mujhe filhal jada samjhane ki jarurat ha aap sabko. ( now coach look at shubham gill jo akela side bench par baith kar aapni shoe lace bhand raha ha.. Coach ko pata ha ki shubham ne shayad uski ek bhi baat nhi suuni.. Bcoz vo pichle 6 saalo se in baccho ko train kar raha ha and the coach know ki shubham ka nature kesa ha) and especially shubham tumhe.. I hope ki tum is match me koi trouble khada nhi karoge. And please keep your ego and anger issues side from this match.. Please.. Hope ki tumne meri baat suun li hogi( shubham still not looking in his direction and just getting ready for the match). Coach ko bhi pata ha ki shubham is the best player of the team.. Jis match me vo khela ha.. Vo match kabhi nhi haare ha vo.. He has a passion for playing jo sabko dikhta bhi ha.. Isi lia sab ek baar ke lia uska cold look or ego ignore kar dete ha..
ye kehkar coach bhar chale jaate ha and baki team bhi ready hone lag jati ha.
..
..
(Bihar dressing room) =Coach(sabki taraf dekhte hua) - so listen boys... Aaj tak bhot kuch me bol chuka hu or thum sab suun bhi chuke ho so i don't think ki mujhe firse kuch bhi repeat karne ki zarurat ha..
But in the end i would like to say ki jab tak aapna best na de do.. Tab tak haar mat maanna.. Baki sab aapki aab tak ki mehnat and practice dikhayegi ki aapne aabhi tak kya sikha ha
and jitna bhi sikha ho aaj sab dikha dena ground par.. So just all the best for the match.Now coach ki nazar side me chair par legs fold karke baithe hua ek cute se.. Innocent se creature par padti ha..jisko duniya jahan se koi matlab nhi ha.. Uska dhyan to filhal uske hath me jo icecream ha usse khane par ha...
Coach- (pyar se ishan ki taraf dekhte hua) Mr ishan kishan.. Aagar aapki pet puja ho gai ho toh jara hampe bhi dhyan de dijiye..
Now ishan look at his coach with an innocent smile..
Ishan-sorry sir.. But ye itni der se mujhe bol rahi thi ki aao ishan mujhe kha lo.. Varna me pinghal jaungi.. Aab aap hi batao sir bhala koi icecream ko bhi mana kar sakta ha..
Coach (innocently look at ishan) - ishan tum kab bade houge.. 19 saal ke ho gai ho but harkate tumhari 4 saal ke bacche jesi ha jo icecream se baat karta ha..but ye tumhari masumiyat hi ha jo tumhe sari duniya ki bhid me alag dikhati ha.. Just remember one thing that never loose this smile and innocence.. Bcoz ye tumhari sabse badi strength ha..
Ye kehkar coach room se bhar chale jate ha and everybody start getting ready for their match
YOU ARE READING
ISHMAN
RomanceStory of two cricket players... this is the only thing that is common in these two.. otherwise both are polar opposites... one is possesive, obsessive, rude, arrogant, smart, sexy,fantastic player,never smiles, always hold a cold look on his face, h...